Capital kiya hai?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Capital kiya hai?
    Dear friends
    Ap ka jo balance hai us ko capital kehty hain. Farz kerein ap ka capital 50000 hai. Us pe trade ker k 100000 kamai hain. Ab ye nahi k capital ziyada ho giya hai to mony managment chor dein. 150000 ap ka sara capital hai. Us ko miss use na kerein. Balky us per achy se trade kerein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear capital hamare loye bahot hi important hota hai aur ham capital pe hi trades le rhe hote hain
    Hamen koshish krni chahiye k ham apne capital keep safe rakhen aur hamen apne capital pe over trading se bachna chahiye ta k ham best results le saken aur continue earning lete rhen
    • #3 Collapse

      Forex mein bhi aam zindigai mein bhi jo aap kay account mein ya aap kay pas jo raqam maujood hai uss ko capital kehtay hai ya iss ko aap account balance bhi keh saktay hain aur forex mein aap ka account capital jitna zayada ho ga trading utni aasaan ho gi
      • #4 Collapse

        apny bhot achi information shear ki hai me pki bat sy itfaq karta hon trading k duran hamen capital ka bhot kheyal rkhna chaye bonus zeyada hony sy hamen overconfidence nhe ho jana chahye balky hamen hoshari sy kam lena chahye aesa na ho k overconfidence sy sy ham loss karty rhen
        TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
        Please visit my trading journal from here
        • #5 Collapse

          Capital hamara sarmaya hota hai jo trading main ham nay money invest kiye hoty hain us ko capital kehty hain big capital hoga ap big trades kar pao gay agar small capital hoga to ap small trades kar pao gay capital jitna big ho account utna strong hota hai aur achi trading hoti hai.
          • #6 Collapse

            Forex mein bhi aur aam daily life mein bhi forex mein jitna aap kay account ka balance hota hai chahyea woh bonus ho ya aap ki investment ya profit jitna bhi balqnce ho ga uss ko capital kehtay hain aur forex mein aap ka capital jitna zayada ho ga aap ki trading utni achi ho gi aur aap ko profit ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Capital kiya hai?

              forex mai hamy ache learning hasial kar ky acha capital yane amount invest kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain is mai hamar koi boss nahi hota
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Capital kiya hai?

                forex market main capital ka matlab apki forex main invest ko kehtay hain jaisa kay agar apne 100$ invest kiya hai to ap say koi pochay kay apka kitna capital hai to ap kehain gay kay mera 100$ capital hai lekn ap esko capital amount nahi keh skty ho just forex main invest kay liye capital ka name use kiya jata hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X