Lot size kaisy calculte kary??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size kaisy calculte kary??
    Dear jab hum real account banaty hai to aus mai hum ye kaisy decide kary k hum ne ais mai lot kitni lagani hai kun k hum ne jab bhi koi trade lagani hoti hai to account k size k hisab se lagani hoti hai aor hum ko kitni lot use karni chaye ta k humra account bhi safe rahy aor profit bhi acha hota rahy hum ko apny account par??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jab ham apna insta forex account open karty hai jis main pehly sy 1.00 ke lot set goti hai jo ky boht bari hai kabi b starti g main etni bari lot na lagai blky sath main -0.01 par click kar ky app apni lot kam kar sakty hain ya phir es lot ko khtam kar ky 0.01 lot set krain jo ky sab sy choti hai baqi app apny accont ky mde nazr lot ko brha b sakty hain
    • #3 Collapse

      jab hum forex mai investment karty hain to hamy is py lot be lagane hote hain pher he hum acha profit hasial kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik international business hain or yai kabe be band nahi ho sakta hum siy apna professional career be bana sakty hain
      • #4 Collapse

        lot ke forex mai bohat ahmeyat hain jabb hum forex mai kam karty howe isy use karty hain to hamy is ka acha profit milta hauin or hum loss sy be bach jaty hain or agar hamre lot pance jey to hum isy cancel kar ky or koi lot be laga sakty hain hum ape lots ko calculate be kar sakty hain forex aik acha or kabe be band naho hony wala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Lot size kaisy calculte kary??

          forex mai hamy apne lot ko calculate karna zarore hota hain jab hum forex mai investment karty hain to hum is per lot lagaty hain pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Lot size kaisy calculte kary??

            Lot size ko calculate kernay kay liye ap kay pas risk calculate hoan chahye ager ap kay pas risk calculate nahi hay to ap kabi bhi lot calculate nahi ker saktay. ager apnay apnay total trade ka aur har lot ka risk calculate ker lia hay to ap ko lot size nikalnay main koe masla nahi hoga. aur sath hi ap ko stop loss kay pip ya value bhi dekhni perti hay ager ap ka risk aik trade per 100 doller ka hay aur ap ka stop loss 10 pip ka hay to ap jab risk ko pip per divide karen gay to ap ko aik pip ki value mil jaye gi jo kay 10 doller ho gi ab ap wo lot laga saktay hain jis main aik pip ki value 10 doller hay. jesay kay standard lot ki value 10 dollar hoti hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X