Indicators+analysis=success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators+analysis=success
    Forex trading main me samjh hun kamyabi ka dar madaar 2 chezo pay ha aik to indicators ka use aur unko samjhna aur dosri chez ja market ki sahe judgement aur analysis agr in do chezo pay qabu pa lia jaye to kamyabi koi nai rok skti.
    Ap log kia kehtay ho ic baray?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han ap ki bat bilkul right hay k forex trading main agar ap success hasil karna cahte hain tou us k liay ap.ko trading ko samjhna parta hay ache analysis karne parte hain indicatore k mutabik trade open karni parti hay tab ja kar ap kamiab trade kar pate hain
    • #3 Collapse

      Trading main indicators bohat zyada important role play kartay hain ye analysis main hamari help kartay hain in ko zaroor use karna chahiye in ki help say ap analysis karain then ao trade karain ap zaroor kamyab hon gay indicators hamary liye useful hotay hain.
      • #4 Collapse

        indicators hamy market mai enter hony mai madad dety hain lakin hamy in py 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss be ho sakta hain or analysis ke forexmai bohat ahmeyat hain hamy inhy daily use karna chahey agar hum inhy use kar ky kam kary gy to hum market mai run kar ky ache earning hasial kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
        • #5 Collapse

          indicators hamy market mai inter hony mai madad dety hain lakin hamy in py 100% itbar nahi karna chahye q ky hamy loss be ho sakta hain or analysis ke forex mai bohat ahmeyat hain hum jab inhy use karty howe kam karty hain to hum market mai run kar ky acha bonus hasial kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik acha or kabe be band a hony wala business hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
            Forex trading main me samjh hun kamyabi ka dar madaar 2 chezo pay ha aik to indicators ka use aur unko samjhna aur dosri chez ja market ki sahe judgement aur analysis agr in do chezo pay qabu pa lia jaye to kamyabi koi nai rok skti.
            Ap log kia kehtay ho ic baray?
            Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading main aap kabhi bhi Ek he indicated Par Bharosa karne ke baad baat kare agar aap indicators use karna chahte hain to do din indicator Se Ek Jaise results Hasil karne ke baad us indicator ko use kare or analyses to bahut hi jyada Jaroori Hote Hai
            • #7 Collapse

              Asslamoalikum dears friends .......
              G bilkul forex members G mn apko btana cahon keh forex mn kamyabi ka dar o madaar 2 chezo pay ha aik to indicators ka use aur unko samjhna aur dosri chez hy market ki sahe judgement aur analysis agr in do chezo pay qabu pa lia jaye to kamyabi koi nai rok skta.
              Ap log kia kehtay ho es baray ap apny seniors sy pucha kren un sy learning kiya kren
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Indicators+analysis=success

                hum jab order ko place karty hain to is main humain analysis karna ho ga kun kay is main analysis karny say order ko place karna kafi asan ho sakta hay or agr hum hard work kar kay kam karty hain or is mai indicators ka use karty hain to market mai kafi practice ho jati hay humain demo ko use kar kay kam karna ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X