Mehnat kay bawajood loss hona
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat kay bawajood loss hona
    Dear members mujhay yeh samajh nahin aa rahi kay mein iss mein bahut zayada mehnat kar raha hoon lakin iss kay bawajood bhi mujhay iss mein loss ho raha hai aisa kya karun kay mujhay apni trade mein loss ki jaga profit milnay lagay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o alaikum dear forex members.
    Dear members forex trading main mehnat k bawajood bhi agr apko loss ho raha ha to yeh ap ki jald bazi ki waja ha q agr ap apny emotion ko control ni kr sakty to ap ko loss k ziada chanc rahy ga apny emotion aur jald bazi pa control kren. Thanks
    • #3 Collapse

      agr ap ko ap ki mehnat k bawjoob b nuksan ho rha hai to mear maswra hai k ap dosro ki strategy pe depend na kro ap apni strategy bnao or us pe bhrosa karo or trading karty wt ap is bat ka khyal rakho k ap ny H4 se upar hitime frame lena hai is se kam buhat hi zyada risky hota hai is k ilawa ap jo b strategy bnao usy demo account pe test karo phr live trade karo or lot size chotya rakho or ong teram trading ko prefer karo
      • #4 Collapse

        Mehnat ke bawajod kbi kabar loss apki unlucky trading se ho jata hai lekin is se pershani hony ki zarorat nai hai koun ke aisa har bar nai hota aur jb bhi mehnat ke bawajod loss ho tu apna analysis karen aur ghalti ko dondh kar pehle usay clear karen
        • #5 Collapse

          Ager ap mehnat ker rahy hain aur phir bhi ap ko loss ho raha hai to ap apni trade per ghor kerein k ap ny kahan ghalti ki hai. Phir us ko teek kerny ki koshish kerein. Mery khayal mein bhi ap trade lagany mein jaldi keerty hain. Ya phir ap ne time frame bahut kam rakha howa hai.
          • #6 Collapse

            Agar aap forex mein bahut zayada mehnat kar rahay hai aur uss kay baawajood bhi aap ko loss ho raha hai tou aap trade mein kahin koi gjalti kar rahay hain iss lye aap ko chahyea kay aap apni trades ka weekly basis per analysis kya karain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat kay bawajood loss hona

              forex mai jab hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore karty hain ya hum lalach oie emotions ko qabo mai nahi rahkty to hamy loss ho jata haun or hamare sare manet zya aho jate hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X