Emotions ka trading pa asar andaz hona kaisa.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions ka trading pa asar andaz hona kaisa.
    Dear members ap k emotions ka kisi bhi jaga pa bht important role hota ha agr ap k emotions clear aur wazia hn ga to ap k lia bht asani ho gi mean keh agr ap ka apny he emotions ka control ho ga to apki trading bht easy hp jay gi aur agr ap jald bazi aur emotions pa control kr ni sakty to ap k lia trading aik loss ki shakal main he rahy ga apki mehnat zaya hoti rahy gi. Is lia main yehi kahn ga keh forex trading main ap k emotions ka bht important role ha is pa qabu rakhen. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jab banda parh raha hota hai to aus time kehta hai k mai emotion par control kar loun ga magar jab market k samny hota hai to aus time samjh hi ni aati aor aus mai banda apna loss kar leta hai ya aus mai ye hai k banda aus time koi samjh ni aa rahe hoti aor aus time banda aulti trades laga k beth jata hai kabi jald bazi kar leta hai aus time banda emotional ho jata hai jo baad mai pata chalta hai.
    • #3 Collapse

      brother traders ke trading decision per emotion ka effect ager ziada ho tu phir trading achi nai ho sakti hai . aur iss hisab say ager baat karin tu emotion control na honay ke waja say trader ko bohot ziada loss ka samna karna parh sakta hai. maire khayal say achy traders sirf wahi log hoty hain jin ka trading kay doran apny emotion per acha control hota hai.
      • #4 Collapse

        Trading me emotions ka effect hona traders key tension me mazeed ezafa kar sakty hey, main jo emotions traders karty hey es me greed, trades open kar key profit ka hi intezar karna aur loss key bad tension me ajana ye sab esy emotions hey jes ka control traders key hath me hi hota hay.
        • #5 Collapse

          Dear friends ap jab bhi trade lagain to apny emotions ko control ker k rakhein. Dekha giya hai k jab kisi ko aik teade mein loss hota hai. To wo emotional ho jata hai. Ab wo kehta hai k mein ne apna loss recover kerna hai aur abhi kerna hai. Yahan per wo ghalti kerta hai. Jaldi mein nai dekhta k trade lagani hai k nai. Aur is trah wo loss k jaal mein phansta chala jata hai.
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna emotion ko apni control ma rakaa to per hamara leya best rahaa ga warna ager hum apna emotion ma trading karta ha to per hum ko achi earning nhi hoge bulka hum ko lot of loss ho ga..............
            • #7 Collapse

              Forex trading mein jo new members join krty hein woh is ghalat fehmi mein hoty hein k raton raat boht sa paisa kama lengy halankeh yeh kaam itna easy nahi hai,new traders apny emotions control krein aur patience k sath trading krein phir unko faida hoga.
              • #8 Collapse

                Dear forex trading main emotions hamari trading per kafi zada asar andaz hotay hain.
                Aap ko pata hona chiay kay jab aap forex market main trade kartay hain to aap ko apnay annaylisis achay rakhnay partay hain..
                Hamain chiay kay forex trading main senario hamain sahi rakhna chiay .
                Or hamain apnay insta forex bonus account per trading perfect rakhni chiay.
                • #9 Collapse

                  bbai jan apko demo account ma problem solution hasil krna chue wahan sy apko bahot achi trah smjh ay gi tb he ap market ma and experience here is ko use kr lea kren apko emotional control avoid greed oscillator have perfect krny chue ta ky apko trading ma knowledge aor experience ky sath aisa salook krna chye ky aoko profit zeyada aor loss kam ho traderz apko market ma money management sekhn chye
                  • #10 Collapse

                    forex trading aik mind wala kam hai jis main hum online trading karty hain es liye hmain apni trading main apny mind ko fresh karty howe karni chahye jsis e hmain koi mistakes na ho jay or jo tradors jald bazi karty hain wo hmaisha he loss karwaty hain es liye apny emotions par control rakhty howe trading karni chahye ta k hmain loss na ho
                    • #11 Collapse

                      Bhai trading k lia bhot ziada bary dil ki zarorat hai agar app emotion par kaboo nai rakty tu apka trading karna ka koi faida nai loss apka muqadar hoga agar ap apne emotion par kaboo rakh k dil ko bara kar k kam karo gay tu kafi faida hoga ur din ba din ap taraki karo gay yahi asli business hai.
                      • #12 Collapse

                        Dear friends trading main emotions bahut zayada asar andaz hotay hain....aur hamesha loss ka sabab bantay hain...q kah emotions main aa kar trader koi na koi mistake kar jata hay jo es k leay loss ka sabab banti hay esleay agar ap loss say bachna chahtay hain to emotions pa control kar k trading karain.
                        • #13 Collapse

                          G bilkul apki bat tkh hy forex trading mn emotnions ko cntrol rkhna chahy market mn woi log kmyab hy jo emotionaly mjbot hoty hn jb tk hmy emo cntrol nhi krty ot trust ky sat trade nhi krty tb tk hmry dil dar e rhta hy is liy trading krty huy emo ko cntrol or mindly tor fresh hona chahy
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions ka trading pa asar andaz hona kaisa.

                            agr hum emotional ho kar market main kam karty hain to is tara trade karny main kafi risk ho sakta hay humain active ho kar achy say kam karna ho ga ta kay trade main stay karna asan ho sakay is main agr low risk main kam karty hain to b trade main ziada loss nai hota hay so humain apny ap ko active rakh kar kam karna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions ka trading pa asar andaz hona kaisa.

                              forex mai emotions hamara dusman hain hamy isy qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar saky hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X