Leverage our friend or enemy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leverage our friend or enemy?
    Leverage size ka higher hona ye traders key ley plus advantage hay ya traders key ley enemy?

    higher leverage size traders ko high risk per trade me de sakta hay esy me ham higher leverage ko trading me apny accounts key ley friend samaj sakty hey ya enemy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Leverage k motaliq aik maqoola mashoor hai k leverage aik do dhari talwaar ki manid hai,ham ha trading men jahan je leverage se se faida ho rha hota hai wahan pe hamara leverage se nuqsan bhi kafi ziada ho jata hai
    Main smajhta hoon k hamara iss faida kam air nuqsan ziada ho skata hai isliye hamen leverage ko apne acount pe kam hi rakhna behtar hota hai aur yahi hamare liye best option hai aur iss men hi hamara faida hota hai
    • #3 Collapse

      Dear baat ya hay k instaforex trading aak bhot he critical aur dangrious bussniss hay iss main aacha sa aacha trader be lose lazmi karta hay iss laya bhatar ta he hay k leverage kam rakhan kam levrage sa hum ko nuqsan kam ho ga ager laverage zayada rakhan tu nuqsan be zayada ho ga
      • #4 Collapse

        leverages forex main aik aisa step hay jis main hamain yeh help milti hay k ham had say tajawaz na karain hamain yeh help aur rok tok miti hay k hamara zaida lose ho sakat hay aap is limit say agay na jayen jis tarha forex main maonymanagement ko bahut aehmiat hasil hay same isi tarha forex main leverages ko bhi bahut aehmiat hasil hay so hamain jitna bhi ho sakay apni account ki leverages ko bahut control main rakhna chaye jis say hamara bahut faida hay moi nuksaan nai hay.
        • #5 Collapse

          forex mien ager hum leverage zayada use kerty hien to hamain es mien ya to bhut jald earning hoti hai ya bhut jald loss hota hai es lye hum yeh na kh sakty hien k yeh friend hai ya enemy hai mager jin k pass experience hai un lye ye friend he hai.
          • #6 Collapse

            Neeraj Hamari friend tab tak hai Jab ab capital ke sabse lot size like karte ho aap lot size maximum aur capital aapka minimum risk and increases factors increasing ke liye prospectus company wise karne ke liye market final says zaroori hai economic calendar main aapko daily fundamental updates mil Jati Hai updates ke hisab se aap apni trades open Kare entry or exit decide karte hue market mein trading start kare
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Leverage our friend or enemy?

              forex mai hamty ache learning hasial kar ky ache leverage bana ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai all wolrd mai phla cuka hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X