nahn dear mery sath aesa nahn hua zyada tr log bar bar loss hone ki waja sy trading ko chor dety hen lekin men ne aesa nahn kya mujy taqreban 6 sy 7 bar loss hua hai aur kafi zyada yahan tk k mery accounts he wash ho cchuky thy lekin men nen forex ko chornen ki bajay apni galtion ko sdharrnen ki koshissh ki hai aur ab men kamyab trader ban gya hon
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим