greed sy loss he hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed sy loss he hota hai
    bhai jo bhi trader greed krta hai osy loss he hota hai aap mujy dakh lin man ny kal gold buy kua tha or woh trade 30$ profit man gi but mara take profit 50$ profit pr tha man zuada profit k luy greed ki 30$ profit accept nahi kua ab woh he trade 50$ loss man chal rhi hai gold down agua hai is luy bhai khty hain zuada profit k luy greed na krin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Well dear aap ne baja farmaya hai hamen greed se always hi loss hota hai agar dekha jay to ham jab bhi apni trading men ziada ki lalach men parte hain then hamen loss hi ho jata hai
    Hamen chahiye k ham apne acount pe kam se kam loss ki ratio rakhen aur hamen apni trades men loss ka ratio kam rakhna chahiye ta k ham better trade le saken
    Ham jab apne loss ki ratio kam kr len ge then ham bahot hi achi trade le saken ge so hamen kabhi greed se kaam nhi krna chahiye greed se hamen always loss hi hota hai
    • #3 Collapse

      me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai g han bilkul aesy he hota hai insan kahta hai k zeyada or zeyda is sy hamen loss he hoga jatna bhi mly ly lo lalach me a kar apna nuqsan he karta hai ab ap ko 30 $ ka profit ho gya tha mgr apny trade close nhe ki fr apko loss hoa hoga
      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
      Please visit my trading journal from here
      • #4 Collapse

        Jb ap ayk treeky ko choir k apny dil ki sunk gy to lose hi ho g kun k kis KA dil nhi krta k zyada sy zyada pysy kmay jayn lykn ap ko us k liy proper way chose krni hoti hy or ap ko profit kmany. K liy sabar sy myhnt krni chahey
        • #5 Collapse

          Forex trading mein jo new members join krty hein woh aksar greedy hoty hein, greed mein ziada trading krty hein baaz okat un mein sochny ki salahiyat khatam ho jati hai unko kuch pata nahi hota woh kis cheiz pe trading ker rahy hein jis se hamesha loss hota hai is liye hamein chahiye patience k sath trading krein aur greed se bachein.
          • #6 Collapse

            greed say jis nay bee loss kya hai wo dobara forex mien aa ker greed na akry ga q k greed he asal dushman hai traders ka ager hum es mien aa ker greed kerty hen to kuch he pal mien market hamary againest chali jati hai or hamain profit jo ho raha hota tha wo loss mien tabdeel ho jata hai.
            • #7 Collapse

              forex trading main jo trdaor greed k sath forex ko join karty hain w o kbhi bhi trading main kamyb nahi ho skty hain q k greed aik enemy hai jis main hum apni trading ko bahtr kar skty hain or achi eraning kar skty hain or aghr hum llach karty hain or bgair mahnt k yah tu short cut se earning karna chahty hain tu hmain kbhi bhi es main acha proft nahi mil skta hai
              • #8 Collapse

                Zaroori nai k tamam loss ki reason greed he ho aor b bahot c reasons ho sakti hain laiken greed un main sy ake strong reason hy jb ham lalich karty hain to lalich main aa kar ghalat deciesion laity jo nuksaan ka baaes banty hain aor forex to naam he deciesions ka hy sahi wakt py sahi decision
                • #9 Collapse

                  Gg dears bilkul ap ny thik kaha hai forex mai ager inasan zeyada lalach kry ga to loss oss ka mokadar bny ga is leye patient ka mozhaira karna chyeee jetna mily otny mai khush rahooo but insan kaha khush rahta hai lalachi ban jta hai is leye patient ka mozaira karna chye
                  • #10 Collapse

                    Jab Hum Yaha par Forex pe kaam kare Kahaniya par Kabhi B Grade II Na Ho laalach Meena a long time kam karne ke liye Hum Sabke Paas acche wale skill Sona bahut jyada important Hoti Hai Jab Hum yaha par lalaj Karenge to hamare pass capital generate nahi hoga wo Hum yaha par kabhi bhi aage nahi nikal Sakenge isliye Aaram ke sath satisfaction ke saath kaam kare market ke baare mein thinking Kare Jyada Se Jyada perfect knowledge le
                    • #11 Collapse

                      g haan bhai jaan hum jab bhi ham gared karen gee tu nam ko as main nuksan ho gaa q k as main ham ko gareed nahi karni chiy hai as liy k lalach bury bala hai
                      • #12 Collapse

                        Je haa apki baat bilkul sahi hai hamy kabhi bhi greed ni karni chahye ku k greed hamesha hamy lose he deta hai hamy hamesha greed ko aik side pe rakh kar trade karna chaahye
                        • #13 Collapse

                          Salam brothers bilkul right kaha apne greed nh krni chaey greed krne se hm loss m he jatay he hme hardwrk krna chaeye jitna hm mehnat kregy utni he hme profit hogy baki greed se to loss he hota he kehte he lalach bury balaa he
                          • #14 Collapse

                            Re: greed sy loss he hota hai

                            forex mai greed hamara sub sy bara dusman hain hany siy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or apne bonus earn kar saky gy hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga yai aik big business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: greed sy loss he hota hai

                              forex aik online business hain is mai greed hamara sub sy bara dusman hain hamy is ko avoid karna bohat zarore hota hain hamy ache learning hasial kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be be band na hony wala business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X