Month k 3 weeks tak news ke move perfect huti hai,.last week bhut burri,.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Is ka tu abhi mujhay nahi Pata ho sakta he ke Aisa ho lakin ye zaroori nahi kabhi market kuch hoti he or kabhi kuch kio ke market ki movement hi us ki Jan he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Ye Question jo apne post kra hai jo kay such main ahmiyat ka hamil hai kyn kay Ye maloomat faraham krta hai hamain or mere khayal Main " Agar Hum forex market k charts ko observe karain to wo aik month k half half interval main wapis apni jaga ata hain sideways market main
      • #18 Collapse

        my dear ap ki observe sahi b ho sakti hai but but poore month har currency ki news aati rehti hain is liye agar ek currency ki ek time mein negitive news ayein to usi din doosri currency ki positive news b aa jati hain
        • #19 Collapse

          Yes ap ki bat theek ha aese he hota ha news boht ult pult hoti hain 20 ka bhad or market ki bhi kuch samaj nai lagti is ka hal yeh ha k ap yeh last ten days trade boht kam karen ya bohot carefully karen.
          • #20 Collapse

            Jee Dear,aesa hi hota he jab kaam lagne lagta he to markit bohat hi mandi ho jati he or age piche aap dekhen to rate in k asman on pewr pounchen howe hote hen.bas allah hi bachay in se q janab.
             
            • #21 Collapse

              Jee Dear,aesa hi hota he jab kaam lagne lagta he to markit bohat hi mandi ho jati he or age piche aap dekhen to rate in k asman on pewr pounchen howe hote hen.bas allah hi bachay in se q janab.
               
              • #22 Collapse

                ji news ka tim,e bht risky hota hai us time kuch b ho skta hai yeh kam esa hai sahi hai .........................!
                • #23 Collapse

                  Nhi dear mere khyal say esa nhi hai.lakin jha tk 1st date ka sawal hai to 1st date ki move kafi achi or tez hoti hai.lakin 20 date tk move buri nhi blkay or achi or tez hoti hai.Monthly chart k market ki condition ka pta monthly time frame say hi lgaya ja skta hai.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #24 Collapse

                    dear mai bhe baz dafa new ko follow ker ka trade ker ta ho par mai high impact news ka time us currency pair ak kafe ache say analysis ker ta ho wo bhe news history sya taka mai thek order laga ker kuch acha pip kama lo.
                    • #25 Collapse

                      ha bhai waisay humay news per he depend reh kar trading karni chaiye kiu k maine suna hai humay news say he kafi profit hasil hosakta hai uski waja ye hoti hai k news hamehsa markets per depend rehti hai and news say he markets mai movement fast hojati hai
                      • #26 Collapse

                        good idea g dekha ha par observe nahe kya news expert nahe ho is ka dekhna parega par news pe trading to bht faida deta ha par apne kaha ka end week of the month pe news bekar in ka try karna hoga
                        • #27 Collapse

                          aisa kuch nhi hota mgr aisa possible ha k mukhtalif time mein market ki price ki movement different ho. week mein b ap observe kre gy k kuch market bohat fast move krti ha or kuch time market bohat hi zyada slow ho jati ha.
                          • #28 Collapse

                            Wesay main ny itne observations nahe rakhe main eurusd oy trading kerta hoon to main sirf us news ko zeada consider kerta hoon evening main jerta hoon to morning main Europe news ko bus diekh lrta hoon
                            • #29 Collapse

                              aap ki baat kisi had tak theek hai pehlay to aap ko jo news aati hain wo theek hoti hai lekin is k baad aap k sath game shoru ho jati hai or aap nay jo earn kiya hota hai us say ziada aap news ki waja say loss kar jatay ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan me ap ki is bat sey kabhi be itfaq nahi karon ga q key news ka effect usi time perta hey jab be kisi country ki economy me koi big change ati hey aur wo kisi be week me aa sakti hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X