Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    o my dear ap jo bhi kam karty hai agr ap es ma greed karty hai to apko loss ho ga forex am bhi esa hai agr ap es ma trading karty waqt greed karty ho to es m apko loss hi hota hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      foex mein lalch bandy ki dusman samjhi jati hai is leay humy forex mein greed nae karni chaheay balky apny experinc kay mutabic weekly ya mothly target rakha kar utni he earning karny ki koshesh karni chaheay takay hum forex mein losser na bany balky success haisl karein
      • #183 Collapse

        yes of course my dear forex mein lalch boht bore cheez hai or greed vs lose ka apis mein boht combination hai jo trader forex mein apny expeirnce say zada lalch karta hai wo hee nuksan mein jata hai or loss karta hai
        • #184 Collapse

          Yes brother forex aik best business hy but es ma greed ki jagha nai kiyun k agar greed goha to lose bhi acha khasa hoga aur yahi wajha hy k new trader apni greed ki wajha sy bhot lose kar deta hy aur phir kheta hy k forex fazool hy lakin ya nai dekhta k us ny khud kia ghalti ki hy new trader ko chaiya k woh apni ghalti sy seekhy aur greed ko door rakh k trade kary aur jo mily us ma khush rahy.
          • #185 Collapse

            Greed he aik esa element ha trading me kis ki waja sa buhat sa traders apna investment loss kar jate ha q ka wo greed ki waja sa zeyada earn karne ka cakar me hote ha
            • #186 Collapse

              dear i think that greed and loss are the interconnected to each other ad i think that we all should try our best for being a successful forex trader and to gain more and more earning from forex trading and to become a good trader in forex
              • #187 Collapse

                greedy person hamesha loss men hi rehta hay. kabhi kabhi agar wo profit earn karta hay to phir jo us ne profit earn kia hota hay wo lalach men a kar sara invest kardeta hay. aur sara pesa zaya kardeta hay. aik bar ki earning ki waja se wo ye samjhta hay keh main dobara profit bhi hasil karonga. lekin kayi bar loss khane ke bad aik bar porift hi hasil karta hay.
                • #188 Collapse

                  muja lagta ha ka greed and loss ka darmean positive relation ha ager ham zada greed sa kam la ga to zada loss kara ga kam greed kam loss es lia mara kheal sa es lia hama greed sa trafe nhi karni chaea.
                     
                  • #189 Collapse

                    bhai jaan greed ki wajah se loss bhi hota ye greed hee loss dilwaati hai uss ke baad jab loss hota hai mayoos hone ki zaroorat nhi loss se ham bohat kuch seekhte hain hamen apni galatioon ka ihsaas dilata hai aur greed se chutkara dilata hai to greed ke muqable loss aage hai .
                     
                    • #190 Collapse

                      yes i think ke hum ko is me greed se kaam nahi lena chahiye agar aik bar hum ko profit mil jaye to hum ko greed nahi karni chahiye kiun ke lazmi nahi hai ke again bhi hum ko is me profit bhi ho yeh bohat difficult market hai isko samajh pana easy nahi hai so carefully kaam karna chahiye .
                       
                      • #191 Collapse

                        greed ki waja say hi is business main har trade ko loss ho jata hay.jo bi trader is business main cahta hay.kay wo is business main long time tak trading kerta rahay.or is business main profit kerta rahay.to us ko cahiya kay wo is bsiness main greed ko kerna chor day.tab hi wo is business main acha trader ban skta hay..
                        • #192 Collapse

                          forex trading main appk o greed ke waja si app ko bohat he loss ho sakha hain .tu app ko chayee agar forex trading main ek achi trader banana chaty ho tu app ko forex trading main khod k ander si lalac ko greed ko katam karna hogha .or is main app ko apni emotion ko be control karna hogha tu is main app ek achi trader ban sakty ho
                             
                          • #193 Collapse

                            g han brother aap nay bilkul darust farmaya hum forex me aksar apni he ghaltiyon ki waja say loos kartay hain aur bad me hame pachtana parta hai.agar hum is kaam me myana ravi say kaam len to hum bhot juld achi income hasil kar saktay hain.
                            • #194 Collapse

                              dear forex me greed se humesha loss hi hota hay kyu kay jis cheez me greed ah jae us cheez me success bohat mushkil hay aur forex me jab hum unlimited profit ko daikhte hain to hum greedy ho kar makret kay trend ko judge kiye beghiar trading karte hain jis ki waja se humain loss hota hay.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Greedy bht buri chez hai trading main, aur bht log greedy ho kr apna bonus lose kr behty hain aik acha aur kamyab trader banane k liye bht zurori hai k insan greedy ko apne se door rakhy, main ne jo kuch sekha hai trading main un main aik yeh chez hai k trading aik patient wala business hai is main greedy nature waly log kamyab nahe ho sakty wo lose he krty hain apna at all...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X