everyone gold main trading kar sakta he.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    nahe bhai gold pay wahe log trading kar sakty he jinhe bharpoor knowledge ho or wo demo me practice kra ho q kay gold me profit bhe bht han or sath he sath apko loss bhe utha parta he is liye har koi gold pr trading nahe krta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      har koi forex trading me gold par trading kar sakta hai lakin in ko gold par trading karni chahye jin ke pasa forex ki proper knowledge aur experience hai aur ahi planning hai
      • #18 Collapse

        gold main bhi trading krna wesa hi hai jesa k dosray kisi currency pair main han mgr aam tor pr currencies main 3pips broker leta hai jab k gold main 60pips ka difference hota hai
        • #19 Collapse

          I'm not the best trading in the forex market for gold at all and I see that gold is not good at trading in the Forex market and I think that the gold market is not Palmstqr It is possible that much Akhosrna
          • #20 Collapse

            wse gold mae trade to insan pae khod hi depand karti ha agr es kae pass a6a expriunce ha to os ko lazmi forex ki trde mae glod par hi trade karni chahye agr exprince nae ha to patirs paer hi trade karni chahye
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
              main ne suna he gold main trading karna bahot risky hota he. or gold main sirf experience trader hi trading kar sakty hen is ki asal mai kya haqiqat hai koi janta hai kya to plz share zaroor karein.
              apne boht acha sawal kia hai to arz ye hai k gold mai trading kch ziada he risky hai wo is lye q k is market kch ziada he high hoti hai or ye experince wale he kr skte hai i think
              • #22 Collapse

                gold main trading karnay ko to her koi trading kar sagta hay laiken is main success wo hasil karta hay jis kay pass forex trading business ka acha experience or knowledge ho to hamain hardwork karna chahiye or mehnat karni chahiye us kay bad ham achi earning kar sagaty hain.
                • #23 Collapse

                  g han bhai reffar bonus mlta han keu ky agr ham is men jo kam krty han hamen pura bonus mlta han agr hamara koi reffar bhe pura kam krta han to hamen us ka 50% mlta han is rhan sy hamen koi tention ni hoti han or hamara bonus koch bhar jata han or reffar ko bhe ura mlta han bonus
                  • #24 Collapse

                    i think k har koi kar toh sakta hai gold mai trading lakin gold ki moves bht tezz hoti hai iss wja se us mai trading kafi ziada risky hoti aur loss ka chance hota hai.. us mai trading k liay kafi carefull hona chahiay
                    • #25 Collapse

                      g bhai jaan apka sawaal to bhot he accha hai and mai samjta hu gold me basically trading karna itna asan nhe hota hai is liye humay gold per trading karni he nhe chaiye is liye humay gold say loss ka samna karna parta hai jo k humare liye theak nhe hota hai
                      • #26 Collapse

                        beshak aap ager trader hain to aap gold mein trading ker sakte hain lakin uske liyee apko strong balance aur experience and skills ke zaroorat pare gee tabhe aap kamyab hongey gold trading mein lakin hain yeah pher bhe risky aapko rato raat ameer bhe ker sakta hain aur ghareed bhe
                        • #27 Collapse

                          forex trading k famous hony ki aik main reason ye ha k is ko hr koi jis k pas is ka koi b knowledge ha wo is ko join kr skta ha aur is sy earning kr skta ha chea wo kum he sekh pia ho bht sy log esy hoty hen jo work ko on the spot krty hue sekhty hen ye un logon sy best hota ha jo orally sekhty hen aur profit gain krty hen hen seekh kr
                          • #28 Collapse

                            gee han bilkul koi bhi trader gold may trade ker sakta hai ager aap apni leverage ko 1:500 ker de tu aap her pairs may trade ker sakte hai ye aap per depand kerta hai kay aap gold may trade kerna cahte hai ya nhi
                            • #29 Collapse

                              nhai bhai jan gold pr trading krna asan nahi hy gold ki trading boht risky hoti hy gold ki trading krny ky liy boht zayada knowledge or experience ki zarort hoti hy is ky ilawa ap ka expert hona hi zarori hy agr skills hen to gold pr trade kren wrna nhai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                My dear brother mai abhi forex ki dunya mai aik naya user ho aur forex mai filhal sirf comments hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho trading abhi start nahi ki hai es liye maine abtak gold mai bhi trading nahe ki hai likin jaha tak muje pata hai tu es mai trading itne asaan bhi nahe hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X