Just focus on learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Just focus on learning
    Meri tamam new forex members se request hai k apna focus sirf sekhne pe markooz rakhen us waqt tak jab tak ap k pass compelete trading knowledge ni aa jata. Trading start kerne se pehle forex k barey me complete knowledge hasil karo ta k trading me koi masla pesh na aaye aur ap asani se trading ker saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Apki baat se main agree kerta hon. Learning senoir aor junior donon ko kerni chaey keon keh forex learning aik na khetem hony wala silsala hey. Market ki study aor mukhtalif pairs ki suppott aor ressistance key bary main ilm hona chaey . Fundamental anslysis kerna chaey. Jis ney bhi firex trading ko jitna seekha hy us ney utna earn kia hy.
    • #3 Collapse

      Dear apki baat bilkul teek hay forex trading aik profit wala business hay aor ager kisi nay is say profit lena hay tu pher trading kernay say pehlay osay trading ka mukammal knowledge aor experience hasil kerna huga aor demo account learning kay liye best field hay ager him proper tarikay say demo per practice karay tu koi shak nhi kay hum apni trading skill ko improve ker saktay han.
      • #4 Collapse

        Yes dear Hamara focus Hamesha ke liye learning ke upar hona chahiye aapko Pata hona chahiye Jab Tak Hum Forex trading Mein learning ke upar Tu Jo Nahin Denge Hum Apne insta Forex ke bonus account ke upar.
        Hame chahiye Ke Hum Apni instaforex bonus account ke upar Prophet ke uper bhejo Hame market Mein learning Hasil karne ke liye different strategies ke upar Dhyan se demo account ke upar practice kar na Hogi.
        Jab Tak Hum Apne day demo account see different strategies ko properly learning harsal nahi karenge To Apne instaforex bonus counter Hame acche tarike se profit on nahi ho sakta.
        • #5 Collapse

          Achi point wali baat kahi hai aap ne humara forum pe focus on learning hona chaaye and trading mein focus on gaining experience and skill development hona chaye jab main basic cheezo pe focus starting se hoga to aagey aap ka ye focus aap khud b khud earning haasil karne mein help out karega to jab basic hi weak hoga to aap trading kese kroge iss liye in cheezon pe working zaroori hai kren.
          • #6 Collapse

            yes dear ap nay bahut aci baat batai hay k hamain earning k bawjood bhi learning ka daman nai chorna chaye aur jo aisa samjhtay hain k ab hamaray pass bahut knowledge hay ab hamain learning ki koi zarurat nai hay to wo traders jusat lose main enter honay walay hotay hain so hamain har haal main koshish karni chaye k ham un traders main enter na hon jo aisa kartay hain aur aisa sochtay hain.
            • #7 Collapse

              Learning har trader ki zarorat hai ap ko apni learning par focus karna zarori hota hai jun jun ap learn karty jao gay ap ka knowledge gain hota jay ga is liye jitna ho saky ap learning karnay ki koshish karain kiyun kay trading main knowledge he ap ko success ki taraf lay kar jata hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Eshaal پيغام ديکھيے
                Meri tamam new forex members se request hai k apna focus sirf sekhne pe markooz rakhen us waqt tak jab tak ap k pass compelete trading knowledge ni aa jata. Trading start kerne se pehle forex k barey me complete knowledge hasil karo ta k trading me koi masla pesh na aaye aur ap asani se trading ker saken.
                Forex trading new new traders Aapke Hain Koun chahiye ke woh Jyada Se Jyada trading ke baare mein Rab Na Kare Kyunki learn kiye Bina traders kabhi bhi message nahi bana sakte learning bahut jaroori hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Ap ki baat 100% drust hai. Hamein us waqat tak trading start nai kerni chaye. Jab tak hum full seekh na lein. Tab tak ap sirf posts kerty rahein. Aur demo per practice ker k seekhty rahein. Ta k ap ka bonus bahry aur ap ka capital mahfooz ho saky. Aur ap ka skill level bhar jai. Ap aik achy trader ban jain.
                  • #10 Collapse

                    G han dear ap ny sahi kaha hy learning first than earning kiyon k agar kuch sekhein gy nahein to experience kaiesy leain gy to pehly learning karein dihan sy phir practices ko rajo dein jis k natijy time spend hoga experience aur skills mein izafa hoga learning is best
                    welcome to pak forum
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex mai kmayabe hasial karna chatey hainto hamy demo account py zada sy zada trading karne chahey is mai trade karny sy hamry knowledge or exeprience ai azafa hota hain hum internet py bsby pips py be learning hsail kar sakty hain or hum apny seniors ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain agar learning hain to he hum amyab hon gy
                      • #12 Collapse

                        agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet or confidence sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai leaning ke bohat ahmeyat hain
                        • #13 Collapse

                          Assalam alaikum dear ap ke bat blkul thk hai ka jitna bhe new members han un ko apna sara focus bus seekhna pai rakhna chaya kiun agr wo start main he profit lose ka sochan ga tu un ka lya business krna bahut mushkil ho jaye ga us lya ham ko chaya ka ham phala acha sa learkran jab hamarai learning ko kafi arsa ho jaye tu phr forex ko start kran
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet or confedence sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko cahheya ka hum only apna learning pa focus karna start karda q ka ager hum ko lot of learning hote ha to per hum ko lot of earning hoge esleya i think learning is more important then earning ...................

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X