Try with yourself: copy trading kab tak challe gi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Try with yourself: copy trading kab tak challe gi
    Hamen trading k liye khud se koshish krni hogi aur hamen apna hi experience banna hoga jab tak ham khud se koi stargty nhi bna lete hain to uss waqt tak ham kabhi bhi professional trader nhi bn pate hain so hamen koshish krni hai k ham khud se sekhen ta k ham better trading kr saken
    Jab tak ham copy trading krte rhen ge to uss waqt tak ham professional nhi bn sakte hain khud ka experience hona bahot gi zaruri hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aapki baat darust hai maon aap se fully understand hoon hamen apne experience hona really bahot zaruri hai agar dekha jay to ham kab tak other people's pe depends krte rhen ge hamen khud se kch na kch lazmi krna hoga
    Main smajhta hoon k agar ham khud se demo pe daily base pe practice kete rhen to wo din door nhi hai jab ham khud se trading ka aik bahot hi acha ecexperienc bna paen gen aur ham aoni stargty se apni trades ko run kr saken ge
    • #3 Collapse

      trading k liye humay apni best strategy bannani chaiye copy trades dusron k signals pe chalna bohat ghalat ha apnay andat inti qualities paida karain
      k ap apni trading apni mehnat se kar saktay other people k ideas se ap k khud mei skills paida nahe hoti
      apni trades khod karnay ki koshish karain iski bets practice karen ap ko achi kamyabi hogi
      • #4 Collapse

        aap usi surat main independently kam ker saktay hon jab ap ka pass theek thak experience ho gay us ka bad phir ap iss qabil ho sakty ho ka apni tarif say strategy bano aur forex main zyada say zyada learning karain aur her time ap ki ya koshi honi chaiy ka ap nay khuch na khuch seekna hain aur ya ap kay liya behter hain
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Agree with you lekin Jo forex trading par new members hay os Kay saath taawan karna be senior's ki zimadari hay k uske k saath taawan Kare kionka new members ke hosla afzai karni chaheay our agar os ko kahi pe problem ho tho help karni chaheay
          • #6 Collapse

            dear agra ham yeh chahtay hain k hamain trading main kabhi kisi ki koi zaruraat na parray to hamain trading bahut he araam say start laini chaye mean k hamain trading us wakt karni chaye jaub ham is k kabil ho jayen hamain yakeen ho jaye k ab ham main wo salahiyat hay k ab ham earn kar saktay hain copy past wala kaam to aisa hay jaisay ham kisi imtihan main nakal marnay wala kaam kartay hain hamain aisay kaam say best hay k ham start he na karain.
            • #7 Collapse

              Trading main ap successful tab he hotay ho jab ap khud mehnat kar kay trading karty ho agar ap dosron ko copy karty raho gay to ap kabi khud aik trader nahi ban pao gay ap ko chahiye khud mehnat karain achi achi strategies bana kar kam karain taky kisi ki ap ko zarorat na pary ap khud achy trader banain aur khud earning karain.
              • #8 Collapse

                g han bilkul bhai ap ny shai bat ki hai forex trading main jub tak hum khud apni leraning nahi karty hain tab tak hum trading main akmyb nahi ho ksty hain es liye apko chahye k apni trading ko mange nahi kar skty hain es liye pako chahye k ap apni trdaing ko khud mange karen or khud he apni leraning kar k trdaing kareb ayse he hmara expiernce gain hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Try with yourself: copy trading kab tak challe gi

                  humain kisi kay ander agr kam karna hay to is main kafi susat ho sakty hain humain kam kay bary main ziada knowledge hasil nai ho sakti hay kun kay jab tk hum khud kam nai karty hain to khud understand nai kar sakty hain jab tk humain kisi or ko sikhna hay to us kay bad humain khud practice karna must hota hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Try with yourself: copy trading kab tak challe gi

                    forex may jab hum kam karty hain to is may hum ager post karty hain to apnay knowledge say or experience say he kam karna chahey or is ko bahter banany kay liay hamay rozana demo account par practice karni chahey is say bhe hamary kam may bahtery aty hay or ager hum market may trading ka kam karty hain to bhe hamay is may apnay knowelge ko bahter karnay kay liay demo account may practice kar kay khod bahter trading kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Try with yourself: copy trading kab tak challe gi

                      forex trading main aksar asa traders han jo apna kisi dost ya apna teacher ki madad sa trade lagty han matlb un ki copy krty han tu asa traders ko chaiya k wo khud sa mehnat kren or khud trade lagna sekhna taky wo khud he kamyab ho saken bina kisi k shary ka

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X