Forex main khud ko degrade na karin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main khud ko degrade na karin
    Jessa kay hum sab jante hain ke forex ek both mushkil kaam hai lekin hume se aksar traders sirf ye soch kar ye nahi karte kay ye un ki bas ki baat nahi hai hame kabhi bhi khud ko degrade nahi karna chahiye aur dat kar aur ek muqabla samajh kar forex main kaam karna chahiye ta ke hum kamyabi hasil kar sakin..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar hamain forex trading start kerny per bahot zyada profit hasil hona shuru ho jaey tou hamain bahot courage milta hai lekin jab start main hi loss hona shoru ho jaey tou phir ham samajhty hain ky Shyed forex trading hamary pas ki bat nehi hai aur trading chor dety hain jisy agar kuch aersa continue Kia jaey tou better results hasil ho sakty hain
    • #3 Collapse

      Forex trading tou bahot easy business hai just kuch time ap continue forex trading kerty rehain tou apka trading experience increase hony per apko forex trading main profit hasil hona shuru ho jata hai agar ap yeh sochty rehain gy ky forex trading mery bas ki bat nehi tou phir ap earning bhi nehi ker sakty
      • #4 Collapse

        Dear friend kuch log asay bhi hain go forex main kam to karty hain aur onhen yeh kam bohit moshkel lagta hy aur woh asay chor dety hain hamen asa nahi karna chahye hamen khud ko degrade nahi karna chahye bal k as kam ko kameyab banana chahye
        • #5 Collapse

          G friend ap bilkul thk kah rahy han k jo log khushi khushi forex ko join kar laty bad ma un ko chor daty han agr koi half kar k chor data ha toh kabi b aisa ni karna chaya humy chaya k hum pahly forex ko seekhy phr join kary or humy apny ap ko degreat karna chaya ya koi b muskhil kam ni ha
          • #6 Collapse

            Gee haan bhqi forex trade mein jab aap khud ki degraded samajhnay lagain gay tou aap sahih tareeqay sae forex mein kaam nahin kar payain gay aur aap ko loss pae loss ho ga khud mein confidence oaida karain aur sochain kay agar aur log iss mein kamyab ho rahay hain tou aapmbhi iss mein zaroor kamyab hoon gay
            • #7 Collapse

              Iss dunya mein allah tallah nay sub logoun ko aik jaisa damagh dya hai lakin kuch log iss ka istemal kartay hain aur kuch log iss ko use nahin kartay ya kam kartay hain agar hum apnay damagh sae kaam lain tou jo log forex.mein kamyab ho rahay hain tou phir hum bhi iss mein kamyab ho saktay hain iss lye humain forex mein mehnat karni chahyea aur khud ko kisi sae kam na samjhain
              • #8 Collapse

                forex mai hamy kud ko degrade nahi karna chahey forex aik online busines hain hum is mai trading be kar sakty hain or investment bekar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik acha or kabe be band na hony wala business hain or yai pakistan mai legal ho cuka hain
                • #9 Collapse

                  insan gir gir kar he snmbhlta hai forex trading main loss milta hai tu insan kamyb hota hai es liye khud ko kbhi bhi degrate nahi karna chahye halat ka mukabla karna chahye or jub ap girty hain tu apko othna chahye na k yah sch kar bethy rahen k hmain tu still loss he hota hai ab bhi yahi hoga tu yha bat apko kbhi bhi kamyb nahi hony deti hai mahnt karen sub thek ho jta hai
                  • #10 Collapse

                    yes dear profit aur lose har business ka ik aeham hisaa hotay hain magar agar hamain lose honay pay apnay aapko ko kamtar samjhnay main akalmandi hay to hamaray jaisa koi bewkoof nai hay agar ham sab k samnay apnay apko bewakoof samjhaingay to hamain success kaisay milay gi hamain kabhi bhi kisi surat main yeh accept nai karna chaye k ham kisi say kam hain hamaray andar bahut jazba hay jo hamari bahut help karneawla hota hay magar hamain forex main himmat say kaam laina chaye .
                    • #11 Collapse

                      Dear chaye forex trading ki field ho ya zindgi ki koiaur field ho. Hamein apny ap ko kisi se kam nahi smajhna chaye. Balky mehnat ker ky forex trading k technical points ko smajhna chaye. Is liye ghabrany ki zaroorat nahi hai. Aur bas learning per zor dena chaye. Achy trader ko samny rakh ker un ko fallow kerna chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main khud ko degrade na karin

                        forex mai hamy kud ko degrade kar ky kam karan chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain yai aik aam jobke nisbat bohat ache job hain is mai hamara koi boss nahi hota
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main khud ko degrade na karin

                          forex mai hamy apny ap ko degrade nahi karna chahey forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique ban cuka hain
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main khud ko degrade na karin

                            forex mai hamy kud ko degrade kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy ache learning hasial kar ky analysis ko use kar ache planing kar ky kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main khud ko degrade na karin

                              G bhai bilkul thik keha ha k forex treading main khud kabhi bhi degrade na kerin. G koi bhi jo ak insan kr raha hota ha us main us mushkil zaroor hoti ha lakan ager wo as main mehnt sy kam kery tu wo zaroor kamyab hoo jata ha asi tara ya bhi ak big business ha as main ap ko mehnt ki zarort ha ager ap mehnat kerty ho tu zaroor kam hon gay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X