december main trading say avoid karna chaheay ya nahe?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    december main trading say avoid karna chaheay ya nahe?
    meri yeh swal sneior trader ko hai jesy k app sab janty houn gay k december main trading karna loss ko samny bulana hai main nay ye ba logon say suni hai k december mian trading nahe karni chhaey app sab trader es bary main kia view paish karty hain trading akrni chheay ya nahi kyon k kuch din bad decmebr start ho raha hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear mere khyal.min tou aesa kuch nai hay k decmber main ap trade nai kar sakte han albta hum ne ye zaror suna hay k december main market ki movement kam hoti hay aur humain achi trades kam milti hay is liay is month main trading kam hoti hay aur ho sakta hay k boht se log trade nai karte ho december main
    • #3 Collapse

      maximum log kehtay hain k ap puraa saal trading kar saktey ho lakin december mei ye mind mei hona chaiye k 2 wajuhaat hain
      aik tou christmis day anay wala hota ha aor december saal ka last day hota ha log new year kia aur last days of year k parties mei enjoy kartay hain
      aor last days mei business pe tawajh nahe detay iss wajah se market slow hoti ha so better ha jo days slow hon hum trading na karain tab
      • #4 Collapse

        Ye dear hamain December kay month main trading say avoid karna chiay laikin aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka matlb hai.
        Kay jab ham trading karain to hamain chiay kay ham jab bhi trading karain pelay apnay Annaylis karain or market main hamain long term trade karna ho ga.
        Aap ko pata hona chiay kay forex trading main long term trading karain.
        December main aap trading kar saktay hain laikin aap ko pata hona chiay kay fundamental issues hotay hain. Technical annaylisis failure ho saktay hain.
        • #5 Collapse

          Bhai jitny bhi expert traders hAin woh trading k dauraan ye nhi dekhty k konsa month chal raha hy wo to apni trading jari rakhty hain aur apni best planning aur strategy ki madad sy musalsal profit hassil krty rehty hain
          • #6 Collapse

            forex aiik online business hain hum is mai pura sal trade kar sakty hain lakin decamber mai hamy trade nahi kane chahey q ky non muslims apne eid mai masruf hoty hain or wo kam py zada tawaja nahi dy pate forex mai hamy is month mai investment be nahi karna chahey forex aik international business hain or yai kabe be band nahi ho sakta
            • #7 Collapse

              g han decaber mai hamy trading nahi karne chahey q ky is mai non muslims ke eid ate hain or new year be a raha hota hain to log kam ko sahe sy nahi karty is liye hamy is month mai trading ko close kar dena chahey forex aik online business ahin hum is mai aprt time be kam kar sakrty hain or full time be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Nai jnb aisi koi bat nai k December main trading say sirf loss ho ha loss ya profit 2 bato pay depend krta ha aik apki luck pay aur dosra apki apni trade put krnay ki vja say hmain sb ko trade lganay say pehlay ic bat ka khayal rakhna chaheay k kuch na kuch analysis aur indicators ko daikh k trade lgani chaheay na k blind.
                • #9 Collapse

                  sir mien to yeh na kahta hion k hamain forex mien aa ker december mine trading na kerni chahaye ager hum december mien trading kerty hien to hamain es mien market ko carefully watch kerna hota hai jab hamain theek andaza ho to trade open ker dian.
                  • #10 Collapse

                    december main vications hoty hain aur in vications ki waja sy log kaam kam karty hain aur markete k movment bhi slow hi rehty hai ap trade kary lekin analys kar k hi karain agar aisa nahi kia to ap loss kar sakty hain to thora khayal kary december main. thanks
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Ye zaroori nhi hy k December mein trading na karain kiok December last month hota hy aur news ziada hoti han aur market ka pata nhi chlta is liye agr ap k analysis achy han aur news par nazar hy tu ap is month mein bhi trading kar saktay han bas market ko samjhne ki zaroorat hoti hy
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                        meri yeh swal sneior trader ko hai jesy k app sab janty houn gay k december main trading karna loss ko samny bulana hai main nay ye ba logon say suni hai k december mian trading nahe karni chhaey app sab trader es bary main kia view paish karty hain trading akrni chheay ya nahi kyon k kuch din bad decmebr start ho raha hai.
                        Hame December maybe trading co avoid nahi karna chahiye Banke learning Karni chahiye aur knowledge gain karna chahiye Taki Hamare trading achi Ho Aur Hum accha profit gain kar sake Kyunki tab Mubarak Eid Kafi fast move karte hai
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: december main trading say avoid karna chaheay ya nahe?

                          forex mai hum december mai trading kar sakty hain hum pura month is mai trading karty hain or hamy is ka bonus agly month kly pahly hafyt mai milta hain or hum isy with draw karwa ky apne zarorto ko pura karty hain yai aik international business hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain yai aik real business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X