Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai ap ki baat kafi had tak teek hai. Karobar kerny k liye ziyada education ki nahi balky ap k ander achi karobari khasosiyat honi chaye. Ager ap ne karobar ko samajh liya to ap kamyab rahien ge. Forex mein bhi ziyada education ki nahein balky trading mein experience ki zaroorat hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Trading mein aap ko kisi bhi qualification ki need nahi hoti hai sab se pehle to and aap ko agar trading seekhni hai to us ke liye simple aap ko forex learning parhti hai different topics ko parhna hota hai unko samjhna hota hai trading se related jo bhi material hai us ko samjhen and trading practice krke trading ko seekhen then usko in real account mein use kren jo ke aap ko help full rehta hai its all about your hard your interest to koi qualify hone ki need nahi yahan koi bhi join kar sakta hai forex trading field.
      • #18 Collapse

        Re: Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

        forex mai kam karny ky liye hamy ache learning ke zarorat hote hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai ail wold wild business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
        • #19 Collapse

          Re: Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

          Ji boss ye baat aap ki durast h k jab ham forex mien kaam kerte hien tu hamain as mien kaam kerny k lyee kio azafi digree ki zarort na hoti h bus as mien agar ham matric b pass hien tu b ham as mien kaam ker sakte hien aur kamee hasil ker sakte hien as lyee hamain as mien her bar mehnat kerna hota h aur as mien khud k lye acha mustaqbil b hasil kerna hota h.
          • #20 Collapse

            Re: Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

            Forex trading main aap k pass kuch na kuch qualification to honi chahiye ta k aap ko threads perhny aaty hon aur ap threads ka reply bhi ker sakain mager is k liye high qualification zaruri nahi hai iss liye jo bhi log iss business main mehnat kerty hain unko kamyabi zarur hasil hoti hai. Ap mehnat jari rekhain aur knowledge hasil kerain to ap kamyab ho jayen gay
            • #21 Collapse

              Re: Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

              forex mai kam karny ky iey hamara well educated ya hamry pass zada qualification ka hona zarore nahi hain hamy ache learning haisal kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online or big business hain
              • #22 Collapse

                Re: Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

                اصل پيغام ارسال کردہ از: shah007 پيغام ديکھيے
                Dear traders kuch log qualification k baary mein confuse rehty hain k shayid ye zyiada ho to hi trading mein success haasil ki ja sakti hy lekin main kehta hoon k ye sb kehny ki baatein hain keun k trading mein profit haasil krny k liey qualification ka zyiada hona zroori nhi balky ye to sb interest ki baat hy

                bilkul sahi kaha ap nay aik acha trader bananay kay lea zarori nahen kay ap ke qualification high ho ap ko bus trading key terms pata honi chaye jaisa kay bearish kya hai bullish kya hai support resistance trend line kisay kahtay hain pull back or price action wagera. Jo important chez hai wo hai risk rewar raito ager ap us main achay hain tu ap kisi bhi strategy say acha earn kar saktay hain lakin ager ap risk reward ko nazar andaz kartay hain tu ap earning nahen kar saktay kyon kay 80% ap ka trade ap kay risk reward par muhasir karta hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

                  forex aik online business hain ham is trading karty hain or ham is main investment be karty hain is main qualification ki koi ehmiyat nahi hain is main hamy best experience or knowledge hasil kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main successful ho kar acha profit hasil kar sakty hain or apni zarorto pora kar sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Successful trader ban'ny k liey zyiada qualification zroori nhi

                    Foreex market mai successful trader baney key lye eduction ki zaroorat tou hai.likan es key sath ap ko forexmarket ka knowledge bhe hona zaroori hai. Tab ap market mai kamyabi hasil kr sakty ho. Aur ap ki earning bhe zada ho gy.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X