markeet hamaray favour main na aye to hamain trades say avoid karna best hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    markeet hamaray favour main na aye to hamain trades say avoid karna best hay.
    members jub hamain yeh lagay k markeet hamaray favour main nai aa rahi to hamain us wakt trading say avoid karna aisa hay jaisay ham nay pichla tamaam lose recover ka rlia hay kia ap sab is baat say ittefak kartay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar ap dekhain kay market ki situation aisi nahi hai kay ap koe trade karain ya ap ko perfect trade nahi mil rahi to ap ko chahiye kay trade karnay say avoid karain kiyun kay agar ap risk lain gay to ho sakta hai ap loss bhi kar dain kiyun kay is tara ap trade confirm nahi balky confused karty ho jab kay experts hmesha tab trade karty hain jab unko perfect trade mily is liye aisi situation main wait karna he better hota hai.
    • #3 Collapse

      kafi dafa market mai price movment bohot he ziada unpredictable ho jate hai aur market trend samjh nai ata hai. market conditions ager favor mai na ja rahi hon tu traders kay liye best yahi rehta hai ke woh trading na karin aur market ko observe karin aur trading market trend samjh aany ke baad he karin.
      • #4 Collapse

        Hum jab bhi trading market ko open karte hain tou humain pehly market ko watchbkarna cahiy k market ki movent kya hay aur agar humain lage k market humare haq main ho sakti hay tou humain trade karni cahiay warna nai karni cahiay kiu k wrong entry main aa kar hum apna loss kar sakte hain is liy care fully ho kar kam karain
        • #5 Collapse

          bilkul sahe kaha jab humey achi trade nahe mil rahi market humaray favour mei nahe arahi its mean market mei risk ha
          market mei confusion ha then ap khod ko trade se out samajh kar ye samjhain k ap safe ha kisi risky condition mey nahe hain
          so asi situation jab loss ka masla jp then avoid karna he best ha
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            members jub hamain yeh lagay k markeet hamaray favour main nai aa rahi to hamain us wakt trading say avoid karna aisa hay jaisay ham nay pichla tamaam lose recover ka rlia hay kia ap sab is baat say ittefak kartay hain?
            G bhai ap bilkul thek keh rahay hain agar market hamary favor main na ay to hamain cjaye k trading na krain q k is time trading krny ka nuksan he hota hai or loss k chancea bhi bohat ziada hoty hain
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Dear bilkul sahi kha jab tak markeet ki samj na ayy tab tak trading nhi krani chahiy ku ky ager esy trading krain gy to boht zaida risk hai ky loss ho sakta hai
              es liy jab markeet ke samj ay ky es par trade lgana behter hai to us waqat he trade lgain ku ky hum ko profit lena hai na k loss
              • #8 Collapse

                Market ki condition hamesha 1 jesi nahi hoti aur some time traders ko intezar be karna chaye, market agar traders key haq me na ho to trading karny se har mumken gurez karna chaye agar traders esy time me trading ka risk lety hey to us ko bahot hi zeyda loss ka samna karna pard sakta hay.
                • #9 Collapse

                  agar hamay market mai favour mai na aye to hamy trae ko avoid karna chahey forex aik acha or online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain or hum yai pury pakistan mai be kegal ho cuka hain yai kabe be band na hony wala business hain
                  • #10 Collapse

                    jab huum forex mai investment karty hain or market down ho rahe ho ya hamre favior mai na a rahe ho to hamy trade ko avoid kar dena chahey q ky hamy loss be ho sakta hain forex aik acha or online busiess hain hum is mai trading be kar sakty ahin or investment be kar sakty ahin hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: markeet hamaray favour main na aye to hamain trades say avoid karna best hay.

                      forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum market ke favor aa saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X