Don't blame ur luck blame ur learning.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't blame ur luck blame ur learning.
    Assalam o alaikum friends insan ki kamyabi me uski luck aur uski ki learning dono ka sath hota hy. Ab hm agr apni trade ko kamyab Bnan chahty hn tu ye hm py depend krta hh k hm ktna learn kr chuky hn trading . Agr kbi loss me chly jaien tu mind it apni luck py ilzaam na lgaien blk apki loss kk main wja apki km ilmi ya low skill level ho ga. Is lye luck sy Ziada apni learning py twajo dn.
    ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee haan brother aapne bahut achi baat kahi hai hame apne learning par bahut ziyada tawaja deni chahiye kyunki forex business totally hamari learning pe he depend karta hai agar hum forex mein accha analysis kar lete hain to phir koi shak nahi ke hum is mein kamyab ho jaye nahi to phir hum isme nakaam hi rahenge..
    THKS
    • #3 Collapse

      Dear friend forex tradingvmain kabhi bhi apny luck ko balem na dain bal k yeh ap ki ak soch hy k hum luk istamal karen gay dear forex trading main luck ki nahi bal k learning ki zarirat hy
      • #4 Collapse

        gee bhai aap nay sahi kaha hay kay dont blame your luck yeh insaan ki aadat hay kay jo kaam kharaab ho jaaye woh luck ban jaata hay
        Jo chal jaaye tadbir banay jo tal jaaye taqdeer banay
        iss baat ko asghar kya samjhay yeh baat nahin samjhaanay ki
        insaan say jab koi ghalti ho toh wo qismat ko blame kerta hay kami hamaari learning main hay ghalti hamaari hoti hay jiss per ham log bad luck ka label laga detay hain.
        • #5 Collapse

          dear friend forex trading aik buisness hy koi juwa ya gambling ni ke hum is main apny luck ko azmaty rahin aur apny luck per depend kren is business main wohi kamyab ho sakta hy jo proper way se forex ko learn kerta hy aur luck per depend ni kerta phir ager learning ke bad bh ap ko loss hi ho to phir ap ki apny abilities main doubt hy ke ap apny ability ko proper use ni ker rahy
          Signature removed by moderator
          • #6 Collapse

            w salam my dear aap nay teak kaha hai aik trader ko luck per nhe apnay knowledge ko improve krna chahaiy aur jab hum apni puri koshish kr laity hain too Allah bhi hamari help krta hai forex trading main earning kay laiy zarori hai kay es business ka khub knowledge kya jaiy demo say practical kya jaiy bss phr learning aur earning sath sath
             
            • #7 Collapse

              jee sir mien ap say agre kera hion k forex mien jab hum khud ki lick ko loss ka blame na ker sakty hien apny learning per tawaj deni hoti hai jab hum achi learning kerty ien to hum achi earning bee ker sakty hien es lye hamain luc per zayada depend ni kerna hota hai
              • #8 Collapse

                G bilkul ap ne theek kaha hai.Agr hmara knowledge and experience acha ho ga to hm apne Luck ko b acha bna sakty hain.Lekin bina mehnat k ye sb mumkin hi na hai.Islye zarori hai k hm luck ko blame krne ki bjaey apne skills,knowledge experience ko improve krne pr tawajjah dain taky hm apni qismat or life ko behtar kar saken.
                • #9 Collapse

                  G bilkul ap ne thk kaha hamaen apni learning pe zor daina chaye na k apni luck ko blame krean.aik acha trader hamaesha apni learning achi krta ha.ta k usy loss na ho
                  • #10 Collapse

                    G ap ki bat aik tarha se theek haybk trading main humare pass jitna zada knowledge ho ga humari learning ho gi hum utne ache tarike se trading kar sakte hain aur humain trading k sath sath apni learning ko bhi jari rakhna cahiay take hum save trade kar sakain
                    • #11 Collapse

                      Forex man learning ka kaam ha sara. ager koi member ya trader ye samjhta ha k oc ku luck pay trade ker k profit earn hu sakta ha tu ye chiz mind say nikal dayn yahan luck pay trade say loss hi hta ha profit ghalti say kisi aik aad trade man hu jatta hu ga her baar profit earn kerna koi asan kaam nae ha.
                      • #12 Collapse

                        Forex mein kamyabi k liye learning zyada eham hay luck sy learning sy ap zyada profit ly sakty hain jab k learning experience aor knowledge ko ehmiyat di jaye to profit hasil karna easy ho jata hay har waqat luck sy hi profit hasil nai ho sakta luck sy ap aek ya 2 trade profit mein ja sakti hain jab k learning k jaye to ap har din ap acha profit gain kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Dear mere khiyal mai forex business mai ap ko ap ki luck se zyda ap ki mehnat aur learning pe concentrate karna chahiye q k aik learning he hai jo ap ko es business mai aage le kar ja skti hai agar ap learning karte ho tu ap aage bharne k kabil ban skte ho lekin agar ap ne learning nhn ki tu ap haar maan jao gy at the end ap loss karo gy jo k ap ko nhn karna chahiye...
                          • #14 Collapse

                            Bhai pehli baat tu yeh hai k is business mein koi luck nahi chalta,luck naam ki koi cheiz is business mein nahi hai,yahan apni mehnat aur experience kaam aata hai.forex mein loss ki bari wajah isko learn na krna hai aur apni mistakes ko control na krna hai,learning k liye demo account pe practice krein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex pr ap hr wqt Kuch na Kuch seekhte rehte hn bs ap ko apni learning or experience ko sahi thra use krna chaiea.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X