Q her koi forex main loser hi hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Q her koi forex main loser hi hai???
    mere mind main daily aik hi baat aati hai lekin us ka ans mere pas nhi hai forex trading main aakhir new aany wala her koi loss hi q karta hai aaakhir 100 main se koi aik to aisa ho jis ko profit hua ho mana k her koi ghalti karta hai lekin seniors ko bhi bara loss hi hoota hai kabhi kici ko big profit q nhi hua koi to ho jo koi ghalti na karta hi lekin mujhy aaj tak aisa koi bhi nazr nhi aaya.
    friends plz share your views
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No there are many successful traders but keep ratio in your mind that 95% are losers and just 5% are winners. Read George soros story, Andry krieger story there are many tycoons made by forex. So you can't say everyone is loser here.
    • #3 Collapse

      bhai is mein sari galati apki he hoti hai skills ka na hona experience aur knowledge ka na hona he apko loss ki traf le jata ha agr thora bht loss ho to normal hota hai account wash ya continuously loss to apki bht bari galati aur trading learning mein kamzori hoti hai.
      • #4 Collapse

        forex is not for everybody because everybody do not like things like trading and seating for house in front of the monitor. I do not agree with you that controlling emotions could not be learned! If you cannot control your emotions then do not generalize it
        • #5 Collapse

          Bhai g forex her new any wala loser is liye hota hai q k wo apnay ap ko control mein nahi rakhta aur soch samaj kar trading nahi karta aur har koi new trader loser b nahi hotay balkay bohat ziyada trader shuro mein he achi khasi earning karna shuro kar detay hain.
          • #6 Collapse

            jee nahi dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and yahaan pay lug profit bhi earn karte hain
            • #7 Collapse

              Assalam o alaikum.. No dear aisa nahi hy forex may har koi looser nahi hy forex may loosers sirif wo log hain jo zyada kamany ki greed kerte hain or jaldbazi kerte hain or phir wo loss face kerte hain, aise logon ki waja se forex badnaam hota hy..
              • #8 Collapse

                Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main har new anay wala loss is leay karta hay kun kay un kay pas experience nahe hota hay is leay wo business main ghalat decision leleta hay to loss hojata hay
                • #9 Collapse

                  aksar yahi dekha gaya hai forex me har trader chata hai ke wo jaldi amir bane aur kam experince aur kam knowledge me wo trading shuru kar deta hai aur jada kamane ki lalach me apna account loss kar deta hai.
                  • #10 Collapse

                    Bahi aisi baat b nae hai kay har koi Forex main loss he karta hai jo looser expert hain wo loss nae karty agar un ko trade main thora bhout loss ho b jata hai tou wo usay easily cover kar letay hain looser wo he hotay hain jo yeh he zehan bana kar kaam kartay hain kay humhain loss he hona hai.
                    • #11 Collapse

                      bhai jahan tuk meen samjhta hoon forex trading meen looser es lye zayada hotay heen kyonkay oun meen sy zayada tur yehi koshish kurtay heen ky julad az julad earning hasal kur ky rich bun jaeen, oor oun ki learning pur tawaja buhat kum hoti hy, esi lye zayada trader looser hotay heen.
                      • #12 Collapse

                        forex ma losser hr koi nai ha bas jo forex trading ko achi tra smj kr nai krtra ha us ko seekh kr nai krta han wo is ma loss ki tyrf jta han jin ka pass is ka proper knowledge na ho wo log is ma seekha bgar kam start kr data han or bad ma loss kaha lta han
                        • #13 Collapse

                          kayun kay bhai jaan hum log forex ko study nahi kartay hai bhai jaan hum log forex may lalach zayada bukhat zayada kar jatay hai
                          • #14 Collapse

                            dear friend baat asi hai ke sab kuch depend karta hai experience per yani market ko samjhne per ager ap market ki movement ko nahi samjhte ager ap market ke trend ko analysis nahi karna jante tu ap ko yaqenan loss hi ho ga chahe ap ke pass 100 dollar hon ya phir ap ke pass 1000 dollar jab tak ap experience hasil nahi karte ap ko loss hota rahe ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex her new any wala loser is liye hota hai q k wo apnay ap ko control tou wo usay easily cover kar letay hain looser wo he hotay hain jo yeh he zehan bana kar kaam kartay mein nahi rakhta aur soch samaj kar trading nahi karta aur har koi new trader loser b.............

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X