Kam equity per loss zayada hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam equity per loss zayada hota hai
    Dear members mein nay dekha hai kay jis account mein equity kam ho uss mein bahut zayada loss hota hai aur aisa kyun hota hai yeh aik business hai tou iss mein equal hona chahyea aur forex aik risky kaam hai lakin aisa nahin hona chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear equity kam ho ya ziada ho hamen loss hamari equity k motabiq hi hota hai
    Agar hamare pass kam balance hai to hamen chahiye k ham apne acount pe small lot size konuse kren ta k ham apne acount ko safe tareqe se run kr saken
    Agar hamari equity kam hogi aur ham big lots ko use kren ge to then gam loss men challe jaen ge
    Isliye hamen always hi safe ho kr trading krna best hota hai
    • #3 Collapse

      Dear iski waja ye hay kay forex aik risky business hay aor aksar trader trend ko nhi dekhtay aor analysis kay bagair hi order place ker detay hay aor jis ki equity kam hu oski koshish huti hay kay wo maximum lot size jitni possible hu lagata hay ta kay profit zeyada hu aor equity barh jaye tu equity kam hunay ki waja say osko poran margin call aa jati hay aor wo samjhta hay kay hu sakta hay profit hu jaye laiken aksar aisay account bhi wash hu jata hay.
      • #4 Collapse

        Loss km per ho ya zaida per same hi hota hai chon ke hamare pass km balance hota hai is ley loss hony ki sorat main account un safe hony per yeh loss zaida mehsoos hota hai is ley km equity per km lot se trade karna sb se bari smjhdari hai
        • #5 Collapse

          dear ap aysa keh skte hain lekin mera maanna ye hai k agar ap ne learning k bad start kiya es business ko tu ap ko faida ho ga lekin ap ne learning nhn ki aur forex trading business ko seekhne aur smjhne k bina start kiya tu ap ko kch faida nhn ho ga chahe ap ki equity kam ho ya zyda ap loss he karo gy...
          • #6 Collapse

            apny bhot achi bat shear ki hai me apki bat sy itfaq karta hon me samjta hon kam equity ka koi masla nhe hota hamra bonus kam hota hai mgr ham lote size zeyada rakh lety han is waja sy hamen loss zeyada mahsos hota hai baki equity ka koi masla nhe hota
            TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
            Please visit my trading journal from here
            • #7 Collapse

              Gee haan bhai aap nay theek kaha hai kam equity per loss zayada hota hai aur woh iss lye hota hai kyun kay uss waqt humari tradeoss mein chal rahi hoti hai aur hum tension mein hotay hain kay iss ko kaisay profit mein laya jaye jis ki wajah sae hum ghalt trade open ker latay hain aur loss mazeed barh jata hai
              • #8 Collapse

                aisa nhi hai loss humen z4yada tb he hita hai jub hum account ky capital ko ignor kren aor zeyada profit ky lalich ma lot size maximum rakhen lehaza meri apko yeh naseehat hoti hai ky ap log trading ma risk manage krna h to zaror he sekhen warn apko har dafa account wash kr ky posts krna paren gi jo analysis aor kafait shuari sy chlta hai whi successful hai
                • #9 Collapse

                  Dear mery khyal se to Loss ka Equity se koi taluq nai hai bl k iska taluq Free margin se or Leverage se hai.Agr apki equity achi b ho magr free margin km ho gya hai tb b apke trades khud ba khud colse ho jaen gi loss me.isley apko Free margin ka boht khyal rakhna chaye.
                  • #10 Collapse

                    G bilkul sahi kaha apny ager equity barhaye ge to hamay zyada profit ho gaa aur hum apna pesa invest ker k profit ko double ker sakty hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam equity per loss zayada hota hai

                      forex mai hamt ache equity py kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy lakin agar hum equity kam rahky gy to hamy profit be km he mily ga forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai all world mai famous ban cuka hain yai pakistan mai be legal ban cuka hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam equity per loss zayada hota hai

                        g han zahir bat ha k account main equity hi asi chaeez ha jis k barosy ham apni trading ko safe rakh skty hain ,agr equity kam ho gi or trader apni trading bhi phly ki trah krai to loss to ho ga ,best trader bnany k liye zroori ha k ak ya do hi trade lagaye or daily thora thora profit earn kray na k ziada k chakr main sari equity hi jati rahy
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam equity per loss zayada hota hai

                          forex mai hamy ache equity py posting karne chahey hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam equity per loss zayada hota hai

                            Loss km ,according to ho ya zaida per equal hi hota hai chon ke hamare pass km balance hota hai is liye loss honay ki sorat fundamental account unsafe hony per yeh loss zaida mehsoos hota hai is ley km ,equity per km lot se change karna sab se bari samajhdari hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kam equity per loss zayada hota hai

                              ne ap ke bat se atfiq nahi krta asl me jab hamra account chota hota hye jab hum tradeing krte han to hum ko loss ka dar hota hey and hum ko ye lagta hye ke hum ko zayda loss ho raha hye agr account big hota hye to big loss bhe hum ko kam lagta hye markt to same he hote haye but masla jo hota hye wo hamri accounts ka hota hye as leye agr hamri pass account chota hye to hum ko lot size kam kr ke tradeing krne chahye as se hum apne tradering achi kr sake han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X