Forex trading market mn Loss ko dakh k ghbrna ni chahay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading market mn Loss ko dakh k ghbrna ni chahay ?
    Dear members forex trading market mn jb en kisi trde lossshuru hot hai tu hamen aslosssy ghbrnani chhy blky apny knowldge aor exprience ko improve krna chhy aorloss kp paitence sy bardasht krn chhy aor dobr loss n honey k baray mn apni practice aor trding mn disciplne paid krna chhy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dunia main koi kam aesa nai hay k jis main humain profit k sah sath loss na ho isi tara foeex trading main bhi profit aur loss dono hote hain tou humain apne loss ko lay kar oarwshan nai hona cahiay balke aur mehnat karni cahiay aur apne loss ko minimaize karne kikasish karni cahiay take next hum loss se bach sakain
    • #3 Collapse

      Dear forex trading bhi baqi businesses ki tarha aik business hay aor business ma profit aor loss tu huta hi rehta hay is liye ager kabhi humay loss hu tu ghabrana nhi chayi balkay wo waja talaash kerni chayi jis ki waja say humay loss huwa hay ta kay next time hum say wesay mistake na hu sakay aor kamyab traders wohi hutay han jo apni mistakes say seekhtay hayn kiun kay profit say khush tu her banda huta hay laiken loss ki surat ma sabar ka muzahira kerna her kisi kay bas ki baat nhi hay.
      • #4 Collapse

        Yes dear of course Forex trading Mein Hame Apne instaforex ke bonus account ke upar losses Ko Dekhkar ghabrana Nahi Chahiye aap ko Maloom hona chahiye Ke Jab Hum forex market me trading karte hain Hame Apne instaforex bonus account trading karna chahiye.
        Agar market Mein Hame Kisi Ke Samne lost his ho rahe hain to aapko Maloom hona chahiye Ke Hum Log se se nahi ka bahana chahiye aur acche tarike se trading Kare support and resistance areas ko follow Kiya kare.
        Agar Hame market Mein temporary Tor ke upar losses ho rahe hai to Hame next support resistance area Breakout ke upar market Mein hedging Kar leni chahiye aur different currency pairs ke upar Hame opportunity avail Karni chahiye.
        • #5 Collapse

          Trading me jes trader ko loss ho jata hay aur agar wo confuse ya ghabra jata hay to mery khayal me us key ley next trading bahot hi difficult ho jati hay aur wo kabi be correct aur right trading key decision nahi le sakta, loss key bad be jo traders confident hoty hey esy traders asani se kamyab be ho jaty hey.
          • #6 Collapse

            hanje bro lose har field ka sab say aehm hisaa hay aur jo traders yeh samjhtay hain k lose unhain nai hona chaye wo bahut ghalt samjhtay hain agar trading kartay huvay ham yeh samjhtay hain k lose hamaray upar hay to hamain usghabrahat say koi kaam nai kar sakaingay so hamain lose ko apnay mined par main say nikaal daina chaye is say hamari earning propper hogi.
            • #7 Collapse

              G bhai trading aik bussniss hai aor har bussniss mn loss aor profit dono ho sukty hain asliay loss honey ki surat mn ghbrana ni chahy balky hamen patience sy trade krni chahy aor apny exprince aor knowldge ko improve krna chahy aor apny andar loss ko bardhasht krny ki himat aor hosla paida krna chay
              • #8 Collapse

                agar hum forex mai kam kar rahy hain or hamy loss ho jey to hamy zada thence nahi hona cahey balky next apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain or yai kabe be band na hony wala acha business hain
                • #9 Collapse

                  agar hamy forex mai kam karty howe loss ho gye to hamy zada thence nahi hona chahey balky next time apne galtiyo py gaur karty howe mahnet or confidence sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain yai kabe be band nahi ho sakta hum isy apna professional career be bana sakty hain yai pury pakistan mai legal ho cuka hain
                  • #10 Collapse

                    G dear app nay sahi kaha hai forex main jab kabhi loss ho jay tu kabhi preshani nahi laini chaheay kyon k app ko jab tak loss na ho tu app ko main experince bhe nahe ho sakta iss leay jab loss ho uss time ap k sekhny k time hota hai loss say ju bhi sekha jata hai phit kabhi bholta nahi hai kyon k wo ap ny loss krwa k sekha hota hai.
                    • #11 Collapse

                      forex trading main jis trah profot hota hai esi trah loss bhi es business ka hisa hai or jub hmari trade loss main chal rahi ho tu osko dekh kar ghbrana nahi chahye q k dar hmary loss ko yakini bna ta hai or hmain such main loss hota hai es liye os loss k liye apny expiernce ko use karna chahye or aghr apko kuj smjh main nahi ata hai tu apko chahye k apna order close kar k market se niakl jana chaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading market mn Loss ko dakh k ghbrna ni chahay ?

                        market main agr loss hota hay to humain is say ghbrnana nai chahiye hota hay humain apni mistake ko talash kar kay kam karna hoga ta kay market main stay karna humary liye asan ho sakay humain dmeo ko use karna ho ga ta kay demo main trade karna humary liye asan ho sakya low risk main trade karty hain to loss km ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading market mn Loss ko dakh k ghbrna ni chahay ?

                          Losss ko dykh kr hamy ghabrana nai chiya bilkol bhi kio k jb ham trade my aty hy to is my loss orofit hota rehta hy hamy is kam my ya sab dykhna hi orhta hy kio k ya bhi kam ka hesa hota hy is waha sy our jo ghabra jata hy who kamyb nai hota hy kio k who emotional ho jata hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading market mn Loss ko dakh k ghbrna ni chahay ?

                            Dear mery khyal main jo log forex main loss sy darty hain un ko forex join he nhi karni chahiy ku ky forex main loss ky zaida chances hoty hain jab ham loss sy darty rahy gy to trade karna mushkil ho jy ga ku ky ham es kashmkash main rahy gy k kahin loss na ho jy
                            Loss sy bilkul nhi gabrana chiy ku ky ager app ky anylises sahi hain to ager starting main loss b hai to bad mai app ke teade profit main b ja sakti hai es liy jald gabrana nhi chaiy blky wait karna chahiy ta ky markeet apny trend par zroor ay ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading market mn Loss ko dakh k ghbrna ni chahay ?

                              G Dear apne sahi kaha hai forex main loss to hota he rehta hai us se learn karen aur apni stratgies ko strong karen ta k ap zyada se zyada earn kar saken aur forex main loss hona koi bari bat nahi jo b kamyab trador bane hain wo loss karwa kar he ache trador bane hain loss se he learn kia hai un trador ne hamen b wesa he karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X