trading ke duran apny emotion ko controle rakhin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ke duran apny emotion ko controle rakhin
    dear forum members forex trading jin baton ko bad samjha jata hy in main aik emotions bh hy kush trader itny emotionl hoty hn ke apny profit ko loss main badal daity hn forex trading main dil ki ni bulkey demagh ki manny chay forex trading main emotions ap ka aik bahut bada enemy hy is liy trading ke dermian apny emotion ko controle main rakhin
    Signature removed by moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    traders ku apnay emotions control man rekhny k liye kafi experience ki arurat perti ha. ager trader ka experience sahi hu ga tu oc ku emotions control ka time maloom hu ga wera emotions hi trader ku loss kerwaty han.
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading main jab ham ne trading karni ho to hamain chiay hita hai kay ham apnay emotional feelings ki control rakhain .
      Aap ko pata hona chiay kay ham jab bhi forex trading karain hamain apnay insta forex bonus account per trading karni chiay.
      Or emotions greed and fear hotay hain.
      Aap ko pata hona chiay kay hamain apnay insta forex bonus account main greed ki waja say huge volume of lot wala hamain trading experience bot zada loss daita hain.
      Us kay ilawa aap ko pata hona chiay kay forex trading main jab ham trade kartay hain to hamain chiay hota hai.
      Kay ham apnay emotional feeling fear ko control rakhain.
      • #4 Collapse

        Well ap ki bat bilkul right hay aur main ap ki bat se agree karti hun trdaing business main aese beshmar log mojod hain jo k trading karte huwe emotionl ho jatevhain aur unho ne is se apna loss bhi boht kia hay jab k trading aik aesa business hay k jis main humain proper dimag se kam lena hota hay hum is main kisi kisam ki emotion se kam nai kar sakte agar hum emotionl ho kar kam karte hain tou hum apna loss karte hain
        • #5 Collapse

          ager hamari trading chal rahi hai to hum ager es k doran emotional hot hien to yeh cheez thee na hai es lye hamain forex mein aa ker emotionl na hona chahye ager hamain kam kerna hai to es cheez ko control kerna bhut zayada zarori hai.
          • #6 Collapse

            Bilkul bhai apki baat darust hy. Emotion ya lalach ki wajhan se profit ko loss main badelty dekha hy. Jeb bhi trade lagain to us sey phly decide ker lain keh is trade per kitna profit aor loss berdasht kerna hey. Jaisy hi trade hamari us limit per poch jaey to usi waqt close ker deni chaey is main apny emotions ko involve nhen hony dena chaey werna nuqsan apna hi hoga.
            • #7 Collapse

              Jis kam ko bhe emotions ko control mein rakh k ap saranjam den gy ap ko asani ho gi trading mein to emotions ko control karna bahot zarori hay emotion aor over confidence k sath trading kabhe bhe na karen is sy loss k elawah kuch bhe hasil nai ho sakta trading hamesha normal mind k sath karni chabiye
              • #8 Collapse

                yes dear agar forex trading main apnay emotions ko control rakhaingay tab he hamain is main earning hoti hay agar emotions hon to is main lalach nai ata hay aur agar lalch na ho to forex main kamyabi mumkin hoti hay emotions say hambahut saray wrong deceions hotay hain jin say bahut sari ghalt order lagatay hain aur ghalt order say hamaisha lose he hota hay.
                • #9 Collapse

                  Dear friend forex trading main sab say achi kameyabi hy apny imotion ko control karna agar ao apny imotion ko control main rakhen aur trading karen to ao as busnes ko ak kameyabi ki sery ban sakty hy
                  • #10 Collapse

                    forex mai emotions hamara sab sy bara dusman hain or hum agar hum loss ko avoid karna chatey hain to hamy emotions ko be avoid karna chahey pher he hum kam kar ky market mai run kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex mai hum investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain or yai kabe be band nahi ho sakta
                    • #11 Collapse

                      forex mai emotions hamry nuqan ka sab say bara sabab banta hain yai hamra dusman hain forex mai kam karty howe hamy apny emotion ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy forex aik online business ahin hum is mai part time be kam kar skaty hain or full time be kam akr sakty hain or yai kabe be band nahi ho sakta
                      • #12 Collapse

                        Of course, I betray you and all of you brothers have responded very well in today's health is not good when we are getting beneficial.If you are too crazy to do so, our focus reduces on trade and when our focus is reduced, we will have to suffer, because of our mind Want to think and want to use your mind
                        • #13 Collapse

                          g han bhai apki bat shai hai or main apki bat se agree krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apny emotion spar control rakhna chahye q k ayse karny main hmain los bhi ho jata hai es liye ap k liye bahtr hai k ap apni trading main saber ks ath trading karen kuj bhi ap jald bazi main a kar kam nahi karna chahye jis se hmain loss ho
                          • #14 Collapse

                            Forex trading aik bahuthi acha business hai. Is mein hum rozana ka acha profit kama sakty hai. Mager kuch log jab profit mein aty hain to kuch ziyada hi excited ho jaty hain. Aur apny emotions ko control nai ker paty aur aik nai trade baghair analyse kiye trade laga bethty hain. Aur us ka ye result hota hai k loss ho jata.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abidmalik پيغام ديکھيے
                              dear forum members forex trading jin baton ko bad samjha jata hy in main aik emotions bh hy kush trader itny emotionl hoty hn ke apny profit ko loss main badal daity hn forex trading main dil ki ni bulkey demagh ki manny chay forex trading main emotions ap ka aik bahut bada enemy hy is liy trading ke dermian apny emotion ko controle main rakhin
                              achchi chatting karne ke liye emotions ko control karna bahut jyada Jaroori Hota Hai Kyon K traders Jabbar trading karte huye emotional hote hain to wo acchi trading nahi kar sakte aur Koi Na Koi galat decision Le Lete Hain
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X