Greed Vs Lose....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    dear friend greed har traader k sath hai tabhi tu hum sabne forex business ko choice kiya hai bas frak ye hai k kesi men kam kesi men ziyada ye bhi sach hai k agar hum ziyada laluch men perte hen tu hum loser banjate hen forex market men
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      is kay baray main to main sirf aur sirf yahe kaho ga kay yea dono chezein greed and lose dono ik dosaray ki behnain haan yahni ik he chez kay do nam haan aur har insan janta hay greed is a curse so remember it
       
      • #123 Collapse

        g hai jab kisi bi kam ma greed yani lalach ata hai to ap us lalch ki waja sa sab ghawa behtta hai us ki aik waja yah hai ka jab ap ki neat ma greed nahi hota to ap ko bohat faida hasil huta hai kiyu ka ap zayda lalch ma nahi huta ap ko jo mil jai us ma sabr shukar krta hai lakin jab ap ka andar lalch a jai to ap zayda ka chakr ma hota hai aur is ma sb ghawa behtta hai
        • #124 Collapse

          dear mere kahyal se ap agar greedy ho ge to ap forex trading me kabi kamyab nahin ho sakte hain greed or loss ka apas me aik jaisa rishta hay lakin ap ko chahiye kay forex traind ko calm aur cool ho kar karain.
             
          • #125 Collapse

            Je han islye tu kaha gaya hy k lalach buri bla hy, issay bachna hi acha hy or apko account doobny sy bach sakta hy, warna lalach main akar ap apny lye musibat paida kr sakty hain, lehaza apko chahye k aap lalach sain bachayn warna har hal may loss kr k apna account band krwayngay.
            • #126 Collapse

              Eagerness most exceedingly awful feeling goes to the dealer in exchanging, and is bringing on a great deal of cases in the Forex Margin

              Thus Ntgle it should first know the reasons, incorporating the vanity and self-assurance in overabundance

              Also the most critical thing that there is no budgetary arrangement could be emulated, and will be stuck to, this is the thing that can spare us from avarice
              • #127 Collapse

                greed ka loss se mukabla nahi samaj mein araha, kiun ke greed se hi loss hota hai mere khyal se title galat hai, greed kabhi trading mein nahi karni chahie kiun ke ye mature nahi hai trading mein maturity bhi madad karti hai.
                 
                FOREX PAK FORUM FOREVER
                • #128 Collapse

                  brother emotion greed paida krti han. jo log jazbat main ajatay han aur zayada profit hasil krnay k lalach main loss kr bathtay han.bus main yahe kahon ga k gree is a loss only.
                   
                  • #129 Collapse

                    yes greed and loss are two things that are attached to each other in forex, where you find greed then there are bound to be loss close by so traders should watch out that they do not trade with greed in their mind and always sure that follow their trading plan
                    • #130 Collapse

                      You are 100% right brother. Aik insaan mai emotions hotai hai and woh hamesha profit ki lalach mai rehta hai. ISi waja sai jab ham apna daily target achieve kar letai hai to hamai aur zyada profit earn karnai ka lalach hota hai, and ham wrong orders laga detai hai, which ends up in loss. Aik achai trader ko greed ko overcome kar lena chaiyai.
                      • #131 Collapse

                        Yes it is not good or any on that is on this market to have greed because it will enable him to loss all is capital at any given period of time so you must be very focus
                         
                        • #132 Collapse

                          Assalam-O-Alaikum to all Dear Friend's main tou sab greedy persons ko aik he baat kahun gaa kay please aap leave kero yahan say ager nahe ker saktay tu lalach pay controll kero.
                           
                          • #133 Collapse

                            esy he to hota ha forex main jab hamin profit a jata ha to hamari kosishesh hoti ha ky is ko bhe 2 guna keya jay aur is sy aur kuch any kie bajay sub kuch loss ho jata ha is chez sy ham sub ko bachna chahy
                            • #134 Collapse

                              It is nt good for you to each greed wen you are trading so you must try to be very good and focus so that you can gain at any given period of time
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                greed ik khud ba khud a jata hai jab ap ko continous profit mil raha hota hai tu ap baz dafa big volume ke trade laga dy ta hai ya soch ker ahca profit mil ga magar hota wrong hai aksar.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X