dil ki sunen ya dimagh ki?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dil ki sunen ya dimagh ki?
    Dear members ap se aik sawal yeh ha keh trading main ap ko dil ki sunani chahye ya apny dimagh ki?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jab ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ye pata hota hai k market ne kon sa pattren banaya hai aus time ap ko dimagh ki sunani chaye kun k market par dil ka zor ni chalta agar hum ye kehty hai k market ne waisy hi move karna hai to ye humri ghalt fehmi hai kun k market aik hint dy rahe hoti hai hum ko aor aus k hisab se move karti hai.
    • #3 Collapse

      bhai app ko dil ki bhe suuni chheay aur demag ki bhe aur agar app sirf dil say kam lain gay tu app sirf emotions say kam lain gaya aur agar app demag ki suny gay tu demag main ziada tar presure hota hai jiss say app trade main success hasil nae kar sakty hain ess leay dono chezon ko coll rakh kar kam karna chehay phir he app ess main success hasil akr sakin gay.,
      • #4 Collapse

        forex mai na dil ke sunne chahey or na he demag ke sune cahey hamy is mai kam karny ka acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
        • #5 Collapse

          agar hum forex mai kam karna chatey hain to hamy dil ke sunen chahey or na he dimag ke suenen chahey balky hamy acha knowledge or exeprience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gay or apne zarorto ko pura kar saky gy
          • #6 Collapse

            Dear friends ya forex business koe asan kam to hai nii is mai ager ap benifit chaty hai to demagh ki sunani ho geee
            • #7 Collapse

              Dear bohat acha sawal ha i respect your question being a member of forex trading apne jo kaha ha k dil ki suanne chaye ya damag ki mere khayal sy dono ka decision e kamayab hota aagr apke dil matamin nh khbi faiasala na kre agr damag matamin nh ha phr bhi na kren dono ko matamin kar k phr faisala kre ta k nuqasan sy bach saky thanks
              • #8 Collapse

                Dear fellow forex trading may aap Dil ki Sunay ya demagh ke hotha wahe hay Jo aap ke kismat may hotha hay lekin ye ek complicated business hay our is may experience ka buhut Amal dakhal hotha hay is liay demagh laga Kar trading Karne chaheay
                • #9 Collapse

                  Re: dil ki sunen ya dimagh ki?

                  forex mai kam karty wakt hamy apne learning ko mind mai rahkna chahey or hamy market ky rules ky mutabik kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy hum is mai apne marze sy time table bana kr kam kar sakty hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain is mai hamar koi boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: dil ki sunen ya dimagh ki?

                    Trading mai ap hmeha apnay mind ki baat ko ehmiat dain kuen k ap ka dil to apko ziada profit ka lalach day ga aor ap apni trading mai mistakes ki waja se loss mai chalay jaein gay is lye dil ki na sunnein blke apna mind use karein aor achi tarha soach samjh kar aor best trading strategy bnanay k bad apni trade lgaein
                    • #11 Collapse

                      Re: dil ki sunen ya dimagh ki?

                      Forex mien tradig k doran hamain her dafa demagh ki sun ni hoti hai q k jab hum dil say kam lety hien tu hamara dil soch na sakta hai mager hamra jo damagh hai wo socha hai aur hamain as mien earning be ehamari demagh say ho sakta hai as lye mienas mien demagh say kerta hoon kam or dil say na kerta hon.
                      • #12 Collapse

                        Re: dil ki sunen ya dimagh ki?

                        Dear forex ek bahut he technical business hai is main wohi kamyab hota hai jo is main soch samjh kar learn kar k he trading krta hai to dil ka to sawal he paida nahi hota hai is main is lye hamesha soch samjh kar he trading karen usi main faida hai wrna dil to apko ek rat main ameer hone k khwb b dekha deta hai to kya ban jate hain aap
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: dil ki sunen ya dimagh ki?

                          Brother forex main trading karty haoy ap ko dimag say kam lena chahy dil ka koi role nahi ha es main dimag say kam lenay ka matlb ap market ko ashi analyais kariny ar phr apny mind main planning karty haoy ashi stretgy ban lainy k kab ar kasiy trade karni ha

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X