if you lose money again and again then you will leave trading forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    marke kale se hame cahye agre ahme apne mistake se loss ke bade learn nahi kar sakte to hame caye ke tradign ko leave kar dana caye hame
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g han mere khayal se agar hum bar bar apne peson ko loose kar rahe hain or humien koi faida hasil nahi ho raha learning ka bhi to humien trading ko leave karna hi ho ga kun k is ka matlb ye hai k hum trading k profession mien sahi se learn nahi kar sakte hain or ye humari nature k against hai..
      • #48 Collapse

        dear jab ap ko forex mein loss ho to ap wait karo or achi learning k lye hard work karo tab he ap achi earning kar sakty ho or kafi acha experience knowledge he ap ko easy success dila sakta ha
        • #49 Collapse

          nahi mere bhai es main humain baar baar loss nahi hota hai hum es main zyada se zyada 2 se 3 baar hi loss hi hota hai or humain ek bhaar ke loss se hi samaj jhana chaie toh humain dobara loss nahi ho skata hai or humain trading chorni nahi chaie loss se mere bhai
          • #50 Collapse

            g ni ma apna lose ki wja dohdo ga agr is tahra b sai na hova to ma apna demo account pa trading kro ga pir ma aoni lose ko kam kr sakta ho nis s ham ko b ht faida ho ga
            • #51 Collapse

              filhal men learning he kr rha hon. Learning k sath sath men thori buht earning krta hon. keon ky meri earning constant nhi hey can be ley men apny aap ko ak Least difficult earner nhi kah skta. learning add krny ky bad men right earning birth kron ga.
              • #52 Collapse

                forex boht acha business hay magar ais par complete depend nahe karna chahye aur sath sath apni job waghaira bhi jari rakhna chahye because forex mai agar profit hota hay to loose bhi hota rahta hay.
                • #53 Collapse

                  agar forex trading mein apko bar bar loss ho raha hay ya phir loss say apka acount 0 hogaya hay to apko kabhee bhee isko chorna nahe chaye,apka kam yeh hay k ap demo per work karein or apki mistake ko chek kar k drust karein.
                  • #54 Collapse

                    agar aapko loss hota rehta hai to yeh aapki ghalti hai aap seekhna he nai cvhahtay aur na aap apni ghaltion ko dekhtay ho aur na kuch knowledge haasil karna chahtay ho to isi liay behter hai k phr aap chordain
                    • #55 Collapse

                      ji bhai JI agr ham baar baar forex tardeing mee loss karty haien too hamien chahiey kih ham forex atrdeing ko stop kar deen or demoo account open kar ky us par prectice start karein or us par experience avail kar ky tradeing start karien
                      • #56 Collapse

                        forex ko chorna nahi chahiye balkey mehnat sey kam lena chhaiye aur dobara sey dobara try kartey rehna chhaiye ta k successs ho.
                        • #57 Collapse

                          brother isss main agr mujhy loss hota hai tu iss main apni galtiyon ko sudahrny ki koshish karun ga na k iss kao choor dn ga iss ko chorna aik acha faisla nhi hai balke is sko face karna chahiey.
                          • #58 Collapse

                            no dear aisa fasial nai krna chhiy blky yeh daikhna chahiy k sirf ap hi q nakam ho rhy hein profit hasail krny mein aur agr ap ko apna fault mil jay to us ko khtm krny ki koshsh krien aur agr fault na mily to sab sy best hy k ap kisi aur ko copy krine ya instaforex ka forex copy option use kr lein.
                            • #59 Collapse

                              mjhe forex trading main bohat mertaab loss hua hai per mene kabhi haar nahi mani hai or main regular laga raha hun or ajj achi earning ker raha hun forex trading main or inshallah main is say achi bhi earning keruga kiu kay mera experience day by day increase ho raha hai forex trading main
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex mein agar kase bhi trader ko bar bar loss ho rha ho tu us ko chaya k wo forex mein trading ko kuch arsa k liya stop kar der aur per se learning aur practice ko start kar de kyun k forex mein jab bhi kase ko loss hota hain tu wo iss ko apni he koi na koi mistake hoti hai jis ki waja se us ko loss hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X