Apna trading account khud manage karna behtar hai ya kesi dosre ko daikar ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apna trading account khud manage karna behtar hai ya kesi dosre ko daikar ?
    Maire priority yahe hogi k mai apna account khud manage karo q k jab ap apna account khud manage karte ho tu es say apke learning be hoti hai aor saat saat experience be aate hai jeski waja say future mai apko buhot ziyada faida hoga eskay against mai agar ap apna account kesi dosre ko dainge tu ik nuqsaan apko ye hoga k ap learning nahe kar paoge dosra ap kesi aor par dependent hojate ho jo maire nazdeek ik ache baat nahe hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G nahi janab khud sy ju bhi ap ka kam hy managae karna chahyay bcz aj kal kis par ap trust nahi kar sakty hy ky koi ap ka kam axha kar dy so kisi ko bhi apna account manage nahi karna chahyay balky khud sy ap knowledge or experience hasil karna chahyay,
    • #3 Collapse

      Dear apna account khud mange krna chahy air kisi dosry ko mange krny account ka kahna ka koi faida ni hota aoe ap ko ager phly ziada knowldge aor exprince ni hota tu ahsta ahsta ap ko trading ka knowldge aor exprince aa jata as liay khud trading krna ziada bahtar hai
      • #4 Collapse

        dear ager ap yi sochty hy ky koi or ap ky account mai kam ker ky ap ko profit bana dy ga tu wo galt bat hy koi bi aisa nahi kery ga lazmi ap ko khud hi kam kerna hi ga or us sy hat ker mujy yi batay ky ager ap ny trader banana hy tu phr ap kaisy bany gy jab tak ap khiud sy trade nahi lagay gy ap ko kaisy pata chaly ga ky trade kaisy hoti hy is liya khud sy trade kry.
        • #5 Collapse

          Bhai jan main yeh kahn ga keh agr to ap apna experience ko improve krna chahty hain aur Knowledge gain krna chaty hain to account ko khud he manage kren aur apny knowledge ko use bhi kren agr ap kisi aur se managed kraen ga to yeh ap k opposite he rahy ga aur ap loss ki shakal main khud ko daikhen ga. Thanks
          • #6 Collapse

            Dear aap ko pata hona chiay kay aap jab trading kartay hain to hamain aonay insta forex bonus account per agar trading nahi ati to hamain chiay kay ham ja. Trading karain.
            To ham long term trading karain apnay insta forex bonus account per.
            Hamain chiay kay jab trading karain to hamain apnay annaylsisi karnay chiay.
            Forex trading main hamain chiay kay ham jab apnay insta forex bonus account per trading karain to ham long term karain.
            Jab ham trading na ati ho to hamain chiay kay ham kisi say manage karwa lain.
            • #7 Collapse

              independent trading aik hunr hai skill hai aoki agr ap apna account kisi ko dy kr trading krvao gay to ap kabi bhi trader nhi bn akty ho lehaza apko trading ky experience aor learning ky leay khud sy trading sekhni chye aor market ma trading ky leay acha knowledge aor work learn krna chye
              • #8 Collapse

                agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hum apny account ko kud mange kar sakty hain or agar hum forex mai new hain to hum dosro sy apny account ko mange kar sakty hain forex aik acha or kabe be band hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  ge brother trader ko apna account khud manage karna chahye keyun ke ager ap apna account khud manage karo gey tu ap ko profit ke sath sath forex business ke barein mein knowledge or experience milta rahey ga jis se ap ka trading karney ka trika bhi bhter ho ga or ap forex business mein kamyabi ki traf kam brhatein chley jahein gey or ager ap apna account dosrun se manage karwao gey tu na ap forex business ke bare mein knowledge hasil ho ga na hi experience
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex mai new hain to hamy accounts ko hamry brokers join karty hain or agar hamar forex mai kam karny ka knowledge or experience acha hain to hum apny account ko kud manage kar sakty hain yai aik international business hain yai kabe be band nahi ho sakta
                    • #11 Collapse

                      Apna acount hood ho manage krna acha ha kisi dosry k sahary pa chor jana tek ni ha her bandy ka apna dimagh our sochny ka and as alag alag hota ha isi leye koshish kary k apny acount ko hood hi manage kary our kisi dosry k sahary pa na chory
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaibjan پيغام ديکھيے
                        Maire priority yahe hogi k mai apna account khud manage karo q k jab ap apna account khud manage karte ho tu es say apke learning be hoti hai aor saat saat experience be aate hai jeski waja say future mai apko buhot ziyada faida hoga eskay against mai agar ap apna account kesi dosre ko dainge tu ik nuqsaan apko ye hoga k ap learning nahe kar paoge dosra ap kesi aor par dependent hojate ho jo maire nazdeek ik ache baat nahe hai
                        Apne trading accounts ko Mange karna aur Jyada achha Hota Hai Is Se traders food learning kar sakte hain aur achi trading Karke kaafi profit bhi bana sakte hain isliye food trading karna best hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Trading account ko khud manage karna chahye is se apko experience hasil hota hai. Agar apka account koi dusra manage kary ga to usko he experience hasil ho ga aur apko koi fyda nahin hi ga. Khud manage karen ta k profit b ap khud he withdraw karwa saken.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X