trading ke duran apny emotion ko controle rakhin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Friends emotions to kisi b business k liay zehr e katil sabit hoty hain q k aap jb aap emotions py controle nai kar paty to phir loss kar baithty hain aor forex main loss ki koi limit nai aap jitna chahain loss kar lain yahan tak k acount wash kar lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G haan dear ap sahe keh rahay ho trading k doran hamin apnay emotions pay control rakhna ho ga aur yeh emotions hmaray sb say bray dushman hain forex main aksar jb hmain loss hota ha to hum emotional ho k maximum lot detay hain jis ki vja sa account wash ho jata ha so emotions ko control main rakhna aik acha trader ban,nay k leay bahut ziyada eham ha.
      • #18 Collapse

        forex trading business mein kabhi bhi emotional ho kar trading nhi karni cahaiye agr hum forex trading business mein apne emotions ko jo control kar sakta hy wo hi kaamyaab trader ban sakta hy agr hum emotional ho kar trading kartay han tu apne account ko wash karwatay han is liye emotions ko countol kar k trading karni cahaiye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: trading ke duran apny emotion ko controle rakhin

          forex mai hamy apny emotions ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai emotion hamara sub sy bara dusman hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota

          اب آن لائن

          Working...
          X