Forex trading main specific market kay reversal ka andaza kaisay lagaia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main specific market kay reversal ka andaza kaisay lagaia jay
    Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main aap ko market ka trend follow karna chiay.
    Market ka akhri kona agar aap pakrna chatya hain.
    To ye aap kay liay kafi mushkil ho jay ga.
    Kiun kay aap ko pata hona chiay ka market ka reversal point ya to sharp edge hota hai.
    Ya phir daily chart ya h4 time frame main double bottom ya double top hota hai.
    Is liay be carefully trade karain.
    Or market ka reversal point talash kay chakar main apna insta forex bonus account wash na karwa betahin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ager ap market mien new hien to ap ko yeh andaza waqt k sath ho ga q k jesy he ap ka experience level increase ho ga wesy he ap ki earning k chance bee increase hoty jain gayes lye hamain forex mien aa ker he bar mehnat or lagan say kam kerna ho ga.
    • #3 Collapse

      gee brother aap nay sahi tareeka bataaya hay market kay reversal points find kernay kaa aap aisa MACD indicator kay zariye bhi ker saktay hain jo kay aap ko lows or highs ka bata deta hay aap chaahain to basics kay zariye bhi find ker saktay hain jesay kay daily chart main strong pin baar kay zariye ya phir double bottom ya top kay zariye.
      • #4 Collapse

        specific market ky reversal ka andaza lagany ky liye hamy trend ko follow karna chahey or hum is mai indicators sy be madad hasial kar sakty hain forex aik acha or online business hain hum is mai trading be kar sakty hain or investment be kar sakty hain or yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
        • #5 Collapse

          agar hum forex ky bary mai kuch janna chatey hain to hamy news ko daily dahkna chahey forex aik online business hain hum is mai part time be kam kr sakty hain or full time be kam akr sakty hain hum is mai kam akr ky ache earning hasail kar sakty hain ayi kabe be band na hony wala business hain or yai pury pakistan mai legal ho cuka hain
          • #6 Collapse

            bhai apki boht achi pots hai or informative bhi hai forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain market ko achi trah se analsye karna chahye jub tak market ko achi trah se analsye nahi karty hain hum kbhi bhi market k trend ko find out nahi kar paty hain tu hmain market ko analse karny ka acha knowledge hona chahye ta k hmain trading k liye achi entry mil saky
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              is main har koi achi trade lga sakta hai so hamain is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum run kar sakty hain aur market main enter hony ay pahly is k bary main analsye karni ho gi tab hi hum real main perform karein gay aur is froex main hard work karni ho gi

              اب آن لائن

              Working...
              X