News pe focus krna chaye ya nai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News pe focus krna chaye ya nai
    Assalamualaikum dear members main Kuch Din Pehle Ek thread generate kiya tha jis mein Maine Yeh Poocha Tha ke News pe concentrate karna chahiye ya nahi.mostly logo ne mujhe bataya Tha ke Hame News pe zyada concentrate nahi karna chahiye isliye Mai beginners ko ye advice deta hoon ke as a beginner News pe concentrate nahi karni chahiye Kyuki isme Hame loss ka zyada Khatra Hota Hai Jab ham intermediate aur expert level par pahunche to hamen news ka ilm bhi hona chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    News pe zarur focus krna chahiye q k news hamare liye bahot hi qeemti hoti hain agar ham trading k doran mews kko ignor kr dete hain to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain
    News k market pe kafi ziada impect hote hain isliye hamen news ko important le kr hi news pe trade krni chahiye tabhi ham kamyab ho pate hain
    • #3 Collapse

      Dear forex trading aik bhot hi acha business hay laiken ager hum trading kay knowledge aor experience kay bagair is ma trading karay gay tu pher forex sab say zeyada risky kaam hay is liye humay chayi kay jab bhi order place karay tu pehlay trend ko dekhain market analysis karay aor sab say ahim baat news ko madde nazar rakhain kay jis currency per hum trade open ker rahay han is kay baray ma koi news tu release nhi huwi kiun kay news ka market per bhot bara asar parta hay.
      • #4 Collapse

        Walaikum Assalam Bhai apka sawal ka answer ye hai k bilkul krna chahye news par focus qk ye forex language me Fundamental k name se jana jata hai or ye long term k liye apko hint deta hai k any waly future me trend bearish ho sakt hai ya bullish jesa k FOMC NFP wagera in se apko kafi help milti hai ksi country k currency ko judge krny me.
        • #5 Collapse

          Dear ager fkrex trading main agy niklna hai to zroor news par focis krain ku ky ham ko firex trading ke updating ky bary main maloom hona chahiy ky pour word main trading main kia ho raha hai
          kon se cruncy up ho y ja eahi hai our kon se cruncy down hony wali hai es sy ham ko trading ko anylize krany main boht fada ho ga
          • #6 Collapse

            Dear bilkul karna chaiye yehi aik way hai jo ap ko risk free trading karne mai madad deta hai q k news aur data jo b hota hai os se ap ko market k trend k bare mai pata chalta hai aaya market buy ho gi ya sell ho gii es iye ap ko porii concentration k sath data aur news k bare mai seekhna hai tab he ap ko mehnat ka faida ho ga aur ap apni life ko set akr skao gy...
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ommi پيغام ديکھيے
              Assalamualaikum dear members main Kuch Din Pehle Ek thread generate kiya tha jis mein Maine Yeh Poocha Tha ke News pe concentrate karna chahiye ya nahi.mostly logo ne mujhe bataya Tha ke Hame News pe zyada concentrate nahi karna chahiye isliye Mai beginners ko ye advice deta hoon ke as a beginner News pe concentrate nahi karni chahiye Kyuki isme Hame loss ka zyada Khatra Hota Hai Jab ham intermediate aur expert level par pahunche to hamen news ka ilm bhi hona chahiye
              newspaper press karne chahiye lekin news ke time pe trading karne se Pahile karna chahiye Kyunki is time market bahut Cosmo karti hai aur Hume bahut jyada hi ho sakta hai isliye news ke time pe trading Nakhra to matter
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                bhai forex trading main hum market ko he follow karty hain or hmain trading k liye news par focus lazmi karna hota hai q k jub bhi koi market main abri news ati hai tu wo market bhi effect karti hai es liye hmain andaza hota hai os news se k ab market main hony wali kiya kiya chages ho skti hai or ab market kis trah se move karti hai yah sub hum news se anada lga skty hain
                • #9 Collapse

                  w salam dear aap nay teak kaha hai news per bhi aik achy trader ke nazar ho us kay sath sath aik achay trader ka khud ka analysis hona kafi importance hai es laiy kisi aur trader ka knowledge bhi use krna chahiay aur khud ka knowledge krna chahaiy
                  • #10 Collapse

                    Newspapers are the important rakhti hai market ko samajhne ke liye Agaram market Mein kaam karne ke liye acche method ke sath proper method ke saath kaam Karenge Hum Hain Use both Jada Ek Rasta Dikhaye ki kam karne ke liye business develop karne ke liye Jaise Jaise Hum Apna business develop karne Jaayenge news ko Hamare liye Samina samajhna OLX ke hisab se Yaad Nahi Karna Woh Zyada Ahsaan Ho Jayega aur marriage karna Aasaan ho jayega
                    • #11 Collapse

                      haan jee ham ko news pe focus karna chi hai qk agar ham as pe focus nahi karen gee tu as forex ka ham ko pata nahi chale ga aor jab ham ko pata hi na ho ga tu ham aus ko kese karen gee
                      • #12 Collapse

                        Re: News pe focus krna chaye ya nai

                        forex mai news ke bohat ahmeyat hain hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading be karty hain yai poor mans ky liye bohat ache job hain
                        • #13 Collapse

                          Re: News pe focus krna chaye ya nai

                          Jab bhi news ati hai market mein news ati hai movement ati hai to deham to zaror dena cchahiye lekin is mein ye nahi ke AP trade Kar dain trade AP ne apni strategy pe hi karni hai warma loss ke buhat zeyada chances ho sakte Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: News pe focus krna chaye ya nai

                            forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy in ko rozana dahkna chahye hum in py trading be kar sakty hain hamy kabe be iny ignore nahi karna chahey forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain yai aik real business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News pe focus krna chaye ya nai

                              news ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy inhy rozana dahkna chahey is sy market ky up down ka pata calta hain hum news py live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai kabe be band na hony wala international business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X