Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    Your greed could take you to the lose , no doubt about it , but you could have too greed as much as can afford , that depends on your knowledge and mental skills so don't be someone you are not , just try too b yourself , do what you can..!!!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Aslam-o-alaikum Dear friends to all o you, greed versus loose nahe balkay greed with loose kyounke jahan lalach atai hai waha loss bhi aata hai so dono aik sath he aatay hain aap greed say bachain sab.
         
      • #393 Collapse

        Jee bhai ap nea ek bhut acha swaal kiy ahea aur mein iss bat sea garee karta ho aur yeh kehna chata ho ke agar ap loss zida greed sea bache gea toh loss bhi nai hoga greed go hy na yeh lose ka sab say bra sabab hy isi ki waja say he hamen forex men loss hota hea aur profit bhi.
        • #394 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: sad khan
          jis kam mein lalach ho wo hamesha niqsaan ka zaria raha hai kehte hain ke lalch buri bala hai tou sahi kehte hain ziada pese kamane ka lalch apko akhir mein nuqsan ke pas lake khada kardeta hai jahan se wapisi bht mushkil hoti hai
          Han bhai zagir si baat hai lalach se hume hota hi noqsaan hai jaha lalach hota hai waha lazmi noqsaan hota hai hume lalach nahi karna chayye lalach se bachna chayye....
           
          • #395 Collapse

            forex trading main greed aik bad factor hain jis ki waje se ap forex tarding main loss ker lete ho agar ap forex trading main achi earning kerna chete ho to ap ko greed ko control kerna ho ga then hi ap achi earning ker sakoo gye
             
            • #396 Collapse

              Greed vs loss is not looks good my dear, i think it should be greed with loss because it comes together, so dont greed in trade or out of trade life its a step toward loosing ur dreams and investments, and happines
              • #397 Collapse

                Yea you guys are irght but i also thinks tha tgreed can also be positive factor sometimes it helpsj s to stay more focus on saving our money and not to lose it
                • #398 Collapse

                  There is the relation between the loss and the greed mostly the loss is occur when the traders make the greed in there trading and traders will not face any loss when he trade with the experience and patience and wit the knowledge
                  • #399 Collapse

                    Mery khyal main forex trading main lalach bohat buri cheez hay eski waja say he forex trading main bohat say traders loss karty hay humay chahiey keh hum forex trading main lalach say bachty huway trading kary.
                    • #400 Collapse

                      yes dear bhai app ne bilkul thik kaha ha agar greed kary gay to loss bhi hoga ise liye greed say bach kay trading karni chahye kay app ko loss bhi na ho or profit bhi hasil ho ise main hi app ka apna faida ha greed say bach kay hi har kam karna chahye ye to forex ka ya phir koi or ho
                      • #401 Collapse

                        g han laluch hi loss ki sb se big waja he jb bhi koi trader laluch karta
                        he to us ko boht hi kam deika gea he profit hwa ho ziada tar loss hi
                        hota he ager trader laluch karely ga to zaahiry bat he us ko loss hoga,
                        • #402 Collapse

                          duniya ke koi be game ho es mein greedy karnay se loose he ho sakta hai na k profi better hai ap hemsha exeperience aur knowledge ku maday nazar rakhtay howay he trade karay thankful for question
                             
                          • #403 Collapse

                            g bhai forex main ap agar greed karoga to apko forex main bohut ziada loss hoga.forex main agar apko earn karna hai to greed ko ak side par rakh do phir forex karo ap ko bohut earning hogi forex main...
                            • #404 Collapse

                              bhai greed and jald bazi se hum ko loss ke siwa kuch hasil nahi ho sakta hai is business ko hum ko bohat ehtiyat se or samajh kar karna parta hai warna yeh hum ko bade loss se guzar sakta hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                Sir ji main ye batana chahta hun k greed krny wala shaks hamesha kamyab nhi hota km sy kam bar hi kamyab hota hy greed krny wala shaks loss krta hy wesy hamesha trade main khas tor par forex trade main jb wo greed krta hy to wo loss main ja sakta hy islea hame loss ko sy bachny k liye greed ko khud sy khatm karna hoga....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X