forex k pakistan economy par asraat.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex k pakistan economy par asraat.
    hello all traders agar daikha jay tu pakistan main forex traders bharty jar rahy hain aur jin main bohat high earning bhe kar rahy haiin ess say hmry mulk ki economy par acha asar par rha hai kyon k pakistan main doller arhy hain jiss say pakistan ki economy ko bohat acha faida horha hai ess leay ham ko logon ko ziada forex k bary main btana chaheay ess say hamry mulk main berozgari khtam hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear aap ko pata hona chahiye ke Forex trading ke Pakistan economy ke upar Kisi Ki sun ke impact nahi padhne wala Kyunki aap ko Maloom hona chahiye ki Forex trading se earning karna inter Hai Mushkil kaam hai aap ko pata hona chahiye ke 80% red Apna Paisa hota hai usko investment Mai on Hota Hai.
    Aap ko Maloom hona chahiye ke Forex trading ke andar kar jitne Jyada new members Aate Hain Apna investment Lekar Tu Hame Maloom hona chahiye Ke Is Tarah aap ko Kafi Zyada huge amount me love so Jata Hai Chahe new member Ho Chahe old member Ho Jab tak aap proper education or money management nahi karenge aap ko Apne bonus account ke upar huge amount of loss in 40 rahenge.
    • #3 Collapse

      jab hum forex mai trading ya investment katy hain to hamy acha bonus milta hain or hum apne zaorto ko asane sy pura kar sakty hain is tarha hum kuchhal ho gey gy or hamy mulik ke economy ke mazbot ho sakte hain forex aik acha or online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakt hain
      • #4 Collapse

        forex trading aghr pakistan main log zeyad tadad main karen tu pakistan main berozgari ktm ho skti hain or pakisatn main boht se log ayse hain jo k job less hain aghr forex wo join akren tu wo apni earning bhi kar skty hain ess e hmary molk ki ecnomy halat bhi strong ho skti hai tu mera khyal hai k pakistan main forex ko aam karna chahye
        • #5 Collapse

          Re: forex k pakistan economy par asraat.

          forex mai jab hum bohat sy log kam kary gy to hamary mulik ke economy be mazbot bana sakte hain hum is mai apne marzse sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain yai aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: forex k pakistan economy par asraat.

            It is right k agar jitna bhe paisa pakistan main aye ga tu utni he pakistan ke economy strong ho ge jab ziada log forex trading main business krain ga aur paisa kamain ga tu zahir c bat ha k dollars pakistan main brhain ga jis sa pakistan ke economy par bhut positive impact pra ga iss lia hamai chahia k iss busioness ke strategies ko jitna ho ska apna friends main share krain so that wo bhe earning kr skain
            • #7 Collapse

              Re: forex k pakistan economy par asraat.

              Sir meri nazar mien forex ka asar hamari economy per nhut kam hai mager aik lehaz sau ho bee sakta hai k as mien jo bee log berozgar hien as mien aa ker kam kerty hien or apny lyee rozgar hasil kerty hien as lyee hamain as miien zaror kam kern ahota hai or es mien hamain her bar dil say kam kerna hota hai or es tarah hamari economy kuch had take behter bee ho sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: forex k pakistan economy par asraat.

                I agree that forex trading sy jo earning hoti hy usko ap jb i net markiting main invest krty hain to us sy jo profit app ko hota hy wo dollars ki sourat main ap ki country main aata hy jis sy economy per musbat asaraat ho skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex k pakistan economy par asraat.

                  Forex market main apnay lehaz say saray mulko ko hotay rehtay hain que kay ager koe apnay liye profit earn kerta hay to us ko jab amount pakistan main pay kerna hota hay to us say pakistan ki currency ko fida ho jata hay aur isi trah say ager mulk ki currency loss ki sorat main bahir jati hay to wo mulk ko loss kerti hay. aur mulk ka nuksan hota hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex k pakistan economy par asraat.

                    forex aik international business hain yai pakistan ke economy ko mazbot bana sakta hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex k pakistan economy par asraat.

                      jab ham forex main invest maent karty hain to hamy is ka bonus be milta hain or yai bonus hamy dollar ki sorat main milta hain ham dollars ko pakistani cruncy main change karwa kar apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik bohat hi achi job hain yai usa or china jesy bary mumalik main unique business ban cuka hain or yai aik international business hain ham isy apna life time career be bana sakty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X