Forex main kamyabi kay asool

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kamyabi kay asool
    Dear forex members waise to main jo baat karne ja raha hoon woh almost sare members ko pata ho ga lakin specially new members ke liye keh raha hoon aur kuch tips dena chahta hoon ke hamesha stop loss and take profit ko use kare loss ko normal rakhe risk management ko hamesha apne mind mein rakhe greed bilkul bhi na karin low profit ho to bhi wo withdraw lagale agar in asulon per members kam kare gay to hamesha isme kamyab rahenge..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear brother aapne bahut achi baat share Ki Hai new members ko market ki support and resistance ko find out karna hota hai technical analysis strong hone ki wajah se market Mein success hai agar aap apna profit margin increase karna chahte ho to aapko Forex trading indicators frequently use karne Hote Hain indicators 50% profit contribution karte hain jisse aapko market main exit and enter trade identify ho jata hai
    • #3 Collapse

      dear forex trading aik bahut hi complicated aur hard business he is main kamyabi ke kain asole ya rules hn subh se pehly jub ap join kerty hn to demo se start kren minimum one year tak demo per practice kren demo se ap ko forex ki basics ka pta chly ga ap ko experience knowledge mily ga aur yahi 2 main cheezin hn forex main kamyabi hasil kerny ke liy
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        G haa bilkul aik kamyaab trader banny k lye apko sakht mehnat karni ho ge aur uss k lye demo account me istmaal karna ho ga aur apko Pakistan forex foram k role ni tory ge
        • #5 Collapse

          Assalam alaikum dear ap ke bat thk hai ham koi bhe business krta han tu us ka lya hamain mukhtalif asol ke zrorat hoti hai forex trading main kamyabi ka lya hamain patience sa kam lana chaya hamain greed blkul nea krni chaya aur sab sa bri bat ham ko mahnat sa kam krna chaya us trah ham acha trader bhe ban jata han aur hamain profit bhe ana lag jata hai
          • #6 Collapse

            forex main kamiyabi ka kuch assay asol hain jo k bahot zarori hain jasay ap ko her time is per nazer rakhni hoti hay kay kia ho raha hay trade latay hoya ap ko apnay profit k sat sat loss ko b mind main rakhana chaya or lost say kabi b nai ghubrana chaya q k ya forex ka eik important part hay
            • #7 Collapse

              Dear forex mai ap ki kamiyabi ka aik he asool hai aur wo hai learning jab tak ap es business mai learning nhn karo gy ap ko kabi b acha idea nhn hoga k ye business ap kese kar skte ho aur kese ap es business mai kam kar k apni learning k sath acha enjoy kar skte ho lehaza ap ko mehnat k sath kam karna hai smjhna hai aur apni life ko ap set kar skte ho soo ap mehnat karo...
              • #8 Collapse

                g haan humean forex min aik to money management k sath trade kerni chahy our pher us main app ko stop loss our take profit apni her trade main dina chahy koin k easy main pher app ko loss kum ho ga oour app ka account fully risk pay bhe nahe hoo ga ager app market main tp our sl nahe dain gay to account full risk pay ho ga our ye professional traders ki neshani nahe hai
                • #9 Collapse

                  Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main successful hona kay jo asool aap ne batay hain.
                  Aap ko pata hona chiay kay forex trading main small volume of lot size use karna chiay ta kay hamain profit acha ho ga.
                  Forex trading main successful honay kay liay hamain chiay kay ham jab bhi trading karain hamain apnay insta forex bonus account per trading kartay hain to long term kay liay trading karna chata hun.
                  Interday trader ko kabhi account wash nahi karna paray ga.
                  • #10 Collapse

                    Dear members kamyabi ka aik asol yeh bhi hai keh aap apny kaam pe ziada se ziada focus krein is se aap k kaam mein behtri ayegi,forex trading mein ager new trader stop loss aur take profit use krein tu woh apny balance ko maintain rakh sakty hein.
                    • #11 Collapse

                      dear forex main kamyabi k bahut achay asool hain in ko aap follow kark ap forex main lose to karaingay magar us hisaab say apka profit ziada hoga aur agar aap in asoolon ko follow nai karogay to aap hamaisha lose main he raho gay forex k asool hain k apko demo account k zariye say forex pay aboor hona bhaut lazmi hay apko moneymanagement pay poora utarnay say apka account lose k baad bhi kabhi washed nai hoga hamainnforex k joining k baad inko zaroor follow karna chaye .
                      • #12 Collapse

                        g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun hamesha take profit or stop loss laga kr ke he trading kren is se ap ziyadeh dair tk trading kr sakte hain or ye ek use full tools hain jo har kamiyab trader is use kr ke trading krta hai
                        • #13 Collapse

                          agar hum forex mai kamyab hona chahtey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky up down ko dahkty howe mahnet or confidence sy kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy or ache earning hasia lakr saky gy forex mai ache learning ky liye hamy demo account py zada sy zada trade karne chahey or hum apny seniors ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain
                          • #14 Collapse

                            agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy demo account py zada sy zada trade karne chahey is sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trade ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or loss sy be bach jaty hain forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g bhai jaan apne waise thek baat kahe hai humay forex trading mai stop loss and take profit ko use karte howay he trading karni hoti hai us k bagair hum trading nhe kar sakte hai q k forex trading mai ye aik rule ban chukay agr loss say bachna hai tw us surat mai humay stop loss use karna hota hai means k jaha humay loss hota hai waha humari trading stop hojati hai humara acount is say wash nhe hota hai hum agr stop loss use nhe karte tw us surat mai markets kafi had tak humare loss say b ziyada bar jati hai or humara jitna capital hota hai wo sab wash hojata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X