Trading with mind

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with mind
    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business jis main ham trading krta han aur jo bhe trade lagani ho ham ko chaya ka us ko phala acha sa search kran phr lagain aur hamsha trading demagh sa kran dil sa nea kiun ka mera khyal main mind sa ke gai trading hamain profit deti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother forex trading main ap k mind ki direct he link hota ha agr apka mind relex aur cool ho ga ap khud ko telex rakhen ga to apki trading bht achi aur kamyaab ho gi is lia trading k lia mind k relex honh k sath hota ha agar apka mind fatigue main ho ga to ap trading achy andaz main ni chala sakty. Is lia relex aur cool reh kr trading jari rakhen. Thanks
    • #3 Collapse

      G han ap ki bat right hay k koi bhi trade lgane se pehly humain market ko achi tarha search karna cahiay aur us k bad hi trade open karni cahiay take hum loss se mehfoz rahein kiu k biba search kiay koi trade bhi achi nai hoti achi trading karne k liay humain mind se kam lena parta hay
      • #4 Collapse

        Yea of course forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay.
        Or apnay insta forex bonus account per trading apnay mind say karain.
        Aap ko pata hona chiay kay ja tak ham apnay emotional feelings ko control nahi kar saktay.
        Hamain apnay insta forex bonus account per profit nahi ho sakta.
        Aap ko chiay or mujay chaiy kay trade aap karain to aap ko 1st kam lit size small rakhna chiay.
        • #5 Collapse

          Dear ap ne ye suna ho ga k ais market mai jab hum ne kaam karna hota hai to aus mai hum ko mind fresh rakhna chyae kun k jab hum ais market mai analysis karty hai to aus time hum ko ye pata hota hai k ais market mai hum ne jo bhi trade lagani hai aus mai hum ne kai dekha hai aor aus mai hum ne kitna risk lena hai ye sab pata chalta hai experince k sath.
          • #6 Collapse

            Trading mein kbi bhi apny emotions ko apny ap pe haevy ni hony daina chaye trading hamesha mind se aur soch smjh k krni chaye emotional decision ni lainy chaye
            • #7 Collapse

              jis trading main apnay mind ka use na kiya jay.us main trade main loss hi milta ha.trading karnay ka maza tab ata hay kay ap is business kay baray main janty ho.or apkay pas is business kay baray main acha knowledge ho.or trading main knowledge ka use karty howay ap jo bi trade karin gay wo trade apko zaror profit day ker jay gy..
              • #8 Collapse

                forex aik live trade hain hamy forex mai kam karty howe fresh mind ho ky kam karna ho ga pher he hum market mai run kar ky ache earning hasail kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik acha or international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain or yai pury pakistan mai legal ho cuka hain
                • #9 Collapse

                  agar hum forex mai kam kar ky kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial akr ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mind ky sat kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar ky apne zarorto ko pura kar skay gy
                  • #10 Collapse

                    Dear friends mai ap ki bat sy agree hoo trading mind say karni chye q ky ya bhout riski business hai completely mind ka use karna chye par dil ky agy kis zoor chlta hai dear friends
                    • #11 Collapse

                      Bilkul sahi baat hai ager aap mind se trade karo ge AAP kamyaab trader bun sakty ho otherwise aap ager dill ke mano ge to aap kabhi bhi kamyaab ni bano ge dill me hamesha lalach hota hai aur hamara account wash ho jaye ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading with mind

                        forex mai hamy fresh mind ho ky trading karne chahey hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading with mind

                          Sir forex mien hamain her bar mind k sath he trade kerna hota hai jab hum as mien aa ke mind say kam kerty hien tu hum as mien rioght time per right trade open ker sakt hien or agar hum as mien dil say trading kerty hien tu ham as mien her bar galat trade open ker sakty hien or haamin as mien loss he los ho ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading with mind

                            G brother ap nay thek kha ha forex ak online business ha to posting karny k sath sath traders threding b karty hain thread krny sy pehlay ap ye yaqeen kar lain thread ashi ar mayari honi chahay thread wo post kariny jin say knowledge main azafa ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading with mind

                              forex aik online business hai ham is main live or sada urdu main trading karty hain ham is main best experience hasil kar apny seniours ki tips ko follow kar ky apny mind sy achy sy trading karni chahey pher hi ham acha profit hasil kar sakty hain or apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X