Kbi bhi khod ko over confidence ka shikar na hony den

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kbi bhi khod ko over confidence ka shikar na hony den
    Insan ki nature hai ke wo kamyab hony ke bad aapay se bhir ho jata hai aur unwanted kam Karna start kar deta hai jis ka usay bad main loss hony ke bad released hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ji bilkul theek kaha apne hamain apne confidence se bahir nahi jana chahiye balky uss se hamain loss hojata hai issi liye hamain chahiye ky hum apne mind ko relaxed krke trading kren orr over confidence wesy bhi insaan ko maar deta hai orr hamesha wo loss ka shikaar rehta hai..
    • #3 Collapse

      Yes of course I'm a forex market Mein Kabhi Bhi Apne Aap Ko overconfidence Ka Shikar nahi hone Dena chahiye aapko Maloom hona chahiye kya chahti Humko kitne overconfidence ho Jate Hain.
      Tumhe Apne instaforex bonus account Palace ho sakta hai aap ko Maloom hona chahiye Jab Kabhi Humne Apne insta Forex bonus account ke upar straightening karna hai to Hame Aana Padega forex market me trading ke baare mein.
      Overconfidence se bachne ke liye aap ko Apne account ka leverage bilkul small Rakhna chahiye aur suna leverage ke upar aap trading Kiya Kare Apne insta Forex ke bonus account se.
      • #4 Collapse

        Trading krty huye thory sy profit py over confident hona kafi traders ki khaami hy aur jo log iss ghalti sy avoid krty hain aur hr waqt confident k saath trading krty hain aur kabhi kisi tarah ki laalach mein nhi parrty wohi log aik din successful ho jaaty hain
        • #5 Collapse

          jee ap nay theek bat ki hai k forex mien jab hum kam kerty hen to hum es mien aa ker jab kuch earning kerty hien to hum es mien aa ker over confidence na hona chhae ager hum over confident ho gye to hamain her bar loss ka mo dakhna par ja sakta hai.
          • #6 Collapse

            Right kaha ap nay asal main yeh aik insani nature ha k usko jb kisi bhi field main kamyabi milti ha to wo usko light lay leta ha aur forex main bhi yahe haal ha agr daikha jaye to forex main hmain agr acha profit milna start ho jata ha to hum bahut ziyada over confidence ka shikar ho jatay hain jis ki vja say hmain yeh parshani ka samna krna parta ha so kisi bhi time hmain forex trading main overconfidence ka muzabira nai krna chaeay nai to hmain kafi loss ho skta ha.
            • #7 Collapse

              jnb apki bat thk hy bilkul jo log kamybai k bd apni excitement ko control ni kr skty wohiwohi o er confidence ka shikar hoty hn. Try kren k jb b profit me jaien tu ziada care kren apny trade ki q k kamyabi k bnda relax hony ki try krta hy aur next trading me wo mzeed relax hota hy tu yei relaxation e loss ki trf ly jati hy . Over confidence sy bchen khud b aur apny trade ko b is k asrat sy bchaien taa k hm mzeed kamyabi hasil kr sken.
              ALLAH PAK BEHTAR RIZQ DAINY WALY HEN.
              • #8 Collapse

                Sahi kaha hai ke over confidence se nuqsan hota hai koun ke jb bhi koi over confidence ka shikar hony lgta hai tu jald ka bhi shikar hony lgta hai jis ki wjh se trading ko bahat esay leny lgta hai jis se jaldi main ghalt faisla hony lg jata hai
                • #9 Collapse

                  forex man confidence say trader earning ker sakta ha but ager trader ku yada experience nae ha or wu earning zyada kerna chah reha ha or over confidence hu gya ha tu oc ku trade say profit possible nae loss hi hu ga.
                  • #10 Collapse

                    Business me over confident hone ki koi bhi zarurat nhi qun ke ye ap ko sirf loss ki traf he le jata he jis se ap Ka time or money donu loss hote hn.
                    • #11 Collapse

                      jab hum forex mai tarde karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch trade lalach mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky caker mai apne galtiyo ko ignor karty howe over condendecne ho ky zada sy zada trade karty hain or unhy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota loss ko avoid karny ky liye hamy over confidence ko be avoid kana zarore hain
                      • #12 Collapse

                        over confidence ki waha sy him logo ko forex trading ma loss ho skta ha is leya him logo ko over confidence nhi hona chay him logo ko achi tra sy mhnat ky sath trading krni chaya
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          jab hum forex mai kam akrty hai to hamy is ka bonusmilta hain lakn kuch traders lalac mai aa jate hain or zada paisa hasial karny ky caker mai apne galtiyo ko ignore karty howe overconfidence ho ky zada sy zada trade karty hain or unhy loss ho jata hain or is mai market kakoi qasur nahi hota loss ko avoid karny ky liye hamy over confidence mai kam karna chahey
                          • #14 Collapse

                            forex trading business mein confidence ka hona tu zaroori hy lakin jab profit earn ho aur aik do bar profit ho jaye tu is se over confidence nhi ho jana cahaiye kiok over confidence se bhi ap ka account hi wash ho jata hy trading confidence se karain over confidence se nhi kiok agr ap over confidence se trading karain gay tu koi galti ho gi aur account wash ho sakta hy over confidence nhi hona cahaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes AP ne teek kaha forex trading may hamesha loss and profit hotha rehta hay is liay over confidence our over smart nahee bona chaheiay balke trading chart par nazar rakh Kar trading Karne chaheay is say loss k chances Kum say Kum hothay hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X