currency pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    currency pairs
    my dear friends him logo ko in currency pairs py trading krni chaya


    EUR/USD Euro zone / United States (euro dollar)
    USD/JPY United States / Japan (dollar yen)
    G8P/USD United Kingdom / United States (pound dollar)
    USD/CHF United States / Switzerland (dollar swissy)
    USD/CAD United States / Canada (dollar loonie)
    AUD/USD Australia / United States (aussie dollar)

    phir him logo ko loss kam hota ha or profit acha hota ha
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes ap ki bat theek hy waqi hm logo ko major pair per hi trade kerni chahiya ik tu ik analysis kerna asan hota hy or in per trade bi asan hoti hy us ki waja yi hy ki in ki movement kafi taiz hoti hy jis waja sy ap apny target ko bari hi asani ky sath hasil ker sakty hy asal mai in sab ku sath usd hy or usd ik main currency hy or jab usd strong hota hy tu yi sab down jaty hy or jab week tu yi sab up jaty hy is terha ap ko bara asan ho jata hy analysis kerna.
    • #3 Collapse

      Forex trading nahane major currency pairs ke upar trading karne chahiye Aap Ki Baat bilkul theek hai hame chahiye ke forex market Mein Chaman trading Kare Apne instaforex bonus account se.
      Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum forex market Main Long term trading Kare Apne instaforex bonus account share market Mein Hame Chahiye Hota Hai Ki Hum acche tarike se trading kare.
      Market Mein Humne Apne Andar Se acche karne hote hain aur aap ko pata hona chahiye ke forex market Mein Hai Mera Long term trading karne ke liye Apne analysis perfect hai.
      • #4 Collapse

        My dear friend AP NY thek bath ki ha is ma him logo ko trading krny Sy loss bi Kam hota ha or profit bi ager him log mhnat krty ha to phir him logo ko kamyabi milti ha forex ma sy
        • #5 Collapse

          Trader should try at least once in a trading career trade on every currency pairs, jo bhi traders hain mostly note karo to wo log USD/EUR pair ko prefer karte hain as compare to other pairs aur wo ye kehte hain in pairs se acha profit earn hota dusre ke mukaable mein bhai agar trading ke liye baaki pairs diye gaye hain akhir un ka bhi koi na koi purpose hoga un se bhi profit milta hoga bus aap logo ko un ko sai tarha se analyse aur utilize karne aata ho tab na jab aap log pehle se hi decide kr ke bethe ho ke dusre pairs pe loss hoga to aap ko pata kese chalega other pairs ke baare mein at least aap try to kren unko understand to kren sabse pehle.
          • #6 Collapse

            Currency main trading key leay yeh seb pairs behter hain. In main bhi woh pair main ziada prefer kerta hon jinka spread kem ho jaisy USDJPY iska spread 3 hey aor iski movement bhi itni ziada nhen hoti jiski wajhan se is main loss key chances kem hoty hain.
            • #7 Collapse

              G janab forex mai ap ki curruncy pairs axha hona chahyay taky ap aik axhy tect mai kam kar sako or kama sako so forex mai sab sy best pari USD/GBP hy jiss sy ap ko aik axhy trend mai trade sy best profit or earning hasil hoti hy or ap better kamaty ho.
              • #8 Collapse

                g bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main boht se paisr ayse hain aghr hum os main trading karen tu hum ahai trading kar profot eran kar skty hain jesy k ap ny jitny bhi pairs hmain baty hain yah sub major pairs hain es maina ghr hum trading karen tu hmain loss kam se kam ho ga or hum acha profot eran akrs kty hain
                • #9 Collapse

                  G ye sab forex trading business mein major pair han aur major pair par trading karne ka ya faida hota hy k major pair ka spread kam hota hy aur in ki movement bhi achi hoti hy is liye demo account par bhi in pair par practice kar k experience hasil karna cahaiye
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MS777 پيغام ديکھيے
                    my dear friends him logo ko in currency pairs py trading krni chaya


                    EUR/USD Euro zone / United States (euro dollar)
                    USD/JPY United States / Japan (dollar yen)
                    G8P/USD United Kingdom / United States (pound dollar)
                    USD/CHF United States / Switzerland (dollar swissy)
                    USD/CAD United States / Canada (dollar loonie)
                    AUD/USD Australia / United States (aussie dollar)

                    phir him logo ko loss kam hota ha or profit acha hota ha
                    Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha mai aap ki baat se agree karta hoon currency pairs pair trading Karni chahiye Kyunki currency pairs Mein movement slow hoti hai lekin Hum usse achha profit gain kar sakte hain aur Ishq Mein risk bhi kaam Hota Hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: currency pairs

                      humay chahiye keh trading start major pairs par he karen kyun keh es par trade karnay say humay kam say kam risk hota hay aur agar hum en par trading karna samjh jaye then humay other pairs ki taraf jana chahiye tab he hum market main safe earning karty reh sakty hay aur humay lalach ki taraf nahi jana chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X