Achi trading k lye aik achi planing bhi bht zruri ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achi trading k lye aik achi planing bhi bht zruri ha
    Learning aur practice k sath sath hamaen apni trading ko behter banany k lye achi planning bhi krni chaye.apni trading k kuch aesy asool banany chaye jo hamary lye faidamend ho jo hamaen loss se bacha sakaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han bhai forex trading main planing ki bahut ziada importance hy jo bh expert traders hn wo hamesha planning se hi trading kerty hn planning ye hoty hy ke hum aik target fix kerty hn wo target chahy weekly ho ya monthly aur phir is target ko achieve kerty hn isi ko planning kehty hn
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Bhot hi zeada zaroei hy k ham ko planing k sath chalna chiya ayk desiplan k sath ham ko kam krna chiya wrna ham ko bhot bri amount jo hy who kosss ho sgti hy ham agr losss sy bach k rehna chaty hy our sakon k sath kam krna chaty h to ham ko phr aram sy sahi sy trading krni chiya
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Bilkul agar apko achi planning ke sath kaam krege to aapko achi trading and earning hasil ho sakti hai iss lye sb se pehle ek plan bnaye and apna goal set kren ke aap ki achievment point kia hai and then strategy set kro market ko bhi analysis kro achi practice and skill experience hoga to aap ki trade kaamyab reh sakti hai and aap ko at least some how acha profit bhi gain hoga uska in return.
        • #5 Collapse

          Achi planning aur mansooba bandi to har karobar ke bunyadi aur nihayat he ahmiat ke hamil cheez hay. Forex chun kay ziada khatarnaak aur risky karobar hay, lehaza is mn to mansooba ke boht he ziada zrurat hay, agar ham forex ko planning kay baghair karen gy to nakam he hon gy.
          • #6 Collapse

            Plannings trading main har step par zarori joti hain ap ko achi trading aur achi earning kay liye achi plannings karna zarori hoti hai loss aur profit ka plan karna zarori hai ap ko chahiye kay achi achi strategies banaen phr un par working kary ap pehly say sab plan karain trading main apny target set karain aur un ko achieve karnay kay liye mehnat karain.
            • #7 Collapse

              Yes dear forex me planning or rules ki bohto ehmiyat hai jin ki waja se hmary andar confidence paida hota hi or continuity k sath trading kr skaty hain. Islye planning aesi honi chaye jo k sb chezon ko cover kr skey yani wo risk or money management ki base pr honi chaye.
              • #8 Collapse

                agar hum forex mai kam kar ky kamyab hona chatey hain to hamy ache planing karne hote hain ky hamy kitne amount invest karne hain or kon sy analysis use karny hain or kitna time trading ko dena hain or pher end tak hamy ise planing ky mutabiq kam akrna ho ga pher he hum kamyab hon gy
                • #9 Collapse

                  Forex me kamyab hony k liye SB sy phely hamary pass es ka knowledge or experience hona buhat zaruri he or forex par ham jab b trading kary to hame Sab sy phely achi planing karni chahiye to he ham acha profit kama sakty he
                  • #10 Collapse

                    Learning k sath sath achi practice aur management bahut zaruri ha forex trading main jb bhi hmara irada ho aik plan k sath enter hona chaheay aur yeh koshish honi chaheay k aik consistent plan tarteeb day j forex main qadam barhna chaheay. Jitni achi hmari planning ho gi utna he acha result hmaim milay ga so hmain hamesha aik achay plan k sath enter hona chaheay.
                    • #11 Collapse

                      Planning bhosala important Hoti Hai her business ko develop karne ke liye Jab Jab Aap Yahan Par fundamental analysis ki help se planning Karenge aap ko Yahan Par kabhi bhi nuksaan nahi hoga aapko chahiye kya trading karne se pehle market ka analysis nikalne aur uske hisab se is planning Kare planning aapko information ke sath sath skills Kobe develop karne main aapko bahut jyada help karti hui Nazar Aaye Gi isliye kaam ko Aaram ke saath long time ke liye karna hoga
                      • #12 Collapse

                        Yes brother hamain ek acha trader bnany ka leye ek acha planner bnana paray ga agar ham trading main achi planning krna janty hain to ham bhat achay se profit hasil kar sakty hain or ham kamyab trader ban jaty hain.to friends hamain trading main planning bhat zruri hain.
                        • #13 Collapse

                          ap ny achi bt ki apni trading ko behter banany k lye achi planning bhi krni chaye.apni trading k kuch aesy asool banany chaye jo hamary lye faidamend ho jo hamaen loss se bacha sakaen.jesy ke Forex me kamyab hony k liye SB sy phely hamary pass es ka knowledge or experience hona buhat zaruri he Forex me agr ak plan ke mutabik kam ho ga to h hum kamyab ho sakty hai





                          • #14 Collapse

                            Re: Achi trading k lye aik achi planing bhi bht zruri ha

                            forex mai kam karny ky liye hamy planing be ache karne ho ge pher he hum sahe sy kam kar skay gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain is mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain yai east wast mai phla cuka hain forex kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Achi trading k lye aik achi planing bhi bht zruri ha

                              forex main ham apni marzi sy planing bana kar be kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota is kamyab hony ky liye planing bana kar hard work or mehant sy kam karna chahey pher ham acha bonus hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time career be bana sakty hain online ki dunya main yai king hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X