Greed Vs Lose....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2716 Collapse

    Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham agr greed krta han tu phr ham ko lose hota hai ham ko lose sa baxhna ka lya lalch ko chorna pra ga koi bhe business ho afr us main ap greed krta han ru ap ko lose he ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2717 Collapse

      dear ap ny thek kha jab acha [profit hota ha to har trader bar bar profit ki taraf barhta rehta ha lekin lalich say sirf kuch bar profit earn hota ha jab k experience k sath or sabar k sath work kiya jaye to life time forex sy achi earning ki ja sakti ha ek target set kar k sabar k sath work apki life change kar sakta ha
      • #2718 Collapse

        greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain is k bary main information hasil kar k hi hum kamyab ho sakty hain aur is forex main loss say bacbhny k liye learning karni ho gi tab hi hum market main profit hasil karny k kabi ho sakty hain
        • #2719 Collapse

          g haan bhai jaan ap ne thek hi farmaya hai kee as main ham ko greed nahi karny chahiy hai q k as se hi ham ko loss hota hai bhai jaan ham ko as main kabhi bhi tarde karte howe as main greed nahi karny chahiy hai q k loss ka asal wjah greed hi hota hia agar ap as main success pana chahte hain tu as main greed na karne thek hai bhai jaan ab ham ko as main greed nahi karny chahiy hai
           
          • #2720 Collapse

            Bro ap ne sahi kaha,Forex trading mein kbhi bhi lalch nai krna chahey.Kyun ye riski business he.Ap agr lalach kren ge,Tu confirm ap ko loss ka samna krna pre ga.Ap ki daily ki routine honi chahey ke mein ne din mein itne earn krne hain.Phr us ke bad ap ne side pe ho jana he.
            • #2721 Collapse

              forex mai greed hamara sub sy bara dusman hain forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch traders bonus milty he lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky caker mai apne galtiyo ko ignore karty howe over confidence ky sat kam karty hain or unhy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota
              • #2722 Collapse

                Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother greed aik boht buri chez h jhn greed hota h whn nuksan hi hota h mere khyal me hmen forex me greed ni krna chaiye q k us se hmen boht loss ho ga aur hmara profit bhi zaya ho jaye ga
                • #2723 Collapse

                  forex mai hamy lalch sy bach kar rahna chahey q ky is waja sy hamy loss hota hain or is mai market ka koi qasur naho hota or hamy ache learning hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain
                  • #2724 Collapse

                    G bhai bilkul thek kaha jahan lalach hoti hai wahan karobar ni hoskta kyo k lalach bht buri bala hai apko trading krtay huay apnay ap ko control rkhna parta hai ar arntrol trading krna parti hai kyo k maine aise log b daikhay hain hin k lalach ki waja se account wash huay hain
                    • #2725 Collapse

                      G han bhai ap na balkul teak kha hai or main ap ke bat se mutafak hon agar hum forex trading main lalach karyn gan to hum forex trading main success yrader nahi ban sakty hai. Q kay agar hum thora sa profit kamaty hai to humey lalach a jati hai or hum phir jald bazi main trade laga dety hai jis ka nateeja ya hota hai kay hum loss kar jaty hai. Is leya forex trading main lalach nahi karni cheyai.
                      • #2726 Collapse

                        Re: Greed Vs Lose....

                        forex mai lalch hamara sub sy bara dusman hain hamy isy avoid karna bohat zarore hain pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain jab hum forex mai new hoty hain to hamy suro suro mai loss hota hain lakin jab hu mapne galti py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                        • #2727 Collapse

                          Re: Greed Vs Lose....

                          loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum suces ho sakty hain aur market main kam kar k apni har zarorat ko pora kar skasty hain aur market main rules ko follow kar hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main earning ho
                          • #2728 Collapse

                            Re: Greed Vs Lose....

                            greed kare gee tu ham as ham as forex trading main kamyab nahi ho sake gee as liy ham ko as main greed nahi karna chahiy hai q k greed se hi har aik ko loss ho ta hai as liy ham ko as forex tarading main greed nahi karna chahiy hai
                             
                            • #2729 Collapse

                              Re: Greed Vs Lose....

                              bohat mashhur kehabat hai ke lalach buri balan hai forex ke businece mein lalach nahi karni chahey jo log is businece mein lalach karte hain un logo ko hamesha loos hei hota hai forex keya ap koi bhi kaam dekh lou jis mein lalach ki jati hai us mein nuksan hi hota hai is leye lalach nahi karni cjhaheye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2730 Collapse

                                Re: Greed Vs Lose....

                                So important factor hy greed ,,jo loss krta hy forex ma lalach bore bala hy ,,forex ma jitna profit ap ko kse trade sa mila hy pick kr lo ,,ya stop loss move Ke k entry point Pa la aao ,,warna ap greed k chakr ma apny capital b loss kro gy,so stop loss k sth or trling stop k sth treding kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X