Mahnat ki zarurat hay.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mahnat ki zarurat hay.
    Bhaio, agar ap nay forex trading karnay ka irada kar hi lya hay to apna mind bana lo, bohat sari learning karna hogi, bohat sari practice karna hogi, aur bohat sara time spend karna ho ga is market may, yeh market koi choti moti market nahi hay, is ko cover karna bohat mushkil hay aur is may kai saal bhi lag saktay hain, lakin yeh zaroor hay keh agar musalsal lagay rahay to kaafi kuch hasil kar lo gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han forex ma hard working success ki key hy jo mahnat kry ja wo forex ma successful ho jay ga or jo hardworking ka bageer he agy jany ki koshis kry ga wo kabi b success ni ho ga sirf loss k elawa or kuch ni mily ga
    • #3 Collapse

      g han apne sahi kaha he forex traders ko mehnat ki bhjt zarurat hogi or unhe chahye kay wo kbhi bhi apni practice or learning ko khastam na kren time bhi den, seekhne me yakinan time laegag magar jitna time lagega utne timwe me ap bht kch seekh bhi jate hn.
      • #4 Collapse

        haan gee har kaam mien mahnet karni parti hai bina mahnet k to koyi bhi kaam humey fida nahi deta forex mein bhi mahnet karey ghay to profil ley ghay knowledge ley ghay time spend karey ghay markeet ko samjhay ghay phir he profit hoghi
        • #5 Collapse

          jee han age rappne forex main kam kerne ka soch liye hai to ye baat zahan main bhtalo ke yahan bahut zada hard work kerne main hi app successful ho sakte ho werna nahi
          • #6 Collapse

            Assalam o alikumn ji bhai jaan baat ye hay kay forex trading main bohat mehnat ki zaroorat hoti hay successful honay kay leay kun kay successful trader banna asaan nahe hay kun kay kamyaabi mehnat karnay say hi milti hay is leay do hard work
            • #7 Collapse

              koi bhi kam ho us main mehnat to zrori hy Q k mehnat k baghair koi kam theak nahi hota mehnat sy hi hum best earn kr skty hain agr hum mehnat nahi krty or sochty hain k best earn kr lain gy to ye hamari soch hy
              • #8 Collapse

                g haan jub hmain trading krni e hai to hmain usky lye learning or practice ki to bohat e zrurt hai es mai koi doubt nae hai eslye hmain khoob achi trha sy dil lga k trading ko seekhna chahye or learn krna chahye
                • #9 Collapse

                  g g dear main b ye kehna chahti hun k forex main without hard work hum kamyab nahi ho sakty. is liye forex ko easy nahi lena chahiye nalky is py achi mehnat karni chahiye. achi mehnat k baghair hum profit earn nahi kar sakty.
                  • #10 Collapse

                    apni practice or learning ko khastam na kren time bhi den, seekhne me yakinan time laegag magar jitna time lagega utne timwe me ap bht kch seekh bhi jate hn.forex ma hard working success ki key hy jo mahnat kry ja wo forex ma successful ho jay ga or jo hardworking ka bageer he
                    • #11 Collapse

                      Insan koi bhe kaam karay to us men usay mehnat darkaar hoti hai.. isi terha forex trading men bhe mehnat ki zarorrat hai.. mehnat or mustaqil mizaji aap ko her field men kamyaabi dilwa sakti hai, isi terha mehnat or lagan he aapko forex trading men kamyaab kr wa sakti hai!!.
                       
                      • #12 Collapse

                        I think this point is often forgotten. discipline is easy to say, but it is very difficult for us to implement. This usually occurs because of unexpected conditions. when prices move against us, then all of a sudden we're going to break the rules that had been prepared since the beginning.
                         
                        • #13 Collapse

                          G han mere bhai aap ne bilkul theek kaha hai agr forex per kaam karna hai to humain learning karni pare gi pratice karni pare gi knowledge gain karna para ge experience gain karna ho ga forex ki market k up and downs ko sumjna ho ga phir hi hum is mein kaam kar paye ge aur earning kar paye ge is liye mehnat zarori hai mere bhai.
                          • #14 Collapse

                            g han bhai bilkul ye ika aisa online business ha jis me hamy is business kay bary me knowledge or experinces hona bhut zrori ha is business me apko mehnat ki bhut zrort hoti ha ap jitni mehnat kary gay ap ko utna he mehnat ka phal mily ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dosto koi sa bhi business ho app ne hard work karna parta he time dena parta he tab jakar app ko faida hota he forex me app ne seekhna he bas or phr app ghar bethey thore time me ziada earning karne lago ge or app ko kahe jane ki zarorat nahe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X