Omeed ka damun hath say na janay du.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Omeed ka damun hath say na janay du.
    Forex man earning kerna mushkil kaam nae ha or na hi itna asan kaam k baad traders start man hi aa ker big accounts open kerty han or big lot size use ker k khud ku loss dyty han. forex man ju trader sabar or tahamal say kaam lyta ha lalach nae kerta ha or learning ku time daita ha tu wu kafi kama bhi lyta ha or experiecne bhi increase ker lyta ha. stuck rehyn choor ker na jyn one day you will earn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex forum member ap ke baat say 100% agree karta hoon kabi bhe umeed ka daman hath say nai chorna chahy chahy kuch bhe ho jay mayoos nai hona agar account wash bhe ho jay tu koi baat nai phir say kama lo gay magar mayoos ho gay tu dobra uthna mushkil ho jata hy aur banda finish ho jata hy
    • #3 Collapse

      Jab bhi hum forex trading business ko join karte hain tou humain kabhi bhi big account nai banna cahiay ki k us time humara experiance kam hota hay jis wajha se hum apna loss bhi kar sakte hain kiu k is business main jald bazi se kam nai lia jata sabar se kam karna parta hay tab hinhum kamiab ho pate hain aur success full trdaer ban pate hain
      • #4 Collapse

        Bilkol ham o umed ka daman hat sy nai jany dyna chiya ham ko trading my hhot zada dyhan dy kr agr loss ho jaye to sbr k sath our pgr sy ayk nai umed k sath k ham ko ayk na ayk dinnkamyabi hogi to ya soch k ham ko trading krni chiya to ham kamyab ho jaye gy ayk din ham zaor kamyab hoty hy har kam shoro my hi mai ho jata hy kuch tryia krni parhti hy hamy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          g han bhai apki bats hai hai forex trading main hmain eraning bhi milti hai or loss bhi hota hai or kbhi bhi loss hony par dil nahi chorna chahye jis ki wajah yah ho skti hai k hmain trading main azzed acha profot mil skay or aghr hum loss hony k bad ummed chor jaty hain tu hum kbhi bhi forex main kamyb nahi ho skty hain tu kamyb hony k liye umeed nahi hath se chorni chahyew
          • #6 Collapse

            g bilkuk forex trading m hmy loss b ho tu hmy umeed ka damn nhi chorna chahiy q es beznus m hm loss sy hi sekhty hen es liy loss sy umeed ka damn nhi chorna chahiy bulky apni mistak sy sekhna chahiy.
            • #7 Collapse

              yeh bhi apki baat bahut he achi hay k hamain profit k sath lose bhi hota rehta hay magar hamain umeed kabhi bhi nai chorni chaye q k hamaray pass umeed he hay agar is say bhi ham nay hath dho liye to hamain kabhi earning nai hogi aur hamara future bhi hamain acha dikhai nai day ga so hamain thoray say profit ko bhi ghanimat samjna chaye aur lose honay pay sabar karna hamari kamyabi hay.
              • #8 Collapse

                Apki baat se main agree kerta hon. Umeed per to kehty hain dunia qaim hey. Forex trading main bhi her any waly din main yehi umeed hoti hey keh shayed aj kamyabi mil jaey aor main samjhta hon umeed ager achi rakhi jaey to hota bhi acha hy.
                • #9 Collapse

                  Friends umeed he bina py ye dunya kaaem hy ager umeed na ho to koi b kuch na kary aor nazm bazm ruk jay isi terh forex main b umeed he sb kuch hy jab aap zyada kamany ki umeed main zyada sy post karty hain to phir loss sy b nai darty aor profit b aap ko usi ratio sy milta hy
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Taj9090 پيغام ديکھيے
                    Forex man earning kerna mushkil kaam nae ha or na hi itna asan kaam k baad traders start man hi aa ker big accounts open kerty han or big lot size use ker k khud ku loss dyty han. forex man ju trader sabar or tahamal say kaam lyta ha lalach nae kerta ha or learning ku time daita ha tu wu kafi kama bhi lyta ha or experiecne bhi increase ker lyta ha. stuck rehyn choor ker na jyn one day you will earn.
                    Forex trading 1 risky business hai is mein kisi ko bhi block ho jata hai isliye Agar traders phone NOS photo unko Bhi Saath nahi hona chahiye milky apni mistakes se learn karna chahiye aur achi trading karne ki price Kitni chahiye
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Omeed ka damun hath say na janay du.

                      hum jab market main kam karty hain or is main big lot ko lagty hain to is main ziada profit b ho sakta hay or ziada loss b ho sakta hay humain omeed rakh kar kay hi kam karna hota hay agr hum is main ziada mehnat karty hain or market ko understand kar kay kam karty hain to big lot size humain ziada earning dy sakti hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Omeed ka damun hath say na janay du.

                        jee hand dear aap nay bilkul theek kaha hai ky umeed kabi nahin choorni chahyee aor start mai har trader ko mushkil hooti hia likin us main hoosla nahin choorna chahyee jitna aap kaam karty hia utna aap ky skills improve hooty hia aor ye kaam seekhny main time lagta hia
                        • #13 Collapse

                          Re: Omeed ka damun hath say na janay du.

                          expensive ,foreign exchange forum member aap ki baat say a hundred% agree karta hoon kabhi bhi ,umeed ka daman hath say nai chorna chahy chahy kuch bhe ho jay mayoos na hona agar account wash bhi ho jay tu koi baat nahi phir say kama lo gay magar mayoos ho homosexual tu dobra uthana mushkil ho jata hy aur banda finish ho jata hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Omeed ka damun hath say na janay du.

                            Jee bilkul sahi hai umeed pe hi dunya qaim hai hame apni umeedun ko qaim rkhna chahye kyun k forex aik aisa business hai k insan ghar bethe paise kama skta hai aur is se barh kar meri nazar mein aur koi acha business nhi hoskta mein apne sab dostun ko forex pe kam krne ka invite karta hun
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Omeed ka damun hath say na janay du.

                              forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin hamy zada thence nahi hona chahey hamy omeed ka daman hath sy nahi corna chahey hamy apne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X