Under pressure trading gives you always loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Under pressure trading gives you always loss
    Agar ham trading krte huye dar jate hain k hamen koss go jay ga aur ham apni trading se fear of loss ko kahatam nhi krte hain to phir ham kamyab bhi nhi ho pate hain q k jab bhi ham fear se trading kren ge then hamen loss hi hoga
    Hamen always confedenc se trading krna hai agar ham trading men market k under pressure aa jate hain to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain q k iski barri waja ye hai k ham koi bhi trade hold nhi kr pate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex trading aik risky business hay aor is ma trading kertay waqat bhot hi aihteyat ki zarorat huti hay is liye aik tu humay iska proper knowledge aor experience hasil kerna chayi aor dosra jab bhi trading start karay tu relax mind say kerni chayi ager hum pressure ma trading karay gay ya tension ma hun gay tu pher hum achi trading kabhi bhi nhi ker saktay.
    • #3 Collapse

      bilkul theek kaha hy ap ny waqi ager tu ap ka mind fresh nahi hy tu ap ky liya forex mai trade ap ko loss dyna ka chance ziyada ho jata hy is liya jab bi trade ly lazmi apny mind ko fresh ker ky hi is market mai entry ly tu kafi achi trade mill saky gi asal mai forex mai hamry mind ka amal dhakal kafi ziyada hota hy jis waja sy hm logo ki lazmi is bat ka khiyal rekhna hota hy,
      • #4 Collapse

        Jab hum ne forex join ker hi liya hai to hamein yahan kaam kerny k liye pehly is ko acha seekhna chye. Is se hamary ander confidence aye ga. Jab bhi ap confidence se trade kerein ge to ap ke zehn per preshur nai ho. Jitna ziyada easy hon ge utna galti k chance kam hain.
        • #5 Collapse

          Trading k lye apny ap ko calm rakhna bht zruri ha q k agr ap apny ap ko calm ni rakhaen ge tu hamari lye trading bht mushkil Iye ho jye ge bal k me tu kahn ga k emotional bndy k lyr forex trading ha hi ni
           
          • #6 Collapse

            Ager preshar me aaker koi trade lgaty ho to yakeene tour par aap lose me jao ge mera manna hai ager aap fresh mind se trade karo ge aur her waqt market se attached raho to kabhi lose me ni jao ge
            • #7 Collapse

              g bhai jaan bilkul aisa hi hai agar hum zehni tor per relax na ho aur trading karna chahtay hon tu humay us waqt tak market main enter na hon jab tak apnay zehan aur pressure ko khatam na kar lain because is condition main kam karany pay hamesha loss hi ho ga humay aur hum hamesha galat faisalay lai kar is market ko bura bhala kahain gay.
              • #8 Collapse

                under pressure kisi surat bhi kamyabi nahi mil sakti ye ap ko sirf loss he dey ga relax hokar trading ki jaati mindly tension se sirf loss ha
                agar ap k mind pe kisi baat ka risk ho koi pressure ho ap tab kabhi kamyabi haasil nahi kar saktay hain iskay liye deep interest chaoye
                acha confidence hoga to ap ko trading karnay mey achi asaani hogi aor kamyabi hogi
                • #9 Collapse

                  trading main agr pressure involve ho to hm kbi b market main survive nhi kr skty Q k demo account main hm dekh skty hain k agr trade galt lg jy to loss ho jata hai.esi tra real account main b yhi haal hota hai.es liye phle hmain market ko achi tra dekh k or sakoon se trade lgani chye.
                  • #10 Collapse

                    bilkul sahi bat ki hain ap nay humain dar kay sath tu bilkul trading nhi keri chaiy ap k moral high honay chaiya ya ussi surat main mumkin hain jb ap k apnay ap ka uper control hon aur ap nay patience kay sath kernay hain iss surat main ap aik achay trader bn saktay hain ap nay under pressure nhi hona big think
                    TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                    Please visit my trading journal from here
                    • #11 Collapse

                      Forex trading may aap ko confidence ke saath trading karni hothi hay agar aap under pressure hothay hay tho per aap ka experience nahe bane ga our aap hamesha loss may rahogay is liay confidence Kay saath trading karni chaheay
                      • #12 Collapse

                        Trading main kabi bhi under pressure na hon balky relax reh kar trade karain agar ap tension lay gay to ap kabi achi trade aur achy analysis nahi kar paen gay ap ko patience say kam lena chahiye khud par confidence rakhain aur sabar say trade karain agar relax nahi hongy to ap loss kar dain gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Under pressure trading gives you always loss

                          agar hum pressure main aa kar trade place karen gay to es trha hum market main achi earning nahi kar sakty humay chahiye keh fresh mind kay sath trading karen kyun keh agar hum fresh mind kay sath kam karen gay to he hum theak say market par focus kar sakty hay aur market main achi earning kar sakty hay esmain humara he faida hota hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            Re: Under pressure trading gives you always loss

                            Brother agr ham under pressure ho kar trading kary gay to phir hame loss he ho ga es liye hame jab b trading kary to apny mind ko fresh ho kar trading kary to phir he ham es ma successful ho sakty hain Jo person user pressure ho kar trading karty ha to phir unhe loss he ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Under pressure trading gives you always loss

                              yes but trading is halal so Allah will Automatically give you power of knowlegde of trading and Allah trade me barkat dlta he so always openly invest in trading

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X