Loss aur profit trades ka comparative analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss aur profit trades ka comparative analysis
    Forex business mein analysis hi sab se main factor hai is liye hame apni ki gayi trades chahe profit mein hon ya loss mian hamin comparative analysis karna chahiye ta kay hum ye jan sakin kay humne jo kamyabi hasil ki ya jo nakami hasil ki uske piche kya factors hain..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Loss aur profit ka comparative analysis kerny ky liay apko apni previous trading history ko zarur nazar main rakhna chahiay ky kis terha ki trade open kerny per profit hasil hua hai aur konsi trade per loss tou apko comparison kerny per profit aur loss ka pata chal jata hai
    • #3 Collapse

      G han her close hony wali trade beshak profit main ho ya loss main close hui ho her trade main sabaq hota hai ky kis terha sy ki jany wali trade main profit hasil hota hai aur loss ki resons kia banti hai ky same mistakes jin ki waja sy loss hua ho repeat na ki jaen
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex mein agar hum apnay kaam ka comperision kartay rahain aur analysis sath sath hotay rahain tou humain apni ghaltioun ka bhi pata chalta hai aur taders mein kamyabioun ka bhi pata chalta rehta hai jismsaemhumari trading achi hoti jati hai
        • #5 Collapse

          Agar hum apni trades.ka daily kay daily analysis kartay hain tou humain apni khoobioun aur khamioun ka achay sae oata chal jata hai aur apni forex mein trading ko behtar bananay ka yeh sub sae acha tareeqa bhi hai iss sae aap ki trading mein nikhar paida ho ga aur aap ki income mein bhi izafa ho ga
          • #6 Collapse

            agar hum forex mai kam kar ky kamyab hona chatey hain to hamy market ky rules o follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahaye pher he hum kamyba hon gy or acha bonus hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy yai aik international business hain or yai kabe be ban nahi ho sakta
            • #7 Collapse

              g han bhai apki bat shai hai forex trading main hmain har lehaz se anslye karty howe trading karni chahye jis trah hum market ko anlsye karty hain osi trah hmain comparitive analsye bhi karna chahye ta k hmain pta chlay k hum ny kis trah se trading ki hai or kis points par hmain r mahnt ki zarort hai yah hmary liye zarori hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Loss aur profit trades ka comparative analysis

                humain agr kam karna hay to is main hard work kar kay achy say kam karna ho ga kun kay agr loss ko dykhty rehty hain to koi faida nai hay humain analysis kar kay kam karna ho ga or stratgy ko bana ho ga jis ki help say market main kam karna huamry liye kafi asan ho ga is kay sath sath humain hard work karna ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X