News ka knowledge bhi trading man zrori ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka knowledge bhi trading man zrori ha
    bhai jan trading business man news ka knowledge bhi bohat zrori ha agir aap news ko read kr k osy fallow kr k trade lgaty hain to aap Acha profit bna skty hain and agir aap ko analysis krna ata hai or news ko read krna nahi ata to aap ko news sy Buch kr trade lgani chaye agir aap news k against ak bhi trade lgaty hain to os sy aap ko bohat loss ho skta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Waise to forex mein bahut sa knowledge hasil karna hota hai lekin news ke baare me knowledge hasil karna isme bahut ziyada important hai kyun kay forex mein news hi hai jiski wajah se market move karti hai agar hum iska knowledge hasil karle to phir hum kabhi bhi isme nakam nahi ho sakte..
    THKS
    • #3 Collapse

      G friend ap ki bt toh bilkul thk ha k news ka b forex ma knowledge hona bohat zarori ha humy chaya k hum news ko read kar k phr trading lagay toh humy bohat acha profit earn kar sakhty han humy chaya k hum news ka b knowledge gain kary keu k forex ma hona bohat zarori ha
      • #4 Collapse

        G bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun trading main news boht he important hai without news ke koie bhe trader kamiyab nahe ho paye ga hamesha wo he trader kamiyabi hasil krta hai jo news any ka wait kre then osy ke hesab se trading kre
        • #5 Collapse

          economic calendar best source and use finding and reading ka economic calendar aapko daily news updates deta hai jisse aapko market mein news reading asaan Ho Jati Hai Forex trading calendar konsa best hai yeh aap ko Apne knowledge or experience ke hisab se choose karna hota hai I think instaforex mt5 ka news calendar bahut best hai usko use karo to aap ko Kafi fayda hoga
          • #6 Collapse

            G bilkull ager aap news ko follow kiye bgair k market ka rukh konse side pe ja raha trade lgaty to aap yaqeenn lose me jao ge ku k news se hamy pata chalta hai k market kiss side pe jaye ge
            • #7 Collapse

              ager trade main practice bahot zaroori hai bulkay ager trade main practice ko 50% ka hissa diya jaya to 50% ka hissa news b rakha tay hain aaj kul to tubserra kerna walay itna khubsorat information datain hoin k aap close eyes k sat forex main kaam ker saktay hain
              • #8 Collapse

                yes brother news ka knowledge b forex trading ke liye bohat zarori hey kun ke forex market par news ka ka kafi zeyda aser hota hey jo market ki movement par kafi zeyda aser andaz hota hey forex trading mein trading kartey waqt news ko bhi made nezer rakhna bhi bohat hi zeda zaroori hey
                • #9 Collapse

                  Yes of course forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay or knowledge hona bot zaroori hai.
                  Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka say trading karni chiay.
                  Knowledge jitna marzi aap kay pass ho laikin aap ko bonus utna he milay ga.
                  Aap ko agar apnay insta forex trading account say trading karna ho to hamain chiay kay ham apnay insta forex bonus account per trading kartay hain to hamain chiay kay ham jab trading karain to knowledge share karna hamain Pakistani forum per.
                  • #10 Collapse

                    news ke forex mai bohat ahmeyat hain hum new spy trade kar ky acha bonus hasial kar sakty hain or hum jab forex mai investment karty hain to yai hamy market ky up down ky mutaliq aga karte hain hamy daily new ko dahkna chahey forex aik acha or international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy news ko be read karna chahey yai hamy market ky up down ky mutalik aga karte hain hum news py trade kar ky be ach abonus hasial kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain
                      • #12 Collapse

                        g bilkul bhai forex trading mai humay news ka b ilam hona chaiye kiu k forex trading mai 2 way hai 1 technically analysis or 2 fundamental analysis . fundamental analysis news ki base per humay milti hai jis mai agr hum trading kar rahe hote hai tw us mai agr news ati hai tw uska markets mai kafi had tak effect hota hai markets ki movement kafi increase hojati hai news per b hum srif trading kar k us per acha kasa profit earn kar sakte hai or is ka humay sab say pehle ilam hona zarori hai
                        • #13 Collapse

                          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum lot of hard work ka sath learning start karda to per hamara leya best rahaa ga laken ager hum lot of learning nhi karta ha to per hum ko achi earning nhi hoge esleya i think ka market ke movement or news ke learning hone chaheya ager hum ko learning hasil karni ha .................
                          • #14 Collapse

                            g fundamental news ko dkhna chahy jo profesnal bnna chta hy wo ksi b country k hlat o wqiat dkhna strt kr dy news dkhy is sy ap acha profit bna skty or acha kam kr skty hn wesy kch log news trading krty hn kch nhi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jisterhan forex trading main koi bhi trade lagany key liey technical analysis zaroti hain isiterhan fundamental analysis bhi zarori hain. Trade lagany se phly news per bhi nazer dalni chaey kein keh kisi bhi news ki wajhsn se market ki movemnt main tabdeli a sakti hy khas ker calender news per.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X