Sab sy zyada trading USD mein hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sab sy zyada trading USD mein hoti hay
    Dear jaisa k ap nay dekha ho ga k sab sy zyada trading USD mein hoti hay is ki main waja kya hay dollar ki value zyada hay. curiency par trading zyada hony ki kya waja kya ho sakti hay kisi country k mali halat mustahikam hona ya koe aor bhe waja ho sakti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex main top currencies ki hi trading hoti hain aur iss man sub say ziyada jo trading jiss currency ki hai wo usd hai hain bilkul main ap ki bat say agree kerta hon ka iss time dollar rate b zayda hain aur sub say zayada trading b usd main hi ho rhi hain
    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
    Please visit my trading journal from here
    • #3 Collapse

      bhia stock market ki or forex market ki movement Dollar ki wajah sy hoti ha is leya him logo ko Dollars ki news ka wait krna chaya phir him logo ko fida hota ha or him log acha profit hasil kr skty ha
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        g bilkul aisa hi hy usd ko major pair ki hysiyat hasil hy ap ny daikha ho ga ky akser or ziyada ter pair mai usd lazmi hy or log bi ziyada ter usd ky sath kise bi pair mai trade kerna pasand kerty hy banisbat 2sry pair ky un pair ki movement slow hoti hy jis waja sy un mai trader ko apny target ky liya w8 kerna hota hy per usd ky sath ais anhai hy yi ik strong currency hy is mai ap ki jaldi hi result mill jty hy jis waja sy is ko sab log hi best samjhty hy.
        • #5 Collapse

          Jnb bay yeh ha k USD main trading ic vja say sb say ziyada hoti ha kyun k USD aik international currency ha jis ki vja say bahut ziyada use bhi hoti ha aur dunia k kisi bhi konay maim easy exchange ho jati ha agr ap k pas usd hain to dunia k kisi konay bhi chalay jaen apko easyly wahan ki local currency mil jati ha aut dosri bat yeh ha k har chez ka muqabla USd k sath hota so ic lehaz say USD main trading sb say ziyada hoti ha
          • #6 Collapse

            USD market bht he bari market hai or es main bht ziada flow hai.trader kuch he dair me loss ya profit bna skta hai.sb se ziada trading b esi me hoti hai Q k trading me jitna flow ho ga utna he market me trades ka mza ay ga.
            • #7 Collapse

              Yes dear of course Forex trading main US Dollar 1 major economy Hai US dollars is America ki ek major economy hai isliye forex market Mein US dollar ke upar kaafi Jyada trading or currency exchange Hota Hai.
              Hame chahiye Ke Naam Japdi forex market Mein trading Kare Jo Humne apni instaforex ke bonus counter acche tarike se trading karne chahiye aur Market Mein Hame long term trading karne chahiye forex market.
              • #8 Collapse

                Dear US dollar es waqat currency ka king hay qn kh USD America ki strong currency hy es elawa ap ny dekha hoga kh international market main be sab change USD ki waja sy zeyada hota hy or es k elawa hum ssab forex par be trading ky doran usd ka use zeyada karty hain es waja say es ki mali qadar be zeyada hay
                All The Best Dear Friends
                • #9 Collapse

                  Han ji bilkul sabse ziada trading pairs usd/eur wala use hota hai trading mein kyun yahan pe in pairs se achi earning hoti hai and acha profit gain hota jis ki waja se log mostly iss pairs of currency ko preference dete hain and trending mein bhi yehi pairs hote hain agar aap trading charts ko search kren ya dekhege to top of the chart pe bhi usd/eur ke pair hote hain always.
                  • #10 Collapse

                    yes dear members sab say ziyda trading USD main he hoti hain qk USD asi currancy hain k duniya ki har jaga py use hoti hain and Online har work main use hiti hain is liye log b ziyda tar USD main trading karte hain or sorf forex main nhe online wirk main b asa he hain k log USD MAIn he apne work ko deal karte hain jo k usd bhot he strong and mejor currancy hain
                    • #11 Collapse

                      g han bhai forex tading main usd pairs main sub se zeyda trading hoti hai or mera bhi trading expiernce esi pairs main hai es main sub se bari market lgti hai or daily main boht se tradorrs se main tdaing karty hain pr acha profot eran karty hain es pairs main risk bhi kam se kam hota hai es liye hmain risk ko kam karny k liye es pair main trdaing karni chahye hmain acha profot mil skta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        USD$ par ziada is waja say trading hoti hai kiyon k hamari country mai usd ko ziada value hasil hai ur is k rate bhi up hu rahy hain din ba din tu usd best hai ur anay waly time mai bhi bhot ziada trading hogi is par

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X