Loss ki aik wajhan yeh bhi hey.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki aik wajhan yeh bhi hey.
    Forex members aslam o alaikum. Main ney yeh akser note kia hey kuch trader kisi bhi pair ki top most positin per buy aor down most position per sell ki trade laga dety hain ho sakta hey us waqt yeh trade trend key mutabiq ho leken pair us waqt apni extream limit per ponch chuka hota hy jahan se us ney trend change kerna hota hey. Mrry khial main hamari trade key loss main jany ki aik wajhan yeh bhi hey. Apka is bary main kia khial hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex trading basically aik riski kam ha baaz auqat aik confirm trad hoti ha magr apko loss ka samna krna parta ha confirm trade k bad jb yeh msla banta ha to phr banda aisi he situation ki baten kr laita ha magr maximum yeh aik luck aur experience he hota ha.
    • #3 Collapse

      G ap ne theek kaha k humain trade lgane se pehly ye zaror dekhna cahaiy k market trend kidhar hay kahi trend apne end point par tou nai hay k jidhar se market ne next apna trend change karna ho jab market ki ye postion ho humain trade nai karni cahiay take hum loss na kar dain apna kiu k humain nai malum hota k market ki next movement kya ho gi
      • #4 Collapse

        Yes dear aap ki baat bilkul theek hai Forex trading Mein male losses hone ki ek Baje bhi ho sakti hai ki Jab Hum forex market me trading karte hain apni instaforex bonus account se.
        Swami loss hone ki wajah se bhi ho sakti hai ki hum extreme position ke upar by ffl opportunity avail Kare Che Sajan Hume huge amount of loss Ho Jata Ho.
        Aap ko Maloom hona chahiye ki Jab aap in forex market me trading karna ho to aapko long term trading Karni chahiye aur Market Mein technical analysis different brokers Ke Jo hote hain unke Upar aapko trading karte rehna chahiye.
        • #5 Collapse

          forex mai llalch or emotions hamary nuqsan ka bara sabba banty haibn is liye loss o avoid karny ky liy hamy inhy avoid karna be bohat zarore hain pher he hum kamyab hon gy agar hum forex mai kam karny ka acha knowledge or experience hasial kar ky marekt ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam kary gy to hum ache earning hsial kar sakty hain
          • #6 Collapse

            g walikumslam g apki bt tkh hy esy point ko note krna chay esy point ko acai or long term trade krna k liy analys krna chay agr esy e enrty krn gy to loss hona ka chnse zda hy ksi b sport hn restnse sy entry lna bhtr rhta hy
            • #7 Collapse

              forex mai jo log bager learning ky kam karty hain to hamy loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hay acha knowledge or experience hasial kar ky markety ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                Forex members aslam o alaikum. Main ney yeh akser note kia hey kuch trader kisi bhi pair ki top most positin per buy aor down most position per sell ki trade laga dety hain ho sakta hey us waqt yeh trade trend key mutabiq ho leken pair us waqt apni extream limit per ponch chuka hota hy jahan se us ney trend change kerna hota hey. Mrry khial main hamari trade key loss main jany ki aik wajhan yeh bhi hey. Apka is bary main kia khial hey?
                Ji Bhai aap bilkul thik hai main sometimes Aise situations Imagine Dragons trade Karte Hain Tumko market ki news Roza Rakho watch nahi karte hai Jiski wajah se market Apne trendy change nahi karti ho traders ko loss he hota jata hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Dear forex mai ap ko boht c waja milain gain jin se ap ka loss hona yaqeeni hai os mai ap ki sab se behtareen tareeqa ye hai k ap es mai lalch na karo aur sath sath apni life ko apni life ko enjoy karo ta k ap ko es lye ap ko boht ache se fadia hasil karo ta k ap ko apni life ko set karo aur acha life ko enjoy karo ta k ap ko life set karne ka moqa mile...
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho gye ga or agar hum kam karty howe apny llach or emotions ko qabo mai nahi rahky gy to be hamy loss ho gye ga or hamare sare mahnet zaya ho gye ge or is mai market ka koi qasur nahi hota yai aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      who b hm lalch hi kr rhy hoty hy us waja sy ham ko loss hota hy agr ham lalch nai kry agr ham sahai relex ho k kam krty hy to ham ko sahi tyrha sy kam krny my hot zeda acha profit ho jta hy gr hm sahi trha sy kam kry toham ko hot zedaa profit hot hy s ham jald azi krty hy ham hot jald trde lga lyty hy ham sahi trha sy dykhty hi nai hy k ya kis sid pr jany wli hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                        Forex members aslam o alaikum. Main ney yeh akser note kia hey kuch trader kisi bhi pair ki top most positin per buy aor down most position per sell ki trade laga dety hain ho sakta hey us waqt yeh trade trend key mutabiq ho leken pair us waqt apni extream limit per ponch chuka hota hy jahan se us ney trend change kerna hota hey. Mrry khial main hamari trade key loss main jany ki aik wajhan yeh bhi hey. Apka is bary main kia khial hey?
                        Mere Khayal mein Mein Toh Log Ki Sabse Badi Maja traded ka trading ke baare me knowledge na lena hai agar traders knowledge Lekar trading Kare Toh unko kabhi bhi launch now

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X