everyone gold main trading kar sakta he.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    everyone gold main trading kar sakta he.
    main ne suna he gold main trading karna bahot risky hota he. or gold main sirf experience trader hi trading kar sakty hen is ki asal mai kya haqiqat hai koi janta hai kya to plz share zaroor karein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gold market high volatile market hai,forex market main Gold ko Safe heaven bhi kaha jataa hai,Asal main Gold par trading Karnay K liye Ap ko kam Az Kam musalsal 6 Months gold ko Watch karnaa hotaa hai or sirf Demo par practice Karna parti hai jab Ap Ko Gold Ka co Relation Samajh aa jaye jo K kuch bari economies K Sath hai tou Ap easily Gold par Trade Kar Saktay hain,Gold main high profit Zaroor hasil ho sktaa hai magar bharpoor tyari k Sath
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      gold main trading to kr skta ha lakin is man aik bat hoti ha keh is main bht sara risk hota ha is ki trading main balance bht hona chahe phir koi faida is sy milta ha
      • #4 Collapse

        hamari jitni investment hai usko mind main rakhte howe small lot size se start lenkiun ke money managemnt ka hona bhi bhot zarori hota hai, aik ke bad dosri trade open na keren aur hamesha market ki news aur uske indicators ko watch karte howe trading karen.Forex trading is a great online business where you can earn great profit, if you necessity to be authority here and impoverishment to possess sustained clear then you should feature to business salty to learn it
        • #5 Collapse

          gi ha her ak gold ma treading ma kar saktha ha is ka faida ho jay ga or asani bhi ho jay gi is ka profit bhi zaida ho ga
          • #6 Collapse

            jee nahi her koi gold main trading nahi kersakhta is ke liye kafi abri investment ke sath bahut power full knowledge ki zarorat hoti hai kyun ke gold ki tading main profit bahut zada hota ahi zara si ghlati app ke sare profit ko loss main badal deti bhai
            • #7 Collapse

              Dear Gold me har koi trading kar sakta hay magar es k ley zarori hay k 1st market ko achi tarha samja jaye or Gold par jab b trading ho to lot size kam se kam rakna chaye.
              • #8 Collapse

                G bro v har koi krto skhta h bat essy h k ap jab gold ki trade krny lgo k apko koi idea nhi hoga r eaki market bht fast se move kti h to chnces hotuy hain jo new qmar hun k wo loss karbethian gy ealye ap b dehan se krain gold pe...
                • #9 Collapse

                  assalamo alikum me main trading sirf asay logon ko karni chahaiye jain kay pas ziada experince hota hai jin kay paas ziada knowledge hota hai baghir nolwdge aur experince kay gold trading ap ko nuqsaan dy sakti hai
                  • #10 Collapse

                    main to abhi yahan pe new hoon zada kuch nahi janta forex trade k baray main lakin sekhne ki koshish main laga hua hoon jald he sekh jaoga aise topics se or jo members answer karte hain unse bht he informative topics hote hain or answers bhi.
                    • #11 Collapse

                      yes dear gold me trading tu kr skte hain aur ye bhot highly volitile ha aur is ke lye ap ko bhot experience aur knowledge ki zarorat hoti ha aur ap gold me trading kr tu skte hon but ye bhot risky business ha
                      • #12 Collapse

                        bilkul app gold main bhi trade kar sakatey hain iss kaley app kay pass kam az kam account ju hoo uss ki welth capsty 5000 $ zrur hoonee chaye tab jaa kar maza aye gaa
                        • #13 Collapse

                          g tmam log he gold k pair per kam kar sakte hen lekin is pair per kam karne k liye humen ek achay knowledge aur experience ka hona bohat zyada zarori hota hai to phir humen acha trend mel sakta hai
                          • #14 Collapse

                            yes brother gold pair par trading karney kay liye acha experience hona bohat zaroori hai hum gold trading big amount say easy kar saktey hai is par low amount bohat risky hoti hai is liye humein pehly proper experience lena chahiye phir hi gold trading karni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han bhai gold mein trading karna buhat risky hota hai aur new traders ko kabhi b gold per trade laga kar risk nahi lena chahiye. gold mein hamain investment b ziada karni parhti hai aur profit b buhat ziada hota hai. meri nazar mein sirf experienced traders hi gold per trading kar saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X