Plan your trade
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Plan your trade
    Jab bhi ap trade lagany lagein. To us se pehly us ka planning kerni chaye. Planning ye hai k ap kahan se trade lagani hai aur kahan stop loss lagana hai aur kahan pe take profit rakhna hai. Planning k baghair kabhi bhi trade na lagain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trade always hi planning se krna hoti hai jis trade pen hamari planning nhi hoti hai wo aksar hi fail ho jati hai isliye hamen kabhi bhi kissi trade men bagair planning se nhi krni chahiye
    Q k bagair planning se ki gi trades men hamen loss hi ho jata hai isliye hamen iss baat ko mind men rakhna chahiye k ham always planning se hi trade lia kren ta k ham kamyab trading kr saken
    • #3 Collapse

      G jnb apki bat thk hy hmy trade planning k bghair trade ni lgana chahye. Us k lye hmy ye daikhna ho ga k ks pair me order lgaien aur kb lgaien taa k hm maximum profit gain kr sken. Is trha use of stop loss take profit ka use size of lof lot ye sb trade planning me aty hn. Jtni achhi planning ho gi utny achy results samny aien gy hmy. Poor planning sy loss k chances brh jaty hn.
      ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
      • #4 Collapse

        forex main success hony k leay sab say ziada zrori planing hoti hai agar app plan anhe acha kar sakty hain tu app success bhe nahe ho sakty hain es lay plan asa karain jis main app ko loss na ho aur hamesha money mangement k sath kam karain app ko koi bhe preshani nahe ho gi aur app rato rat ameer ho jain gay.
        • #5 Collapse

          g janab humay hamesha ani trades ko plan kar kai chalna chahiyay aur jab bhi market main enter ho tu aik specific target ali kai enter hon takay jab market taizi say move ho tu hum panic na ho sakain aur foran say positive trade apni marzi kai mutabiq nikal sakain. otherwise hum phansay rahay gay trade main aur loss karwa bhaitahin gay.
          • #6 Collapse

            Always first plan then trade. Jeb bhi koi trade planning key baghair lagai jati hey to us main aik beyyaqini se sorat hoti hy. Ager hum jaldi main koi trade laga dain to us main trade key lengthy hony key bahut se chances hoty hain. Is liey phly decide ker lain kitna loss berdasht kerna hy aor kitna profit earn kerna hy.
            • #7 Collapse

              G ha bilkul hum jub koi trade start karty to hamari strategy tabdeel hote rehti hai ku market ka koi bharoosa ni kub kiss side pe chala jaye iss lye hamy her waqt apna plan tabdeel karty rehna ho ga
              • #8 Collapse

                yes dear bina planning ky ap koi bi kam kerty hy ap ko lazmi loss hota hy is liya ager forex kerna hy tu ap ko chahiya ky ap bi is mai akm kerny sy pehly lazmi ap ko market ka achi terha sy analysis kerna chahiyaus ky bad hi ap koi bi trade lagay taky ap ko phr kise bi cheez ki tension na ho or asani ky sath ap trade ker saky.
                • #9 Collapse

                  g aksar m ne tredr ko dekha hy jo es m plyning kr k treding krty hen q k forex m loss sy buchny k liy achi plyning ki boht zrorat hoti hy jis sy hm confidons sy tread order kr k earning hasil kr sakty hen es liy forex treading m export tredr bnny k liy achi plyning k sath tread order kro r sucsecs hasil kro.
                  • #10 Collapse

                    plan k bina hum her bar fail ho sakty hien es lye hamain her bar plannng k sath he kam kerna chahye q k planning k bina hum es mien sirf or sirf loss kerty hien or hamainearning zero ohti hai es lye forex mien her cheez ko dakhna bhut zayada zarori hota hai.
                    • #11 Collapse

                      G haan waisay to har kaam main planning zaruri hoti ha lekin forex main jb tak achi planning na ho tb tak ic main profit hasik krna thora mushkil ho jata ha. Jb bhi trade lganay ka irada ho to thek analysis kr k aur money management k sath trade place krain. Jb aisay he tukkay pay baghir palnning aur management k trades lgaen gay to us m successful hona kafi mushkil hota ha. So hum sb ko aik achi plan k sath trade lgani chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Trade karny k lye her kisse ke apne strategies hote hai aur usse strategies ko madynazar rakh agay barhta hai aur wo kamyaab bhi hota hai aur kabhi aisa bhi hota hai uss ke strategy uss pe hota parti hai
                        • #13 Collapse

                          har kaam ko pura karny k liye palning karna buhat zaroori hota hai bighair planing k ap kisi bhi kam main kamyabi haasil nahi kar payein gy isi liye humy forex maon bhi trade lagaty waqt planing kar leni chaye. thanks
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: Plan your trade

                            agar hum forex mai kam karna chtey hain to hamy planing karne ho ge ky hamy kitne amount invest karne hain kon sy analysis use karny hain kitna time trading ko dena hain pher hamy end tak ise plan ky mutabik kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy or acha bonus hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Plan your trade

                              forex hamy plan bana kar kam karna chahey pher hi kamyab ho sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain ham is main apni marzi sy out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apna life time career bana kar acha profit hasil kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X