Gold k bajae agar silver mai trading ki jaee?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold k bajae agar silver mai trading ki jaee?
    Jahan taak mai trading k bare mai janta hun tu chahe trading gold mai ho ya silver mai dono ki apni values hoti hai aisa nahe hai k gold mai trading ki value hai aor silver mai trading ki value nahe trading dono mai ik jaisa he hota hai q k ye sub depend karta hai lot size par jitna ziyada lot size otna ziyada value
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    silver bhi aik big pair ha baaki ye k gold ki apni value ha silver ki apni value ha expert traders kaafi trading kartay hain silver pair mei bhi
    but depend zaroor karta ha ham kya volume use kar rahay hain apnay lot mei kyun k humay silver pe bhi trade karnay liye care se kaam lena hota ha
    gold se even best he ha silver kyun k gold zyada risky ha big fast movement ki wajah se
    • #3 Collapse

      Dear apki baat bhi teek hay laiken gold per trading bhot hi risky kaam hay aik tu iska spread zeyada hay aor dosra gold ki movement bhot fast hay aor is baat ma bhi koi shak nhi hay kay gold per trading say aksar profit bhi acha khasa earn huta hay wesay silver bhi gold kay saat touch hay kiun kay ap note kerna ager gold up ja raha hu tu silver bhi up Jana shoro hu jata hay aor down bhi saat saat laiken silver ki moving slow huti hay is liye silver best hay trading kay liye.
      • #4 Collapse

        Gold per trading is ley achi hai ke bare capital walon ke ley is main profit ke chances bare hoty hein lekin zaida tar is per movement fast hoti hai jis ki wjh se km balance wale risk per rahty hein. Silver per movement slow hony ki wjh se trading Save smjhi jati hai
        • #5 Collapse

          dear ap ny akser daikha ho ga ky kai dafa gold or silver ik jaisa hi move kerty hy ager gold up ja raha hota hy tu silver bi up jata hy or ager gold down tu silver bi down asala mai 2no usd ky against move kerrty jis waja sy sath sath chalty hy per yi koi zarori nahi hy gold ki nisbat silver ziyada achi move dyta hy or sahi duyta hy jis waja sy ap ko acha profit mil sakta hy .
          • #6 Collapse

            forex treading m hzaron pear hen gold ki apni velu hy r silver ki apni velu hy gold treding risky hy Lekin selver treading ki mjhy koi information nhi q k m ne silver py kbi treding nhi ki es liy mjhy es ka koi knoliged nhi.
            • #7 Collapse

              bhai gold aur silver ki movement same he hoti hai matlab jidher ko gold move karta hai uder ko he silver move karta hai is say bohut ziada faida utha sakty hain wo asy k jab gold up jata hai aur silver up na jay tu app jaldi say silver ko bhe buy kar k acha profit kama sakty hain iss leay in dono par kam karna chaheay app sab ko.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
                Jahan taak mai trading k bare mai janta hun tu chahe trading gold mai ho ya silver mai dono ki apni values hoti hai aisa nahe hai k gold mai trading ki value hai aor silver mai trading ki value nahe trading dono mai ik jaisa he hota hai q k ye sub depend karta hai lot size par jitna ziyada lot size otna ziyada value
                Forex trading Mein jitne ke liye commodities Hai in Sab Mein Kafi Tej movement hoti hai main silver Mein Tu Kabhi trading nahi thi isliye Mujhe uska koi experience nahi hai lekin main gold Mein trading ki hai aur woh bahut Jiski hoti hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  g han bhai apki bats hai hai forex trading main jitny bhi pairs hain sub main trading karni chahye q k jub hum trading karty hain tu hmain har pairs main trading karnya k expiernce milta hai or hmari trading skills bhi ayse he improve hoti hai k hum har pairs main trading karny ka hunar rakhty hun es k ilwa aghr silver ki trading bhi gold ki traha hoti hai tu so main bhi tading karni chahye
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold k bajae agar silver mai trading ki jaee?

                    agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy maket ky rules ko follow kar ky gold mai trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar aky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy agar hum gold ke bajy siler mai trading kary gy to hamy bonus be acha mily ga forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold k bajae agar silver mai trading ki jaee?

                      Gold ki bajaye ager silver main trade ki jaye to wo behter hay que kay silver boht zyada mehnga pair nahi hay aur gold ki nisbat is per achi lot kam investment main lag jati hay. ager trader skilled hay to wo apnay kam aur chotay account say achi trade ker sakta hay. wesay bhi silver ajkal trade kernay liye safe pair hay. aur ye long term up ja sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold k bajae agar silver mai trading ki jaee?

                        gold or silver ki forex main bohat hi zada ehamiyat hain gold aik risky pairs hain hamy is main kam karny ky liye bohat hi zada experience hasil kar ky kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hsil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or silver zada risky nahi hain lakin ya zada fast move nahi karta ham is main be experience hasil kar ky kam sakty hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold k bajae agar silver mai trading ki jaee?

                          forex ma agr ap market ko dakhe to ap ko lage ga k ap ne bohot zayada up down hoti ha gold k value or gold ha b expensive or is k elave ya b ha k gold par investment k leya ap ko zayada bonus k zarorat ha or agr ap silver ma trading kare ga to silver zayada uper necha nahe hota ha isleya ap ko agr juldi porift hasil karna ha to gold par trading kare or agr ap ko thore profit chaheya to silver par trading kare.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X