Asian session mai trading k liye bohot patience chiaye hota ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asian session mai trading k liye bohot patience chiaye hota ha.
    Jo Traders European session aur US session per ziada focus karty hain sirf inn he dono session mai trade karty hain . jab woh Asian session mai trading Karin tu tu inn kay knowledge mai yeh baat lazmi honi chaiye ke asian session mai trading volume ke kami ke waja say pricess bohot he slow move karti hai.

    iss liye European session aur us session mai jo results app ko 5 min ya 15 min ke average candle mai mil jate hain wohi price movement Asian session kay doran hour mai itne move hoti hai.
    iss liye traders ko yeh baat mind mai rakhi chaiye ke iss session kay doran results jaldi nai mil sakty hain aur trading mai patience bohot he ziada lamzi hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jo trading hum dekhtay hain London session aor USA session mei jo movement hoti ha wo alag he cheez ha lakin Asian session mei baki
    fast markets slow hoti hain isliye itni khaas movement nahi hoti ha isliye ap ko patience k saath koi achi trade leni hoti ha
    volume kam trade hotay hain isliye khaas movement nahi hoti
    • #3 Collapse

      G han bhai ap ne thk kaha hy forex market main 3 session hoty hn asian session london session aur nrwyork session in 3 session main subh se slow session asian session hy is session main market ki movement bahut slow hoty hy trader ko bahut wait krna padta hy aur jo trader London aur newyork session main trade kerty hn un ke liy asian session main trade kerna bahut mushkil hota hy
      • #4 Collapse

        yes ap ki battheek hy waqi ager ap Asian session mai trade na hi liya kery tu behtr rahy ga or ager ap ny lyni bi hy tu tab ly jab un ki koi news aniho tab us time market fast move kerti hy laikn ager ap us session mai trade kerty hy tu phr koi masla nahi hy ap bari hi asani ky sath apny target ko hasil ker sakty hy.
        • #5 Collapse

          Yes of course Forex trading machine station main aap batao na chahiye kya trade karne ke liye Kafi Jyada patients kaam karna padta hai.
          Forex market Mein Hame Asian market opening ke upar patients Kanwar karna chahiye aur aapka batao na Jayega Jab Tak Hum forex market Mein patience nahi karte hai apne instaforex Monika.
          MSI hota hai forex market Mein Hum long term ke liye trading Kare Hame forex market Mein Apne dil se dil ko Nazar Rakhna chahiye aur Market Main Long term trading karte rehna chahiye instaforex.
          • #6 Collapse

            gee sahi kahan ap nay asian session main trading little bit difference hain us session aur European say , us session aur european pay movement rapidly ups and down hoti hain hain aur in main volume ki b koi khas restriction nhi hai lakin asia main main ya small ka sath ager trading karain gay tu slowly slowly ap ku output milay ga
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex trading main hmain har sesson main he trading karny k liye patcine ki boht zeyda zarort hoti hai es liye hmain kuj khas sesson main he trading ko apln kar k nahi kanrna cahye mera khyal hai k aghr hum adat bna len k apni tradings e ahly achi trah se analsysis kar k trading karengy tu hum sesson amin he achi trading akr skty hain or earning kar skty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X