Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #871 Collapse

    Brother you are right .. Ek kamiyab trader banne k liye hr profit pr greed ko avoid krna hoga agr insaan pr greed haavi ho jae to wo loss ka shikaar ho jaata hai or pareshaan hota hai .. laalach ek esi cheez hai jo ap ki kamiyabi ko nakaami mai badal deti hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #872 Collapse

      yes, im aagre ewith u kam jo apkay liye new hoga woh apko kuch smajhna6 ka time to laiga na bhai is liye apkothori se learning karnai hoti hay phir apko asani say woh kam samajh may ajatahay jis tarhan new orex trader ko takrib......
      • #873 Collapse

        dear brother forex trading main agar trader lalach krte hain to us ko humesha loss hota hai.forex trading online business hai is main jo bhi lalach krta hai usko humesha loss hi hota hai.
        • #874 Collapse

          orex trading me greed say bal kul bachnay chw qk as say humay loss zida hotay hay or munafa kam meltay hay to as leya greed say bachnay chayea lalach na kya jy to koe masla bhe nahe hota he aor loss nahe hota he koshash kro k ap greed se bacho aor money management ko use kro gy to ap nuksan nahe kro gy to fr best he k ap analysis ko use kr k earning be best kr skaty ho
          • #875 Collapse

            Forex is a good currency business.forex par yeh element hamko kaafi loss deta hai jab hum trading se profit get karte hai tab hamme aur profit paane ki hasrat hoti hai wo galt nhi hai par hum.best of luck.............................................. .......
            • #876 Collapse

              ya agar hum lalch kare gaye to khabhi bhi kamyab nahai ho paye gaye aur hamesha hi nuqsan me rahe gaye q ke jis kam me greed ajye wo kam khabhi bhi humhe success nahi de sakta han ais liye humhe is se door hi rehna chiye
              • #877 Collapse

                a yeh lose ka sab say bra sabab hy isi ki waja say he hamen forex men loss hota hy or hum kehtay hen keh yeh ho gia woh ho gia agr sab traders is ka picha chor den to kisi ko bhe loss nhi ho ga so greed he hy sab say bari waja lossawal ha ky greed vs loss.gee gee bilkul jab ensan greed karta ha tu loss hi hata hai mare khayal me Forex trading business me me trade ky time greed se doro hi han chy kiu ky greed loss ka basi hoti ha.
                • #878 Collapse

                  lalach ki wja sy loss zaida ho jata hai loss zaida hony ki wja hee lalach hai agr ap zaida profit hasil krny k liay lalach kro gy tu maret k down hony pr ap ko loss ho jata hai.
                  • #879 Collapse

                    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main jab aap pehla profit earn kartay hain to aap ko aur zeda profit ki hiwas lag jati hay aur phir is say aap greedy hojatay hain to aap ko loss hojata hay
                    • #880 Collapse

                      Assalam o alikum janab ye bilkul theek baat hy k lalach buht buri bla hy jiski wja se insan beshumar burayi me mubtla hojata hy is se ijtenab kerna boht zarori hy is liye loss ko face kerna perta hy .
                      • #881 Collapse

                        Trading mien agar app nee apna career banana chahtay hain too phir app koo pehlee trading kaa discipline apnana hoo ga aur phelee studies per concentrate karna hoo gaa aur knowledge koo gain karna hoo ga because achi knowledge see app kee greed kaam hoti hai
                        • #882 Collapse

                          if I have these two options so I definitely choose lose because lose aapko hamesha kuch na kuch seekha k jati hy jis sy aapki performance better hoti jati hy lekin greed aapko achy aur bury ka farq khatam kar deti hy aur aapki performance ko bhi demage karti hy
                          • #883 Collapse

                            Assalam-o-alaikum... forex trading main knowledge bohat important hai... aur jo log is kay baray main experience rakhtay hai wo kabhi loss nahi kartay... aur jo log greed say kaam letay hai... ziada tar unhay hi loss uthana parta hai... toh is lye greed nahi karna chahiye...
                            • #884 Collapse

                              haan jasy he ap greed krty ho to apko profits lene ka jazba ajata hai magar ye nhi dekhty ho k har dafa market ak si nhi hoti hai aksar losses bhi ho jaty hain to is trah se ap greed kr lety ho market ko watch nhi krty aktrade win krne k baad ap again usi mein profit k liye trade lagty ho is se ap jo profit bna hota hai wo bhi kho beth'ty ho greed nhi krne chahye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #885 Collapse

                                agar ap ne zindagi me lalach ki to ap zindagi ke har mor ke har ka shikar hnge jis se ap ko har kism ka nuksan hoga ye dono cheezen hi insan ko tabah kr deti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X