Ager ap ko loss ho jay tu forex market ko blame na kren ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager ap ko loss ho jay tu forex market ko blame na kren ?
    Dear members ager ap ko forex trading market mn loss ho jata hai tu forex market ko blame na kren q k loss aor profit har bussniss hota hai ap ko loss ap ki ghlti ya kam exprince aor knowldge ki vjha sy bhe ho sukta hai as liay apni ghlti ki vjha sy forex ko blame ni krna chay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother apki bat se main ittefaq krn ga magr aik bat yeh ha keh forex trading main apki khud ki he neglegency he hoti ha jis ka issue loss ko shakal main samny ata ha is lia hamen forex forum ko balame ni krna chahye. Thanks
    • #3 Collapse

      Dear loss hamen hamari mistakes ki waja se hota hai ismen maekma ka koi qasoor nhi hota hai jab ham khud se achi trading kren ge to hamare pass acha experience aur skills hongi then hamen loss bilkul bhi nhi hoga
      So hamen koshish krni chahiye k ham kabhi bhi bagair experience k trading na kren ta k ham baad men market ko blame na kren issi men hamari kamyabi hai
      • #4 Collapse

        Dear koi bhi business aesa nai hay k jis main humain loss aur profit na ho isi tarha forex main bhi humain profit aur loss dono hote hain aur trading main humain loss apni hi mistake ki wajha se hota hay humain apni mistake ko follow karna cahiay take hum apne loss ki wajha ko samjh sajain aur dor kar sakain
        • #5 Collapse

          Koe shak nai brother ap nay sahi kaha hay loss aor profit dono trading ka hisa hoty hain sirf ye nai soch k trading karni chahiye profit hi ho ga loss bhe ho sakta hay aor jab loss ho koshish karen us ko recover karny k liye best analysis karen is tarah nai karna chahiye k loss howa hay to blindly trading start kar do aor loss zyada kar do us sy best hay k agar loss ho gya hay aor ap market ko achi taraha anlysis nai kar pa rahy to next day k liye chor den trading us din trading karen next day achi taraha analysis kar k loss ko recover kar len
          • #6 Collapse

            Yes dear aap ki baat bilkul theek hai agar Hame forex market Mein lost so Jate Hain tum hamein market ko bilkul be playing nahi karna chahiye Kyunki wo Hamari apni negligent ki ki wajah se hote hain Hame market Mein stop loss Surroor Lagana chahiye apni open positions ke upar.
            Aap ko pata hona chahiye ki Jab Hum forex market Mein Apni open positions ke upar stop loss nahi Lagate to Hame apni instaforex bonus account ke upar Jyada wait karna padta hai trading mein.
            Forex market Mein Hame opportunities avail karte rehna chahiye market main aap ko pata hona chahiye ki Jab Hum forex market me trading Karte Hain Tumhe Apne instaforex bonus account process ho sakte hain isliye Hame long term trading market mein.
            Jai Maa market ka trend extreme position ke upar p*** star hospital job opportunity avail Karte Hain male long term ke liye losses Deti Hai
            • #7 Collapse

              G hm bhai forex mrket mn lossya profot ap ko apni exprince aor knowldge ki vjha sy hota hai agerap k pass trading k knowldge aorexprince ni hai tu phrap ko forex trading ko blme ni krn chhy
              • #8 Collapse

                Experience na hony ki wjha sy aksar traders ko loss hota hy jo markit ko fake keh kar chor dety hein ye sahi ni hy humein apni mistakes ko search karna chahiye kiyon k business us time loss deta hy jub hum khud koi galti karty hein to apni mistakes ka blame markit ko ni dena chahiye humein mistakes ko dhondh kar khtam karna chahiye
                welcome to pak forum
                • #9 Collapse

                  no dear jo forex markeet main trading karta hay aur is k tamaam rools ko samjhta hay wo aisa kabhi bhi nai kar sakta hay aur na usay aisa karna chaye q k forex koi aam busines nai hay jis main ham isay apnay lose ka zimadaar tehrain but kuch aisay log hain jin ko khud to forex ka knowledge hota nai hay aur khud lose karksara blame forex markeet pay daal daitay hain so hamain na aisa karna chaye aur na aisa kehna chaye agar ham forex k business pay beleive kartay hain to.
                  • #10 Collapse

                    Dear ager app ko fore trading main loss hota hai to wo loss app ke apni glat trade ki waja sa hova us main forex trading walo ka koi ksoor nhi hota es liy jo b trade lgain soch samj kar lgain
                    • #11 Collapse

                      jab hum kam karty howe koi galti kar jay hain ya hum bager learning ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota hum apne galtiyo ke waja sy loss utaty hin forex aik acha or online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky be ache earning hasial kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        agar hamy forex mai kam karty howe loss ho jey to hum koi galte kar rahy hoty hain or is loss mai market ka koi qasur nahi hota or hamy bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho ga agar hum loss ko avoid karna chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar ky acha bonus hasial kar saky gy
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
                          Dear members ager ap ko forex trading market mn loss ho jata hai tu forex market ko blame na kren q k loss aor profit har bussniss hota hai ap ko loss ap ki ghlti ya kam exprince aor knowldge ki vjha sy bhe ho sukta hai as liay apni ghlti ki vjha sy forex ko blame ni krna chay
                          traders ko loss apni mistake ki wajah se hota hai.com aqib problem nahi karna chahiye bulke apni mistake for accept karna chahiye
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            agar hamy forex mai kam karty howe loss ho gye to hamy forex ko qasurwar nahi tahrana chahey q ky hum apne galtiyo ke waja sy loss hota hain is liye loss ko avoid karny ky liye hamy apne galtiyo ko ignor karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G dears agar ap ko loss hota hy tu hmen marketing ko blame nh dena cahiya kiunkeh hmari hi ghalti hoti hy kiunkeh hmari learning kam hoti hy hmen apni learning ko ziyada karan cahiya hmen cahiya keh hm apny seniors sy sekhna cahiya es tarah sy hm loss mn kam hon gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X